lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?
    dear members agar ham apnay mined main lose ka dar rakhtay hain aur isay har pal feel krtay hain to kia aisa krnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya hamko isk baray main koi fear nai krna chaye hamko is main easy ho kr kaam krna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum jab be koye trade kartaa ha to per hum ko loss ke daar sa trade nhi karni chaheya hum ko chaheya ka hum jab be koye trade kartaa ha hum us ma apna emotion ko na karaa q ka age hum emotion ko use kartaa ha to per hum ko loss hoga.........
    • #3 Collapse

      Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

      Jin Logon Ko Yahan Par market Mein fair Karne Ka Dar Laga rehta hai woh log kabhi bhi yahan par kamyabi Ke Saath Apne kaam ko Aage Ki Taraf Lekar Nahin Ja sakte hain isliye kaam ko Aage ki taraf se lekar jane ke liye thoda Samay Tarik ke saath kaam karna hota hai jo Log Yahan Par samajhdar ke saath kaam karte hain wah achchha business develop kar lete hain
      • #4 Collapse

        Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

        Sir hamain forex mien aa ker her bar kam kerna hota hai agar hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker earning ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam kerna hota hai or hamain as mien aa ker fear mehsos nahi kern hota hai agar hum as mien aa ker fear mehsos kerty hien tu hum as mien kabhi bee earning hasil nahi ker sakty hien as lye hamain as mien kam karna hota hai or hamain as mien aa ker earning hasil kerna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

          g bilkul sahi kah rahy haain gr humary mind main loss k fear hoga to hum market main zada earn kar sakty haain aur ehtiyadat se b kam karain gay is liye humw hamesha mind main loss ko rakhna chahye is se ye hoga k hum sary rules b follow karain gy aur mehnat se kam kar k best earning kaarin gay aur sath main apny account ko b secure rakhain gaay.
          • #6 Collapse

            Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

            Loss ky fear sy ham both kamyab bhi ho sakty hain aur nakam bhi ky agar hamain loss ka darr na ho tou ham rough trading kerty hain jis waja sy hamain loss ho sakta hai ky agar hamain yahan per sirf profit hasil hony ki hi umeed ho tou ham bari lot size sy trades lagaen gy aur hamain loss hoty hoty account hi wash ho jaey ga
            • #7 Collapse

              Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

              G dear hm bikul lose k fear rahkny se hmy koch ziada fiada earn kar sktay h q k loss k fear se hm Choti se Choti lot lagty h is se hmy loss kam hot h or hm thora thora profit earn kr k fiada lay sktay h q k forex aik technical business h jis m analysis kr trdng ki jati h
              • #8 Collapse

                Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

                lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?
                JAWAB!!!!
                Acha swal hay.Lose k fear rkhnay wala banda forex main kamyab nai ho sakhta
                Achi learning achi paratice say insan k andar risk lany ki salaheehat peda hoti aur aik waqat asia be ahta hay jb trader aus driver ki mesal baan jata hay jo muskhal route par be apni gari ko niklany ki himmat rakhta hay. Fear krna loss ki bari waja hay
                • #9 Collapse

                  Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

                  Dear friend mere Khaiyal se los ka fear nhi huna chye but es ka yr MATLAB bhi nhi ap los ko avoid karen los se bachany key liye hamesha st los ka option use kRen ur relax hukar kam kren .
                  • #10 Collapse

                    Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

                    yes is business main hume lose ki fikar honi chaiye agr hume lose ka dar hoga tu hum is main zada se zada mrnat krein gey is main knowledge hasil krein gey is main hume apne emotional ko lazmi control krna chaiye chart indicotor ko dekhte rehna bohat important ha
                    • #11 Collapse

                      Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear members agar ham apnay mined main lose ka dar rakhtay hain aur isay har pal feel krtay hain to kia aisa krnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya hamko isk baray main koi fear nai krna chaye hamko is main easy ho kr kaam krna chaye?
                      Jab Hum lost se dar ke trading Karte Hain To Hamein trading Karke loss hota hai agar Hum acche trading karna chahte hain to Hamein Soch Samajh Kar trading Karni chahi aur Darna nahi chahi
                      • #12 Collapse

                        Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

                        Boss ham ko as mien dar dar ka kaam nahi kerna hota h aur ham ko as mien her bar Mmehnat wo cheez h jo hamain her mor per kamyabi dy sakti h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kaam kern hota h agar ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko behter kaam kerna hota h aur ham tu ham as mien khud ko aik acha tajir sabit ker sakte hien as lyee mehnat kerna hota h aur ham ko khoob mehnat kerna hota h as lyee am ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko behter kaam karna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

                          Dear drr k kuch b thek ni hota or forex min to hmesha risk lena prta hy agr ap min hosla hy risk leny ka to he ap achy trader bn skty hn or agr hn drty rhin gy trade ko lgaty time confuse hongy to hm kuch ni seekh paingy
                          • #14 Collapse

                            Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

                            jaaab loss hota hain tu bhot ajeeb feel karte hain hum merket main ziyda earn b nhe kar skte hain loss say daar kar apni trade jaldi closs kar dete hain forex merket main trde karna hain tu loss ko tu lazmi baat hain k ziyda ignore karna hota hain qk hamari haar trade sab say phly loss main he jati hain earn ho jata hain har trade say b par thora thora proft le kar merket say niklna best hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lose ka fear rkhnay say ham markeet say kuch ziada earn kr saktay hain ya nai?

                              Nahi dear Forex member Jab Bhi Hum Kisi qisam ka daar dil men rakh kar kaam ko kamyab bnane ki koshish kren ge to Humen us kaam men kamyabi ki jagah nakami hasil ho ge is liye humen chaheye k jab bhi trading kren to loss ka dar mind se nikal. Kr kren kyun KY profit aur loss Har business ka hissa hoty hain losses kk dar kar kam nahi kiya Ja sakta balky mehnat aur koshish de Kiya ja sakta Hai Agar kamyabi hasil krna chahty hain to phir bekhoof ho kr trading kren.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X