Forex trading main rsi ko trend main use na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main rsi ko trend main use na karain
    forex market main aapko agar market trading karni hai tu agar aapne latest friend index ko utilise karte hain aap pahle trending market mein to aap to copy data process hone ka shikar hoga.
    kyunki relative strength index trending market mein below 30 30 ki range mein 70 ki range mein arrange karta rehta hai aur Market lo ya FIR Aya hi banati rehti hai.
    Market lower low air purifier higher banati rehti hai aur jo relative strength index hota hai woh 70 ya 30 area ke kareeb tikki rehta hai jiski wajah se aksar reversal traders ke account wipeout hote jaate Hain ya long-term ke liye rehte Hain isliye hamein relative strength index score trending condition main use nahi karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

    Gee haan aap ki baat theek hai RSI kay zaryea hum market kay analysis tou ker saktay hain lakin RSI sae hum trend maaloom nahin ker saktay iss lye RSI ko hum trend mein use nahin ker saktay aur jub market aik trend mein ho tou woh RSI per over sold ya over bought ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

      Kuch months sy rsi per tou market bilkul bhi nehi move ker rehi ab tou rsi kabhi hundred ki taraf bhi chali jati hai aur kabhi zero ky nazdeeq bhi ponch jati hai ham rsi per trade laga ker hamesha dhoka kha jaty hain ky rsi main jab thirty ya seventy per reverse order main trade open kerain tou market reverse move hi nehi kerti aur loss hi hota rehta hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

        Ji haan forex trading mein RSI ko indicator ke tor per hum istemal kar sakte hain is ham analysis karke trade nikal sakte hain aur trade kar sakte hain kyunki yeh bahut accha indicator hai lekin humfriend ke liye use nahi kar sakte friend ke liye hamein technical analysis Karne padte hain jisme support aur resistance ko Dekhkar long term or short term trade co. Kar sakte hain RSI bahut accha indicator Hai ese trading Kiya Karen isse achhi nahi hoti hai kyunki ismein hamein achcha result milta hai agar Ham RSI 85 + 72 cell Karen aur 20 less ho to buy Karen
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

          forex aik bohat bara business hain hum is mai trading karty hain to forex hamy acha bonus deta hain forex aik asa business hain jo hamy ache learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

            forex main rsi aik indicator hain yai bohat risky hota hain hamy is mian expert ban kar kam karna chehay ager hum is main bager experience or knowledge ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi kasur nahe hota loss ky zemadar hum kudh he hoty hain yai bohat acha indicator be hain forex aik king business hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

              Agar aap chahatay hain k aap ka account kabhi bhi wash na ho to koshish karen k withdraw jab lagay hua ho to kabhi bhi trade open na karen iske ilawa koshish karen k aik skrill py 2 ya 2 se zyada accounts se withdraw na lagaen warna account bann hosakta hai iske ilaawa koshish karni chahiye k withdraw ki amount balance k mutabiq kam se kam rakhi jaey
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

                RSI trend analysis k liye ni ha wo sirf ap ko market ki over bought condition aur over sold contion k bary mein maloomat daiti ha trend k liye ap parabolic sar ya bollinger band use krean ye indicators trend ko mein trading k liye bht best hoty haen.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                  forex market main aapko agar market trading karni hai tu agar aapne latest friend index ko utilise karte hain aap pahle trending market mein to aap to copy data process hone ka shikar hoga.
                  kyunki relative strength index trending market mein below 30 30 ki range mein 70 ki range mein arrange karta rehta hai aur Market lo ya FIR Aya hi banati rehti hai.
                  Market lower low air purifier higher banati rehti hai aur jo relative strength index hota hai woh 70 ya 30 area ke kareeb tikki rehta hai jiski wajah se aksar reversal traders ke account wipeout hote jaate Hain ya long-term ke liye rehte Hain isliye hamein relative strength index score trending condition main use nahi karna chahiye
                  Forex trading market Mein jitne bhi indicators hain ya Hamein cinema market Ka 1 direction Jeete Hain ya hundred percent right Nahin Hote isliye fully indicators pad Band Karke trading na Karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main rsi ko trend main use na karain

                    hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X