forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????
    forex aik online business hain yai juwa nahi hain hum is mai kam kar ky halal paisa kamaty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi information shear ki hai dear bhot sy logon kay mind me ye sawal hota hai kah forex ek juwa hai is me juwy ki tarha kam hoat hai dear agr trader is me gamebling karty han to to me samjhta hon wo juwa hoat hai agr achi tarha sy mahnt kar kay market ko achi tahar analysis karen to ye ap kay lye halala hai
    • #3 Collapse

      Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

      g nahi hum jis business main mehnaat karta hain us sy humain joh paisa milta ha woh haalal ha agr hum iss main sahi tarika sy kam karta hain toh Q k iss main kam karna k liya humain mehnaat karni parti ha or jis business main mehnaat k jaye woh halal ha jab thk iss main koi laalach na k jaye toh
      • #4 Collapse

        Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

        no,dear na he forex koi juva hay aur na he yeh haraam hay agar is main hamko profit hota hay to sath hamko utna he risk lose ka bhi milta hay aur agar yeh juva hay to is main jo traders apnay knowledge aur experience say achi earning krtay hain wo kaisay krtay hain ,dear apko kisi nay ghalt guide kia hay ham is main apni mehnat say earning krtay hain aur sath lose bhi krtay hain yeh aik complete business hay jis main hamko hamari mehnat k badlay hamko achi earning milty hay aur agar ap is business say satisfied nai hain to aap na karain apko koi banda majboor nai krta hay yahan pay sab apni marzi say isay join krtay hain aur apnay faiday k liye is main kaam krtay hain.
        • #5 Collapse

          Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

          Assalam oalikum umeed hai ka aap sab theek hon ga aur acha profit kama rahay hon ga dosto forex koi jowa nhi hay forex online business hai jis par loog mahnat karka bonus hasil kartay hain woh loog galat hain jo forex ko jowa samaghta hain forex mein hum investment ya phir investment ka ilawah bhi bonus hasil kar saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

            g ne bhai forex mery khayal me to jowa ne hy q k yahan han din rat maihnat kr k paisy kamaty hain ham jitne mahnat karty hain hamen otna he profit milta hy aj kal maihngai k daur me apna ghr chalana bahut mushkil ho gya h aur forex hamen ye benifit dy raha hy k ham asani sy apna ghar chala sakty hain aur apna mustakbil sanwar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

              forex aik halal business hain yai juwa nahi hain or is mai kam kar ky hasial hony wala paisa haram nahi hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex aik legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

                Jaha tak Meri Knowledge hai ye Business hai ager Profit ya loss ki waja se aisa kahain toh . Lekin ager ap islam kay lehaz se baat karain to mere khayal main humain is kay baray main raaye Nai Daini Chahye jab tak Kisi Religion Scholars se Confirm na ho jaye kay ye Haram hai ya nai
                • #9 Collapse

                  Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

                  forex juwa nahi hain forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

                    Jee Nahi bilkul Aisa bilkul Bhi Nahi Hai Kyunki Pakistan Forex Main Agar Hum kaam karte hain aur hum bahut hi jyada mehnat Karte Hain To is se milne Wala Paisa bilkul bhi haram Nahin Hai Kyunki Hum Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur phir Hamein isme Pehchan Milta Hai Kyunki Yash kaam Mein mehnat hoti hai waha Ram Nahin Hota thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

                      forex trading juwa nahi hai forex k asal main 2 hissy hain aik forex trading hoti hai ju k halal hoti ha aur dosra aik binery trading hoti hai ju islam main hram hai iss leay ap ko sirf forex trading he karni chaheay yehi hamry islam maain hlal hai aur app issi trade say acha pesa kama sakty hain aur apni life ko change kar sakty hain iss lea ziada say ziada hard work karain phir he ap ko success mil sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

                        forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain yai business halal hain yai juwa nahi hain forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hian yai business students ky liye ache job hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex juwa hain kaya is sy hasial hony wala pasia haram hain ?????

                          me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi information shear ki hai dear bhot sy logon kay mind me ye sawal hota hai kah forex ek juwa hai is me juwy ki tarha kam hoat hai dear agr trader is me gamebling karty han to to me samjhta hon wo juwa hoat hai agr achi tarha sy mahnt kar kay market ko achi tahar analysis karen to ye ap kay lye halala hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X