Kabi be over confident na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabi be over confident na ho
    Dear brothers forex aik risky buisniss hai lekin zyada tar log aisay hotay Hain agar unkai 3 ya 4 trade musalsal profit Mai chalai jay to wo over confident ho jatay Hain aur apnai strategy ke rules ko Thor kar trading shuro Kar daitay Hain jis say unhai buhut loss ho jata hai lehaza hamai chaye ke agar hamarai zyada trade profit Mai be close ho jay to hamai over confident nahe hona chaye balkai apnai strategy ke all rules ko samnay rak Kar trade karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabi be over confident na ho

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ma ak baar ya two baar profit hotee ha to per hum apna ko expert samaj ta ha to per hum ko confident aytaa ha so ager hum ko achi earning karni ha to per hum ko chaheya ka hum over confident na ho q ka per hum ko loss ho saktee ha..............
    • #3 Collapse

      Re: Kabi be over confident na ho

      Dear Forex Friends, forex aik risky bussiness hai lekin zyada tar log aisay hotay Hain agar unkai 3 ya 4 trade musalsal profit Mai chalai jay to wo over confident ho jatay Hain aur apnai strategy ke rules ko Thor kar trading shuro Kar daitay Hain jis say unhai buhut loss ho jata hai lehaza hamai chaye ke agar hamarai zyada trade profit Mai be close ho jay to hamai over confident nahe hona chaye balkai apnai strategy ke all rules ko samnay rak Kar trade karna chaye ta ka axhi earnings kar saqaaa...
      • #4 Collapse

        Re: Kabi be over confident na ho

        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein bilkul bhi over confident nai hona chy chy jitna bhi nafah ho ehtyat say kaam krna chy our mushklat main nai ghbrana chy kuch log esay hain ju kay zyda profit kay fakhar main over confident ho jaty hain jis say unhein bhut zyda loss ka samna krna parta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kabi be over confident na ho

          Friend ap nay sahi kaha hai, newbies ko mistakes se avoid karna chahiye jab tak wo inexperience hoty hain tab tak kyun ke ye time unke seekhne ka hota hai aur isi time main hardworking karna hamare liye boht useful aur zarori hota hai kyun ke isi time main hum apne apko banaty hain,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
          • #6 Collapse

            Re: Kabi be over confident na ho

            G Han bilkul sahi kaha hai ap ne over confidence hmesha marwata hai is liye koshish kren k trading k Doran kabi bhi over confident na Hon balky apny emotions ko control men rakh kr he trading kren aise ap k liye kamyabi hasil krna asaan ho Jae ga aur ap apny account ko bi asaani se safe rakh saken ge aur ache earning ko possible bna saken ge is liye jab bhi trading kren to emotions ko control men rakh kr he kren.
            • #7 Collapse

              Re: Kabi be over confident na ho

              G han sir asa he bhot sy log overconfidence ho kar iss main apna loss karwatye hain humain chaiye k hum kabi be asa nhai karye humain iss main zada sy zada mehnaat karni chiaye thk hum iss main kamiyaab ho sakiye laalach sy parheez karni chaiye humain trading main or humain mehnaat sy iss main fidaa hasil karna chaiye thk hum iss main acha profit earn kar sakiye
              • #8 Collapse

                Re: Kabi be over confident na ho

                Yes dear frnd hmen kam krty kbhi over confidnt nai hona chae balky hmesha hmen daikh k smjh k achi trah sa learn kr k trading krni chae over confidnt hongy to apna hi nuksaan krain ga or trading ma loss uthae ga iss liye hmen kbhi b over confidnt ni hona chae
                • #9 Collapse

                  Re: Kabi be over confident na ho

                  G han sir bilkul thek kaha ap ny humain kabi be overconfidence nahi hona chiaye jab be hum iss main overconfidence hota hain tab tab hum iss main loss he karwatye hain humain iss main overconfidence ho kar trading nahi karni chiaye warna loss he milta ha humain humain chaiye k hum iss main mehnaat kar k kam karye thk humain iss main fidaa mil sakiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabi be over confident na ho

                    Over confidence sey apna khud loss karnay wali bat hoti ha hamesha ap ko chaye ap khod pe control karen kabe b ziada risk ky sath kam na karen over confident na honay den khod apnay ap ko emotions sey control karen ky ap ko achey mahnat achey planning sey he trading kerni ha ap ko success hogi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabi be over confident na ho

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                      Dear brothers forex aik risky buisniss hai lekin zyada tar log aisay hotay Hain agar unkai 3 ya 4 trade musalsal profit Mai chalai jay to wo over confident ho jatay Hain aur apnai strategy ke rules ko Thor kar trading shuro Kar daitay Hain jis say unhai buhut loss ho jata hai lehaza hamai chaye ke agar hamarai zyada trade profit Mai be close ho jay to hamai over confident nahe hona chaye balkai apnai strategy ke all rules ko samnay rak Kar trade karna chaye.
                      Overconfident hokar trading karna traders ke liye bahut jyada galat hota hai Kyunki Jab Bhi traders overconfident hote hain to pure Yahan Se Kam Nahin karte aur loss ho jata hai isliye Ye Jahan se kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabi be over confident na ho

                        Yes ham ko as mien confidence sy kaam karna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h agar ham as mien kamaee kerte hien tu ham as mien acha kaam ker sakte hien aur ham as mien confidence sy kaam ker sakte hien as lyee as mien ham ko behter kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud ko acha sabit kerna hota h agar ham as mien acha kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabi be over confident na ho

                          bohat se trader dora sa profit hasil krne par over confident ho jate hein hume is main bhagir lalach k kam krna chaiye hume lalach majboor kr deti ha over confident hone par lekin hume kabo krna chaiye apne ap ko is main sabr k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X