What is Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Forex
    asal main forex hai kya... itne saare log kuin forex oe kaam karne k lie roz barooz a rhe hain kya itna asan kaam hai ue?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Forex

    Dear forex trading business ek international business hai forex basically depend krta hai different countries ki currencies pa or es ma hm posting se bonus collect krty hain phr us bonis ya personal investment se currencies or commodities ko buy or sell krty hain or jo profit ho wo withdraw krwa lety hn
    Es ko log join es liye kar rhy hn k es ma kam krna asan bhi h or kahien jana bhi nahe parta hai ghr bethy easily kr len or hmy personal investment bhi nahe krni parti h or ye hm s kesi qisam ki experience ya qualifications ki demand b ni krta h
    • #3 Collapse

      Re: What is Forex

      G han sir forex bhot acha business ha or woh be online iss main din ba din log bari tezi sy forex ko join kar rahye hain thky woh iss main acha sy achi earning kar sakiyee iss main hum mehnaat kar k knowledge hasil kar k acha bouns hasil karta hain jis sy hum achi trading kar k bhot acha profit gain kar lata hain
      • #4 Collapse

        Re: What is Forex

        اصل پيغام ارسال کردہ از: addiak پيغام ديکھيے
        asal main forex hai kya... itne saare log kuin forex oe kaam karne k lie roz barooz a rhe hain kya itna asan kaam hai ue?
        Assalamu alaikum bhai jaan Forex trading 1 international business hai Jisme mukhtalif kism ki countries ki currencies aur metal par Ham business karte hain ya same Forex exchange Ki Tarah Hota Hai hi isme aap apne personal money when was kar sakte hain aur Park form ki taraf se Diye Jane Wale bonus ko bhi use kar ke earning kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: What is Forex

          Forex trading Aik business hy aur forex trading business Aik worldwide online best profitable business hy aur forex trading business mein kaamyaab honey k liye mehnat ki zaroorat hoti hy aur learning knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur forex trading business mein hum currency pair par aur oil aur gold par trading kar saktay han forex trading business mein agr learning knewledge aur experience hasil kar k karain tu achi earning kar saktay han
          • #6 Collapse

            Re: What is Forex

            Apki bat acha haiforex aik avcha karobarhai hum sara mahina forum pay kaam nahi ker saktay to aik din bhi hamarey liye kamm he hai.Jin members nay acha kaam kerna hota hai wo mahinay kay pehlay din sey akhri din tak bohat regularly kaam kertay hai.Pak forex forum kay rules bohat achay hai or inhey isi tarah hona chaiye warna baad mai humey he eitraaz hona shuru ho jaey ga.
            • #7 Collapse

              Re: What is Forex

              sir forex world wide or online business ha humain iss main zada sy zada mehnaat karni chaiye thk hum iss main acha bouns hasil kar sakiye hum iss main jis tera mehnaat karta hain humain iss main bouns be us nisbaat he milta ha humain iss main khoish karni chaiye k zada zada quality wali post karye or iss sy achi earning karye
              • #8 Collapse

                Re: What is Forex

                Forex ik bht hi profitable business ha ir international business ha bht sy log isko join karty hain ku k yah business koi b join kar sjta ha easily or achi earning kama skta hain forex trading business k liye high investment ki naj bonus ki zarort ki zarort hoti bht sy log yaha sy bonus increase karty or trade karty ik hi mnth my acha profit kama k apni ziNdgiiii achy dy guzr ty hian
                • #9 Collapse

                  Re: What is Forex

                  dear forex ek bahut he best businesse hy aur isy sb log is leay ziada pasand kr rahy hain q k is men na to taleem ke koe shart hy aur na he time ke koe pabandi ap jb chaho jahan b baith k kam kar sakty ho aur posting kr k acha bonus ly k earning kr sakty hain ye bahut he best kam hy aur ek reall business hy
                  • #10 Collapse

                    Re: What is Forex

                    DEAR FRIENDS ye aik busines hai js main bohat se log kam karte hain as liy ham ko chahiy hai kee ham as ko kabi na chore aor ham agar as ko chore gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho gee apni life main as liy ham ko chahiy hai kee ham as main kam karte rahe aor aik bohat hi elaa business hai ye forex trading online as main ham ko ka karte hi rihna chahiy hai mihnat bi ziada karte rihna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                    • #11 Collapse

                      Re: What is Forex

                      g haan bhai jaan forex mein ham ko iahtyt se trade karna chaiye forex trading aik acha business hai jis main ham sab kam karte hain aor ham ko as maion ahtyat se tradinng karna chahiy hai aor ham ko har trade main stop loss aor take profit ka bhi istymal karna chahiy hai aor ham kom as main bohat hi zayada mihnat bhi karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko chahiy hai ke ham as main aesa kam kare kee ham ko hamesha zyada tar as main profit hi ho aor ham as forex trading main expert trader ban jay jab ham as maion expert trader ban jay gey tu phir ham kabhi bhi na kam nahi ho gey as main as liy hamen as main mihnat karna chahiy hai
                      • #12 Collapse

                        Re: What is Forex

                        Forex aik market hy jis main currency ko dosri currency kay sath exchange kia jata hay aur currency kay rate kisi dosri currency kay mukablay main display ho rahay hotay hain. jesay kisi aik currency ki demand main iazafa hota hay to us ka rate bhi up hona shoro ho jata hay. forex tamam country kay state bank kay interlink honay say wajood main i hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: What is Forex

                          Sir forex aik bhut he badi market h aur forex aik market hy jis main currency ko dosri currency kay sath exchange kia jata hay aur currency kay rate kisi dosri currency kay mukablay main display ho rahay hotay hain. jesay kisi aik currency ki demand main iazafa hota hay to us ka rate bhi up hona shoro ho jata hay. forex tamam country kay state bank kay interlink honay say wajood main i h as lye ham as mien kam karty hain.
                          Today's Latest Update

                          RockMan's Trading Journal

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X