business main loss or profit ane jane ki cheez hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    business main loss or profit ane jane ki cheez hai
    Dear all members jaisa k hum jante han k loss our profit business main ata rehta hai to hamein pareshan nahi hona chahiye baklke sabar se kam lena chahiye wait karna chahiye mazeed mehnat karni chahiye rukna nahi chahiye effort karte rehna hai jab tak hum kamyab nahi ho jate
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

    Loss aur profit tou hota hi hai lekin ham agar achy forex trader ban jaey tou hamain loss phir kam hota hai aur profit ham zyada hasil ker lety hain ham tou forex trading kerty hi profit ky liay hain tou agar profit ky sath loss bhi hota rehy tou phir forex trading kerny ka kia faida jab hamain kuch hasil hi nehi hoga
    • #3 Collapse

      Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

      Gbg forex market Mein profit of loss kabhi bhi ho sakta hai isliye Hum Sab logo ko profit or loss Ko Dekhkar hi trading karte rehna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

        G han bilkul theyk kaha ap nay forex aik business hai aur is main loss aur profit dono hi forex ka hissa hai hmaien kbhi is say loss hota hai to kbhi hn profit gain kar sakty hain is liyay mehnat say forex main kam karain ta ky hm achi earning kar sakien aur kamyab ho sakien hmaien forex main kbhi bhi trading karty hoey mayous nahi hona cahiyay
        • #5 Collapse

          Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

          G bhai g bilkul forex m loss be hota h or profit be ansan ko chaya K agr as ko loss hoia h to himat n haray or mehnat karay forex k baray m. Knowledge gain karay as k bd trading karay may be next time as ko profit Ho Jay maray bhai vo business business he ni jis m. Loss n ho
          • #6 Collapse

            Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Bilkul Pakistan Forex forum business main profit or loss Hota rehta Hai kyon ke business ka yeh Aik hissa Hota Tou Kabhi Hamen profit Hota Hai Tou Kabhi loss Zaroori Nhi ke Hamen Har WaQat profit ho loss Bhi Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

              G han bhai ap ny thek kaha hy...loss or profit to buisness ka hisa hy jb tk hmin loss ni hoga hm seekh ni skin gy or hmin lalach b ni krni chahye jitna profit ho usy kafi smjhna chahye is trah thora thora kr k hm.acha profit b earn kr skty h...
              • #8 Collapse

                Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

                jo loss se gabra kar forex ko chor daite hai wo boht chote dil k malik hote hai lekin mera mashwara hai shuru main mujhay b loss hota tha main pershan ho jata tha jab k thora profit honay par dance karta hai jo jo waqat guzarta gya main loss wali galtio door karta raha ab profit hi profit khud ho raha hai
                • #9 Collapse

                  Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

                  Hi Jiye to aapne Sahi kaha hai ki Business mein profit aur nuksan To Aane Jane ki chij hai Business mein profit aur nuksan to Hota Hi rehta hai agar Hamein profit hota hai to Hame is Baat Par Tu Jo Deni chahi ke Hamen isme se nuksan bhi ho sakta hai agar Hum is Baat Ko Jahan Mein Rakhe to Hamein nuksan Ki Surat mein jyada Pareshan na ho aap koshish Karni chahiye Ke nuksan Na Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

                    Business mein profit or nuksan to Hota Hi rehta hai agar Hamein profit hota hai to Hame is Baat par to Ajo Deni chahi ke Hamen isme se nuksan bhi ho sakta hai agar Hum is Baat Ko Jahan Mein Rakh Do Hamein nuksan Ki Surat mein jyada pareshani kahan ho aap koshish Karni chahiye Ke nuksan Na Ho Aur Agar nuksan Ho Jaaye Tu Jyada pareshan nahi hona chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

                      loss or profit business ka hisa hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai agar hum tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

                        Jio bhaijaan aapne bilkul theek Kaha business Mein loss Aane Jane Ki cheez Hain isliye Agar Humen loss Ho Jaye to Hame gabrani chahi Agar Hame is lose recover kar karna hai to usme Hamein mehnat karni padegi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: business main loss or profit ane jane ki cheez hai

                          ji haan Aap Ki Baat theek hai Forex Mein Loss aur profit Hota rehta hai aapko tension ya fear se kam nahi Lena chahiye is say aapki trading par negative Asar par sakta hai aapko chahiye agar aap se loss ho jaaye to aap apni mistake ko thik Karen aur market ka zyada Se zyada knowledge Hasil Karen Agar loss ho jaaye to usse sikhana chahiye na ke tension Mein Aa Kar Loss ko ignore Karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X