Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain
    Forex mein forum per administration nay threads create kernay aur posts ki limits rakhi hai ta kay forum per threads aur posts.ki tadad mein zayada izafa na ho aur unn ko manage kernay mein bhi aasani ho aur jo posts aur threads aap limit sae zayada kertay hain moderator unn ko spam mein dal detay hain aur aap ko ussunn ka koi bonus nahin milta jis ka aap ko oata bhi nahin chalta jab kay aap unn extra posts aur threads ko apnay pas count ker rahay hotay hain iss lye extra kaam kernay ki zaroorat nahin hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

    Dear Forex Friends,Forex forum mein administration nay threads create kernay aur posts ki limits rakhi hai ta kay forum per threads aur posts.ki tadad mein zayada izafa na ho aur unn ko manage kernay mein bhi aasani ho aur jo posts aur threads aap limit sae zayada kertay hain moderator unn ko spam mein dal detay hain aur aap ko ussunn ka koi bonus nahin milta jis ka aap ko oata bhi nahin chalta jab kay aap unn extra posts aur threads ko apnay pas count ker rahay hotay hain iss lye extra kaam kernay ki zaroorat nahin hai aur post ka mayar be axha hona chaia ta ka zaida logoo ko us sa faida hasil ho saqaa..
    • #3 Collapse

      Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

      G belkul daily limit 50 post ke hai jis may 4 thread shamil Hain agar ham ISS say zyada post create karaingay to ye hamarai leye koye faydai ke bat nahe hai Ulta nuqsan daige ye cheez lehaza hamai chaye ke rules ke mutabiq forum pe kaam karaingay aur 50 say zyada post create na karai.
      Last edited by ; 13-06-2019, 12:58 PM. وجہ: Figure mistake
      • #4 Collapse

        Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

        Hum koi bhi kaam karain tu us k rules ko follow karna hota hy aur Pak forex forum se bhi hum acha bonus tab hi hasil kar saktay han jab hum us k rules ko follow karain gay aur is k liye Pak forex forum ne posting ki aur thread ki aik limit set ki hy aur agr hum us limit se ziada posting ya thread kartay han tu us ka koi faida nhi hota aur un ka bonus bhi nhi milta
        • #5 Collapse

          Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          Forex mein forum per administration nay threads create kernay aur posts ki limits rakhi hai ta kay forum per threads aur posts.ki tadad mein zayada izafa na ho aur unn ko manage kernay mein bhi aasani ho aur jo posts aur threads aap limit sae zayada kertay hain moderator unn ko spam mein dal detay hain aur aap ko ussunn ka koi bonus nahin milta jis ka aap ko oata bhi nahin chalta jab kay aap unn extra posts aur threads ko apnay pas count ker rahay hotay hain iss lye extra kaam kernay ki zaroorat nahin hai
          As-salamu alaykum main Hamari post Jaane Ki Sabse Badi Wajah yeah hoti hai ki hum Apne wording par Ghar Nahin Karte Palke Jo Bhi Humse type hota hai use post kar dete Hain Jis ki vajah Se Hamare spelling mistake ki vajah Se Hamare post Hain spam Main Chali Jaati Hain
          • #6 Collapse

            Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

            Dear brother aap nay bilkul teek kaha dear fellow forex fourm nay hamay threads create karnay our posts karnay ka ek limit dia hay our har member ko chaheiay ke wo ose par Amal karay agar nahee karthay tho per aap ke posts our threads spam may chale jathe hay our oska aap ko koi faida nahee hotha.
            • #7 Collapse

              Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

              Gee dear aap ki baat bikul theek hay ky forex main ziada posts oor threads Jo ky limit say bhi ziada posts kerty Hain jiss ki waja say members aapni posts ko count kerty Hain jab ky woo spam main chaly jaty Hain oor woo ziaya ho jaty Hain iss liay hamain extra Kam nai kerna chahay .
              • #8 Collapse

                Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

                G han sir forex walo ny humain post or thread k 1 limit de hoti ha hum 1 din main zada sy zada 50 post kar sagtain hain humain chaiye k hum iss main 50 post he karye 1 din k zada posting jab be iss main 50 sy uper karta hain tab humera yeh he issue ata ha humain chaiye k hum 1 din main 50 post or 4 thread he create kiya karye
                • #9 Collapse

                  Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

                  Dear frnds forex k rules hn jinhy hm na follow krna hota jb hm forex k rules ko follow nai krty to hmary threads or posts swam ho jati hain iss liye hmen chae k hmen jo limit mili ha utni hi post or threds krny chae taky hmari post dlt na ho or bonus b zaya na hooo
                  • #10 Collapse

                    Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

                    Bilkul durst keha bhai aap ne hum logon ko extra kaam me apna time waste nahi kerna chahiye jitne kaam ki limit batai gai he utna hi kaam kerna chahiye, but kuch logon ko ye baat samajh hi nahi aa rahi wo posts pe posts ker rahe he ya to wo log count nahi karte ya to jaan boojh ker aisa ker rahe he is liye un sub members se request he k please na apna time waste kare or na doosre members ka time waste kia kare kio k doosre members jo aisi posts per comments kerte he to jab wo threads delete hoti he to sath sath doosre members k comments bhi delete ho jaate he.
                    • #11 Collapse

                      Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

                      Sir humeri post or thread iss waja sy spam ho jatye hain jis waqat humeri thread or post 1 limit sy uper ho jate hain toh humeri post or thread spam ho jate hain humain iss main chaiye k jab be kam kariye toh post or thread ak limit thk rakye jinti forex humain mahyaa karta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

                        g han hume is main jo kha jata ha os k mutabiq kam krna chaiye forum main har banda extra kam krta ha is liye admin extra kam ko spam main kr dete hein is main jo kha jata ha os k mutabiq kam krna chaiye tab hi hum acha bonas hasil kr sakte hein
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Aap ki posts aur threads spam mein kyun jati hain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                          Forex mein forum per administration nay threads create kernay aur posts ki limits rakhi hai ta kay forum per threads aur posts.ki tadad mein zayada izafa na ho aur unn ko manage kernay mein bhi aasani ho aur jo posts aur threads aap limit sae zayada kertay hain moderator unn ko spam mein dal detay hain aur aap ko ussunn ka koi bonus nahin milta jis ka aap ko oata bhi nahin chalta jab kay aap unn extra posts aur threads ko apnay pas count ker rahay hotay hain iss lye extra kaam kernay ki zaroorat nahin hai
                          Hamari Boss ticket register pair Mein Tu Nahin jaati Vaad delete kar de Jate Hain Jab Ham form parachi posting Nahin Karte ya FIR tool post karte hain Toh Hua Hamari post delete kar di Jati Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X