Kia Mehnat K Baad kamyabi Mil Jaati Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia Mehnat K Baad kamyabi Mil Jaati Hy

    g haan bhai jaan ap ki bat thek hai dunya ke kisi bhi Business mein kamyabi ke liye mehnat karna padti hai Pak Forex form Bhi Ek Aisa platform Hai Jahan Par aap mehnat Karke kamyabi Hasil kar sakte hain Pak Forex aap ko aap ki mehnat Ke Badle bonus deta hai use bonus Kesariya aap trading Karen aur trading Ke dauran Bhi coffee mehnat Karen ko aap accha Khasa munafa Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia Mehnat K Baad kamyabi Mil Jaati Hy

      assalamu alaikum dear members umeed hai ki aap sab log khairiyat se honge jiya bhaijaan kyon nahin jab hum mehnat karenge to hame kamyabi kyon nahi milegi gi agar hum mehnat karte hain toh Hamari mehnat jarur rang layegi kyunki Main karne walon ke saath hamesha Allah tala hota hai aur Allah tala Hamari mehnat ko yuhi faizul nahin Jane dega hum mehnat karenge apna knowledge or experience share karenge tu Ham ek Din Lazme Kamyab honge
      • #18 Collapse

        Re: Kia Mehnat K Baad kamyabi Mil Jaati Hy

        g han bhai jan mahnat k baad kamyabi zaroor milte hai hamare mahnat kabhi zaye nahi jate hai ager ham mahnat karen ge to zaroor kamyab hon ge joo mahnat karte hain wahi log kamyab hote hain ham ko bhee chaye k ham mahn at karen ta k hamara bonus axcha aae ham kamyab hon
        • #19 Collapse

          Re: Kia Mehnat K Baad kamyabi Mil Jaati Hy

          G ha bilkul kisi b kam me kamyabi ka raz yhi he k os ko zayada se zyada time de or is me dilojan se mehnat kere or sela Allah per chor de or is k bad Allah apne bandoo ko un ki mehnat ka ajer deta he or per hum kamyab ho jate he is lei kisi b kam me kayabi chahyi to mehnat ko terjhi de
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Kia Mehnat K Baad kamyabi Mil Jaati Hy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
            Dosto ek hi Sawal hai ki Hum Agar isne mehnat Karte Hain To Kya Hum isme Kamyab ho Jate Hain Agar ho Jate Hain To ismein mein kaun si aur Kis Tarah Ki mehnat Karni chahiye
            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha ap jahan bi hon apny kam main jtni mehnat karny gy AP utny he apny kam main ziada successful hon gy is ley humy chae ha hum sy jtni ziada hard working ho sakti ha karny ta k hum log easily successful hon q k jtni mehnat ho ge utna knowledge or experience mily ga or usi mehnat ki waja sy hum log apna kam Tek tahra karny gy or apny kam main kamyab hon gy

            اب آن لائن

            Working...
            X