Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.
    Dear fellow's agar aap ghor karay tho baqi days ke nisbath Friday ko market ke movement buhut slow hothe hay our koi be pair ziada up ya down nahee jatha balke ek he range may up and down hotha rehtha hay is ke Kia waja ho sakhthi hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

    G han dear bilkul aesy he hota hai friday or monday ko market ki movement slow hoti hai rfriday ko week ka last din hota hai us din treader zeyada hony chahyen mgr market me trader bhot kam pay jaty han udhr monday week ka pahla din hota hai wahan bhi kuch aesa he hal hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

      Nahi tu bahi friday ko forex ki movement slow nahi hoti hai ap asa hi lagta hai aksar tu market friday ko atna move krti hai hai pora ka pora trend change ho jata hai ya tu market ki news pr depend hai agr news strong ai tu friday ko market na tabahi pahrni hai is lia ya mind s nikal dain ka friday ko market slow hoti hai wasa akasar trader friday ko trade open nahi krta kun ka week ka last din hota ha jis waja s wo avoid krta hain trade open krna sy
      • #4 Collapse

        Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

        Friday ko traders ka market mein trading.kernay ka rujhan kam hota hai aur jub market mein traders kam hoon tou market mein trading bhi kam hi hoti hai jis ki wajah sae market bahut slow rehti hai iss lye humain bhi jumay kay din apni trades ko close ker dena chahyea
        • #5 Collapse

          Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

          g dear brother main ap ke is bat se bilkul agree karta hun k friday ko market ke movement slow hote hae lakin mere khaya l main kabhe kabhe aksar friday ko market ke movement bahut tez ho jate hae kabhe kabhe bahut slow ho jate hae
          • #6 Collapse

            Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

            Dear apki bat thek ghai k is mein friday wale din is mein martket ka movement slow hota hain aur ham ko is men trae karna chaiye jab is men market ka movement slow ho to hi ham ko is mein tarde karna haiye aur is mein tarde kar ne se pahle apko is mein lot size kam rakhna chiey aur ham ko is mein thora faida bhi ho sakta hain but is mein mein hamra account wadh nahi hoga aur ham ko is mein trade ihatyt se karna chaiye.
            • #7 Collapse

              Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

              dear aaj tu merket ne bhto he achi move ki hain qk merekt main main ne mondy ko trade li thi or 2 days merket bhot he slow thi jaab k aaaj merekt day k time bhot fast ho gai hain or ho skta hain k night time merekt bilkul slow ho jy merket main is week bhot he kaam movement hoti hain qk last weeek say main ne chert ko thek tara learning start kia hai jaab k is week merket ki move bhot he slow thi aaj friday ko day time py fast thi
              • #8 Collapse

                Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

                Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul galat kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Friday ko market ki movement aur Tej Ho Jati Hai Aap pata nahi Kaise trader hain aur aap keh rahe hain ki Friday ko movement slow ho jati hai Friday ko market ki movement bahut Tej Ho Jati Hai Kyon Ke Sach Chalde aur Sunday ko market band hoti hai tu isliye market ki movement Tej Ho Jati Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

                  forex aik online business hain forex market hafty main 2 din band hoti hain ham in dino main amount invest nahi kar sakty hain sirf trading kar sakty hain ham is main kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

                    DEAR FRIEND as main ham kam karte hain tu hame as main ache s ekam karna chahiy hai aor hame as main market ki movement ko samjh kar hi ham ko as main kam karna chahiy hai aor hame as main chahiy hai kee ham as main friday ko as main hame trading nahi karna chahiy hai q k as main friday ko market tezz hoty hai as liy hame as friday ke din trade nahi lagana chahiy hai q k ye risky hoty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

                      friday ko market slow move karte hain or raat mai band ho jate hain forex aik international business hain hum is mai agar bager learniong ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

                        forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex market mai order ke zayate ho ge to market ke movement slow ho jy ge forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forerx aik unique busines hain is mai hum apny ap he hoty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Friday ko market ke movement slow kio hothe hay.

                          g han friday ko market slow move karte hain q ky friday ke night mai market band ho jate hain forex aik international business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss kud ap hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X