Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain
    Agar hum trading sey consistent profit lena chahtay hain bohat zaroori hay kay hum overconfidence sey door rahain bohat sey traders newbies specially small profit bana kar over confidence ka muzahira kar kay loss kar detay hain aur fear element bhi loss deta hay kay jab achi skills hon acha courage ho kabhi na darray ya ghabrain balkay proper achay analysis karain perfect trading ki himmat rakhain bahtreen result milay ga.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

    Ji ha aapne bilkul theek Kaha confidence Hona thik hai lekin overconfidence hona accha nahi hai forex market main Bade Itihas se kam karna chahi Aksar Aisa Hota Hai ke job profit hota hai to overconfidence Ho Jaate Hain aur aur next trade mein a lot size Jyada Laga Dete Hain Jiski wajah se a loss Bhi Jyada ho jata hai..
    • #3 Collapse

      Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

      Hi aapne bilkul sahi kaha hai ki overconfidence Hamare andar Nahi Hona chahi confidence Ek achi Cheez Hai confidence Har Bande ke andar hona chahiye par overconfidence nahi hona chahiye Har EK chij Apne Haath Mein Hi achchi Lagti Hai Jawa hadco cross Karti Hai To usse Hamein fayda Nahi Ban Ke nuksan hota hai is wajah se apne andar confidence Paida Karen naake overconfidence
      • #4 Collapse

        Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

        confidence Ek achi Cheez Hai confidence Har Bande ke andar hona chahiye for overconfidence nahi hona chahiye Har EK chij Apne a Haath Mein Hi achchi Lagti Hai Jawa hadco cross Karti Hai To usse Hamein fayda Nahi Ban Ke nuksan hota hai is wajah se apne andar confidence Paida Karen naake overconfidence overconfidence Hamare liye achha nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

          fear forex trading me nahi chale ga jo koi dar kar trading kare ga wo loss hi kare ga hume chahiye hum jub b trade kare tu dar kar trade na kare or dosri bat ya ke over confidence me b nahi ana jub hum over confidence me aa jate hai tu b hum galti karte hai or galt trade laga dete hai hume galt trading nahi karni hume achi trading karni hai.
          • #6 Collapse

            Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

            G han bilkul thk kaha markeet syy jb koi profit hasl to overconfidence main a kar kyy next trad main zaida earning karny ky chakro main loss karwaa letyyy hai agr markeet main best improve karna chahtyy hai to overconfidence syy doar rhyy confidence hona axhri bat hai overconfifence ni honaa chiyee markeet main ek way par hei kam karnaa chiyee ..
            • #7 Collapse

              Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

              G sir ap ny bilkul thek kaha hum main sy bhot sy log asa hain joh yeh he galti karta hain humain iss main kabi be overconfidences nahi hona chaiye overconfidence main loss he humain milta ha humain chaiye k hum iss main mehnaat or knowledge or skill k bana pr trading karye jab hum asa krta hain tab he humain iss main fidaa milta ha humain iss main asa he karna chaiye thk hum be iss main successful ho sakiyee
              • #8 Collapse

                Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

                G bro aapki baat se agree kerta ho kabhi bhi over confidence nahi hona chahiye but Muslim Hone k naat hum logon ko us profit per Shukar kerna chahiye k mujhe profit huwa he kio k jo log takabur se kaam karte he ow hamesha nuqsan kerte he is liye takabur se sideline hona chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

                  g bilkul sahi kah rahy haaiin forex main fear aur overconfidence donu sahi nahi hota hai kyu k fear hume agy nahi barhny deta hai jab tak hum risk nahi lain gay tab tak seekh nahi sakty haian aur jab hum overconfidence hun gay to jo ghlt b hoga wo b karain gay aur is tara hum loss mian jaty rahy gay aur account wash karwa dain gay is liye hume chahye k donu se bach k rahain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

                    forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex kabe be band na hony wala international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

                      G bhai ye dono factors emotions mein atty haen aur ap ko pta hi ha k emotions hamary liye ktny dangerous haen hamaen emotions ko fully control mein rakhna ho ga. Agr hm aisa ni kr saky tu hamaen loss k liye ready ho jana ha phr es liye kbhi bhi profit se over confidence aur loss se fear jaisy emotions mein na perhaen. Ye ap ki trading ko tabah kr daen ge.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Fear aur overconfidence aap k consistent profit k liye harmful hain

                        hamy over confidence ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chaehy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mak agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X