Kia threads karna zaroori hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia threads karna zaroori hay.
    May aap sab members say he pochna chahtha Hoon ke hum forex fourm par buhut say members k threads par replies karthay hay tho Kia har member ko threads karnay chahiay ya sirf posts par be acha bonus milnay ka chance hotha hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia threads karna zaroori hay.

    g han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot hea chi bat shear ki hai dear mery kheyal me ap ny note kia hoga kah apko jo thanks mely han wo ap ko thread pe zeyada jab kah dosri post pe kam thread mely han so dear agr ap chahty ho kah apko acha bonus mely to us kay lye thanks bhi zarori han thanks kay lye thread bhi zarori han
    • #3 Collapse

      Re: Kia threads karna zaroori hay.

      Jee mere bhai forex forum main threads bahot zaroori hain kun kay ager aap ik achhi quality ka thread post kerty hain to os pe ap ko likes ziyaada melty hain , jesy posts sey ziyaada likes pe bonus meita he , lekin posts ya threads ki quality ik dam fit honi chaheye
      • #4 Collapse

        Re: Kia threads karna zaroori hay.

        Nahi thread krna zarori nahi hai thread tub ap karian jub ap ko koi masla ho ya ap ko koi new bat maloom ho koi new information ap ko mila tub ap thread karian hum log wasa hi thread krta rahta hain or phr hamari thread delete ho jati hain kiun ka hamari thread informatic nahi hoti is lia thread karian tu information wali karian
        • #5 Collapse

          Re: Kia threads karna zaroori hay.

          Zaroori nahi hay aap threads bhi must lagayen aap achi posts karain aap ki posts agar achi hongi aap ko bohat acha bonus milay ga so achi posts karni chahiye achi posts he behtreen count hoti hain bonus kay liye acha system hay auto bonus system hay aap achi posts karo gay aap ko acha bonus pay hoga.
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            Re: Kia threads karna zaroori hay.

            Dear brother forum pe thread karna zaroori nhi hota aur nah hi thread ka bonus milta hey lekin thread men hum forex k baray men question aur answers kartay hen aur apni suggestion add kar saktay hen aur thread pe milnay walay thanks bhi count hotay hen aur thanks pe ziyada bonus milta hey
            • #7 Collapse

              Re: Kia threads karna zaroori hay.

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat sy honge sir apka sawal yeh hai keh kia thread krna zaroori hai ? zaroori ho na ho main tu zaroori samjhta hon friends hamein posts say zyda thread pe zyda bonus milta hai hamein chy keh ham informatie thread bnayein taa keh logo kay kaam ayein daily ki sirf 4 thread he krni chy 4 say zyda thread krny waly apna bhi nuqsan kerwaty hain our dosroon ka bhi.
              • #8 Collapse

                Re: Kia threads karna zaroori hay.

                Dear is mein ham ko thraed karne chiey aur ham ko is mein ache thraed karna chaiye ham ko is mein apna mehnat karna chaiye agar ap is mein mehnat kar te hain to ap is mein kamyb ho sakte hain aur ham ko chaiye k ham is mein thraed hamesha mayari kare aur ham ko is mein thared saf lafzoo mein likhna chaiye aur ham ko is mein iahtyt s thared kar ne chiey.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia threads karna zaroori hay.

                  Meray khayal main thread post kerna zarori nahi hay. aur na hi kerna chahye. que kay boht say post aur thread duplicate ho jatay hian jo kay bad main delete ho jatay hian aur jo post un ka nader hotay hian wo bhi delete ho jatay hain. is liye koe unique thread hon to wo post ker denay chahye werna nahi kerna chahye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia threads karna zaroori hay.

                    g nhi tread lgana zorry ni ha lkn agr ap tread lgana chty han tu apki apni mrzi ha apko cheyae kae a[ axe trah market ko smj kr kam kro or axe trah forex pr mhnt kro isi m apki kamyabi ha or ap isi trah profit bna skty han agr ap tread lga kr kam krty han tu us sae apko zyda bonus ae ga or ap zyda earn kr skty han lkn agr ap na b lgaen tu b msla ni a
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia threads karna zaroori hay.

                      Nahin Threads Lagana zaroori baat nahin hai aap Log Yahan Par Apne kaam par Dhyan De Jyada kaam aapko costing per to bajade Jitna Jyada aap Log Yahan Par posting Karenge aap ke liye itna achha Ho Jayega aur Yahan Par aap bahut acche se working chal rate kar sakte hain aur bahut kam karna Aage Ki Taraf Lekar Ja sakte hain isliye Thokar kam Na Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia threads karna zaroori hay.

                        Main bhi ap ki baat say itafaq karta hoon ap nay bahut achi baat ki hy threads karna is liyay zaroori hy ky ap ko thanks zayada tar ap ki threads par he milty hyn or bonus ap ko thanks par he milta hy is lyay ap ko chahiye kay informative threads karyn tan kay bonus bhi acha mily
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia threads karna zaroori hay.

                          sir humain chaiye k hum jab be iss main kam karye toh humain posting k teraf zada sy zada focus karna chaiye jis sy humain kam sy kam thread create karna chaiye jis sy humain acha bouns milta hain humain chaiye k hum zada sy zada mehnaat karye or zada sy zada ppost kariye thky hum acha bouns hasil kar sakiye month k bad
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia threads karna zaroori hay.

                            Yes sir hamain as mien aa ker her bar thread kerny hoty hien magar as mien aa ker hum ko us waqt thread kerna hota hai jab hum as mien aa ker yeh sochty hien k hum ko as ki zarort hai or hum ko as mien aa ker fazol mien thread nahi kerna hota hai as lye hamain as mien aa ker kam krna hota hai or hamain as mien aa ker kud k lye kam kerna hota hai or hamain as mien a ker threads informative kerny hoty hien.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia threads karna zaroori hay.

                              dear ji haan Yahan Par depend karta hai ki aap ko Forex form par knowledge chahi yeah aap posting ke liye work kar rahe hain Kyunki Agar aapko koi bhi new question Ho tabhi aap Karen aur hua Kyunki Aap Ka Diya Gaya post hi se aap ko Sabhi knowledge Hasil Hoga isliye agar aap accha knowledge Jhansi karna chahte hain tu Jyada Se Jyada question Karen aur apne knowledge ko Badhaye Kyunki Forex forum hi Forex ke liye Best earning ki wajah hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X