raat din trading karna be acha nahi hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    raat din trading karna be acha nahi hain
    agar hum raat din siraf trading kary gy to hum bimar ho jy gy hamy apne sahit ka ber kayal rahkna chahey hamy aik time tabla bana kar foredx mai trading karne chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex mai hum pairs or currency py trading karty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: raat din trading karna be acha nahi hain

    dear forex membr apki is bat se mein kisi had tk itifak ni krta h thk h ap n is wja se kaha ho k hr wqtg ksm mein lge raehna acha ni h is se bnda faimli ko tim ni d skta isi lye mere bhai mein kaheta hoin k trading hamara koi zyada wqt ni leti bs ap fori tarde open kr k us mein phr na parein or apne kam krte raehein bs ye h k jitna ham isko tim dein ge is se hamwin utna faida hasil ho ga
    • #3 Collapse

      Re: raat din trading karna be acha nahi hain

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi ki Hamein Pakistan Forex Main Jab Bhi kaam karna hoga aur trading Karni Hogi Tu Raat to Dena main trading Nahin Karni chahiye Hamen trading karne ka bhi ek time table hona chahiye Hamen Usi time table par trading Karni chahi Aise Hum acche profit ke haqdaar bhi ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: raat din trading karna be acha nahi hain

        han g bhai ap ne thek kaha hamen din raat trading ne karni chaheay hamen chaheay k ham kam k leay ek time table bna len q k har waqt kam karny sy b ensan zaihne dabao ka shekar ho jata hy aur phr jb tak hamara dimag fresh ne ho ga ham thek sy kam ne kar paen gy
        • #5 Collapse

          Re: raat din trading karna be acha nahi hain

          Dear all members raat din trading karne se hamein bachna chahiye kyon k business k liye our is main kamyabi k liye rest bahut zarori hai is liye hamein chahiye k hum easy ho kar work karen jis se ap ki sehat par bhi koi effect nahi ga jis se ap ka mind bhi fresh rahe ga
          • #6 Collapse

            Re: raat din trading karna be acha nahi hain

            Dear Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi ki Hamein Pakistan Forex Main Jab Bhi kaam karna hoga aur trading Karni Hogi
            • #7 Collapse

              Re: raat din trading karna be acha nahi hain

              G han dear me apki bat sy itfaq itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear hamen itni zeyada trading nhe karni chahye ek limited trading karni chahye jis me ham apna target bhi pora kar len or kuch time rest bhi kar len agr ham din raat trading karen gay to loss profit kay chekron me he rahen gay
              • #8 Collapse

                Re: raat din trading karna be acha nahi hain

                Gee dear aap ki baat droost hay ky forex main trading kerny ky koi time hona chahay kun ky ager aap her time trading kerty rahain gay too baqi zidagi ky Kam too rookh Jain gay iss liay zaroori hay ky trading ka koi time mutkarar ker lana chahay.
                • #9 Collapse

                  Re: raat din trading karna be acha nahi hain

                  Asslam-o-alikum dear welcome to forex Pakistan?? Dasto din rat kam karna thek ni ha koi time table bana lay ose time ka mutabk Forex par kam karya jitna time do gai otni he earn hasial karo ga or din rat kam karna sa aik to insan family ko time ni dai sagta or na he kis khoshi gum ma shamil ho sagta ha ise lay Forex par kam karo lakan time table ka sath ap ko bout zayfa fayda ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: raat din trading karna be acha nahi hain

                    Ji mere dost aap ki baat bilkul theek hai raat aur din hamein kading par kaam nahin karna chahiye khud ko bhi thoda aaram Dena chahiye lekin jo apni sehat ke mutabik kaam kar sakte hain unko chahiye keva hardwork karte Rahe kyunki Josh Axe shadi ho jata hai to uske liye aasan hai aur forex Patna se jyada time spend karenge hum utna hi jyada earn kar sakte hain or accha khaasa Kama saktay Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: raat din trading karna be acha nahi hain

                      agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy aik time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar raat din siraf trading kary gy to hamare sahit karab ho jy ge is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain yai business pakistan mai legal ban cuka hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: raat din trading karna be acha nahi hain

                        Yes as mien mehnat karna zarri h magar ham ko as mien zyada mehnat nahi karna hota h aur meri nazar mien jo mehnat kerta h wo as mien kamaee ker sakta h as lyee ham ko as mien her bar mehnat kerna hota h aur ham ko as mien as had tak mehnat kerna hota h jab tak ham as mien aik kamyab tajir nahi ban sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud ko behtreen sabit kerna hota h aur ham ko as mien sab kuch seekhna hota h aur as mien kamaee kerna hota h as lyee mehnat kerna hota h aur mehnat per mehnat kerna hota h aur ham ko as mien acha ban ker as mien kamaee karna hota h aur her bar ham ko himmat karna hota h.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X