New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay
    Jab ham new trade open ker rehy hoty hain tou aesy time per ghalti sy bachny ky liay hamain chahiay ky ham jab trade open ker rehy hon tou check ker lain ky jis pair main trade open kerna chahty hain wohi select hai aur lot size pair ky hisab sy correct hai aur kia ham trend ko follow ker rehy hain in ky elawa baqi options ham open trade ko modify ker ky bhi ker sakty hain jesy stop loss aur take profit lagana etc
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

    Dear brother forex trading men new trade open kartay huway bahut c cheezon ka khayal karna chahiay aur jaldi bilkul nhi karni chahiay market ka trend dekh kar trade lagaen aur bonus k hisab se trade lagaen aur ziyada profit k lalach men bari trade bilkul nah lagaen aur stop loss aur tp ko zaroor set karen
    • #3 Collapse

      Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

      Boss jab ham new trade kerne jate hien tu ham aik to jaldi nahi karna hota h aur dosra ham ko as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lyee ham ko lalach sy pak trade karna hota h aur phoonk phoonk ker qadam rakhna hota h.
      • #4 Collapse

        Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

        Assalamu Alaikum dosto aajkal Kyunki Hi Baat Sahi hota hai Kyunki Yeh Kaisa Hain Forex trading Yeh Kaisa business hai Kyunki bahut se log is business coach Chitra ke sath maal Karte Hain Ki Duniya Ki Sabse behatrin business and Forex trading of Pakistan naidunia kis abhineta Kyunki bahut Sare log is business ko acche tarike ke sath aur Delhi Mushtaq ke sath maal Karenge ya Duniya Ki Seva
        • #5 Collapse

          Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

          Newtrade open karne se pahle sabse pahle trand ka maloom hona chahie trand dekhne ke bad technical analysis hone chahiye support or resistance ka pata hona chahie pivot points a market upar open Hui Hai ya niche ja bhi pata hona chahie aur FIR aap market co-ownership karke trade laga sakte hain aur stop loss aur take profit find karke hua bhi laga Le kyunki market mein high volatility ho sakti hai aur aapka account be closed but sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

            G han bilkul theyk kaha ap nay hmaien forex main koi bhi trade open karny say pehly market ko observe karna cahiyay aur us ky baad souch smajh kar achy lot size aur achy trading pair ky sath sath stop loss aur take profit ko bhi set karna cahiyay kyun ky is tarah hm zyada loss say bach sakty hain aur achi earning kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

              Baai Jaan aap ke baath say bilkul muthafik Hoon kionka aksar members specially new members jis ko trade ka ziada excited nahee hotha wo trade open karthay waqth is cheezo ka khyal nahee karthay our chat pat trade laga lathay hay jis may aksar ghalti ho jathe hay is liay trade opening k time ache tarah say thasaali karne chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

                Buht hi achi baat share ki he aap ne sir me agree kerta ho aapki baat se hum sub members ko in choti choti cheezon ka khayal kerna chahiye ta k loss se bacha ja sake or kuch profit earn kerna chahiye agar hum in choti choti cheezon ka khayal nahi kerte to loss karte karte hum apna account bhi wash kerwa sakte he.
                • #9 Collapse

                  Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

                  forex aik online business hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky market ko achy sy follow kar ky is ky up or down ko dekh kar is main trade open karni chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acah bonus hasia kar ky market main run kar sakty hain yai online ki dunya main aik king or international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

                    Baz defa jeldi main trader sey yeh mistakes ho jatibhain keh woh wrong pair ya ghelt lot select ker ky trade laga deta hy. Iska hel yehi hy keh trade lagany se phly aik defa in chezon ko note ker lena chaey yani verify ker lena chaey. Jeld bazi nhen kerni chaey werna loss bhi ho sekta hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

                      forex mai hamy experience ko best bana kar trade open karne chahey forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

                        hamy new trade open karny ky liye mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum isy apna profesional career be bana sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

                          Friends are bilkul theek hai kya manutrade open karne ke liye market ke trend analysis and planning ko dekh ke fitting newtrade open Karni chahiye Agar Hum Aise Hi newtrade Ko open Karenge To Ham trading Karke Hamen loss Hoga Hum bilkul bhi accha profit nahin kar sakte na hi Hum Kamyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

                            Ap ney market mai new trade open krna hai tou ap ko market ko analysis krna zaroori hai. tk ap ko market ka trend maloom hai aur ap es tarah sey trend key mutabique trae kr sakty ho. p ki earning bhe behatr ho gy. Trend ko smajhna zaroori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New trade open kerty huey kin cheezon ka dhyan rakhna chahiay

                              As-Salaam-Alaikum dear Forex member mere khayaal se Newtrade open karne se pahle sabse pahle trand ka maloom hona chahie trand dekhne ke bad technical analysis hone chahiye support or resistance ka pata hona chahie pivot points a market upar open Hui Hai ya niche ja bhi pata hona chahie....
                              Visit My Profile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X