lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...
    dear jub hamari har ik strategie fail honay lagay aur hamko markeet ki kuch samjh na lag rahi ho to hamko markeet main practice pay ziada say ziada zore daina chaye q k agar ham practicaly ziada kraingay to hamara mined bhi satisfied hoga aur ham khud bhi markeet main achi pakkar rakhaingay aur kamyaab hotay jayengay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

    bohat acha sawal ha ager hum ko har waqat loss he hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum apna knowledge or experience ko improve karna start kardaa q ka ager hum apna knowledge or experience ko improve kartaa ha to per hum ko acha experience or knowledge hoga jis sa hum ko achi earning hoge.............
    • #3 Collapse

      Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

      Practice tou successful trading ky liay bahot zaruri hai jo real account sy bhi ho sakti hai aur demo account sy bhi ky ham jab forex market main trading ki continue practice kerty hain tou hamain pata chal jata hai ky kis terha ki trading main profit hasil hota hai aur kis terha sy trade kerny per loss hota hai so ham apni trading ko improve ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

        G han sir biilkul thek kaha ap ny hum main sy bhot sy log asa be hain joh iss main loss hona k waja sy bhot he parishaan rahtye hain humain chiaye k hum iss main agr loss he loss karwatye hain toh humain chiaye k hum iss main pratice pr zoor daye thky humain iss main acha fidaa mil sakiye humain iss soraat main humesha pratices kah sochna chaiye thky humain iss sy fidaa mil sakiye
        • #5 Collapse

          Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

          Waqia nakam trader ki yahi nishani hay k lagathar loss ki waja say apni practice aur learning ko complete nai karty.zaroorat ais baat ki hay k hum loss say bachnay kay liyay market ko lazmi maximum time dain takeh market ko achi tara samj sakhy
          • #6 Collapse

            Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

            forex eik sab se acha business ha lekin is main sab se zada risk ha esa khabi be nai ho sakta ha k hume lose ka samna na krna phre is main hume lose be hota ha ur profit be ye hum py ha hum is main kis tra kam krte hein is main sab se phaly apne emotional ko control krein
            • #7 Collapse

              Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

              Dear friend y to sahi hai ager hame los hu rha to us men ki waja hamri hi training men kmi hai . insan ko pta hota hai us ko kis chiz men help ur training ki need hai
              • #8 Collapse

                Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

                Yes aapne bilkul theek Baat kahi hai kya main Yahan Par Lo se apne aap ko saaf Rakhna chahiye Lo save rakhne ke liye experience par depend karna chahiye Jitna achha mere paas experience Hoga Hamara knowledge Maharaj scale satnaja develop hoyega aur Hamein kaam karna bahut Aasan ho jaega Aur Hum Yahan Par bahut acche level Tak bahut accha nahi ke saath kaam kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

                  G hn dear ap ne sahi Kaha Hai aisa he Hai Agar humen forex men khud ko kamyab bnana Hai to phir humen chaheye k apny losses se darny ki bjae in se larny ki koshish ki Jae Matlab yeh k jab bhi loss ho to apny losses see learn kren apni strategy ko demo par apply kren aur apni mistake ko dhond kar apni strategy se remove krny ki koshish kren aur jab bhi trading kren mistake ko samny rakh kr kren ta k dobara wo mistakes repeat na ho saken aur kamyabi yekeeni ho Jae.
                  • #10 Collapse

                    Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hamy practice ko bahter bana kar real account mai kam karna chahey forex aik international business hain is mai kusa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex aik legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

                      forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy practice karne chahey is mai aik sal practice karny ky bad hum expert ban jaty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: lose say chutkara na ho raha ho to hamko practice pay zore daina chaye...

                        hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hny wala business hain hm gar mai bath kar is mai asne sy kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X