Forex need any qualification.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    G janab forex mai wohi log kamyab hy ju qualified hy or forex mai qualification bht importrance dyti hy agar hum trading mai kuch hasil nai kr skty hy tu hum kuch nai hasil kr skty hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      yes dear member forex mein qualification boht matter karti hai agar ap qualified hon ge tow ziada behtar aur jaldi isko addopt kar le ge aur ziada problems face nahi karni pare gi agar apki english achi hogi tow ap different sites ko visit kar k bhi boht kuch trading k about gain kar le ge
      • #243 Collapse

        han g is main ki shk nhe hai k jub tk is main taleem ziada hogi to tb hi is main hum log achy triqy sy profit bna skty hain r powerful earning kr skty hain yeh bhot acha system hy
        • #244 Collapse

          g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k is business ko karny k liye yeh zaruri hai k hum is main experience rakhty hoin and is k liye hamary pass qualification bhe honi chaye.
          • #245 Collapse

            Yes of coarse forex main kaam krne k lye hamare pass qualification ka hona lazmi ha is k bagair hum is main kuch ni kr skte. ls ko learn krne k lye or is field main experience lene k lye hamare pass education ka hona lazmi ha. koi bhi un educated person is ko jaldi se seekh leta ha bajye aik un-educated person k.
            اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
            • #246 Collapse

              Sir forex trading aik online business hay es main trader ko success kay qualification, forex knowledge, experience, trading skill kay sath sath capital ka hona bhee zaroori hay, jab tak yeh sab things na hoon to success possible nahi hay.
              • #247 Collapse

                mery khyal say to forex trading karny kay liey zaroori nahin hai k boohat high qualification ho lekin agar ik trader educated ho ga to phir he wo aagy bharh skta hai or seekh sakta hai.iss liey kisi tak iss main eudcation ka bhi role hai.
                • #248 Collapse

                  mere khayal meforex trading krne ke liye humare pas knowledge or experience hona chahiye or ziada se ziada practice krni chahiye forex tradinh ke liye kisi khas qualification ki zarorrat nhi hai
                  • #249 Collapse

                    g dear me kahna chahunga k agr ap forex me ana chahty hyn to ap ko koi bhhi qualification ki zarurt nai hoti hy balky ap ko srf parhna or likhna ana chiye to ap isme blkl run kr skty ho ap ko forex ki learning krni hogi than ap acha earn krlogy..
                    • #250 Collapse

                      bro...forex ko join krne k liye kisi degree ya certifcate ki zarot ni parti...is ko join free kr sakte ho...lakin is maii kamyaab hone k liye ap ko is ki knowledge or experience hona lazmi haiii q k agr ap k pass ye sub ni hoga tu ap kabhi bhi forex maii kamyaab ni ho sakte..
                      • #251 Collapse

                        forex trading main koi special quailification ki need nahi hoti bs humay forex ttrading ko he learn karna hota hay jab hum esko learn kar kay run karen gay tabhi hum esmain kamyab profit earn kar sakty hay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #252 Collapse

                          G han forex trading aik esa business hay jo kay ap ko properly study karnay say ata agr ap is main hard work karen gay aur demo account pay mehnat kar kay apnay andar skills ko develop kar lain gay aur ap ko different strategies apply karna aa jain gen to ap ain kamiyab trader ban saktay hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X