New trder ki doshwariya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trder ki doshwariya
    Asalmu Alaqum dear member of forex I hope you are right and happy in ur life enjoyed profit actually i want say to my lovely members that aik new member ko boot se doshwariya hoti h is m seniors se inko koi achi se suggests pochna chata ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trder ki doshwariya

    g han ap sahi akh rhy ah forex par trading karta howa new trader ko boht sari problems ko fae karna parta ha mgr un logo ko kabhi be in problems sa ghabrna nai chayia bilka un logo ko forex ka liya demo acount par zada sa zada pratice karni chayia aur forex k bara ma zada sa zada knowledge wagra gain karna ki koshish karni chayia
    • #3 Collapse

      Re: New trder ki doshwariya

      Forex trading main new members ko start main kafi sary problems ho sakty hain un ko cahiyay ky himmat mat harain aur hosly say in difficulties ko face karain aur mayous mat houn agar hmaien liss bhi hota hai ro himmat nahi harni cahiyay to hi hm is main kamyab ho sakty hain aur achi earning kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: New trder ki doshwariya

        Brother her business me jab new member join kerta he to starting me usko her jaga per mushklat ka samna kerna parta he lekin dheere dheere jab wo learning haasil kerta he or apni mehnat se us business ko seekhne ki koshish kerta he to wo phir kuch time k baad wo mushklat aahista aahista khatam ho jati he is liye mushklat ka samna kerna chahiye or apni mehnat se un mushklat se nikalne ki koshish kerni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: New trder ki doshwariya

          waky he ap nay thek post ki hain jab bhi aik new trader aik forex ko join karta hai tu usko choti say choti mushkilain hoti hai like k usko account open karny ka bhi thek tarah say nahi pata hota hai aur na he account ko verify karny ka pata hota hai uss k bad ye tention hoti9 hai k apny profit ko kesy withdraw krwana hai yeh sab batain forum par aik setion main honi chaheay jahn par aik new trader k leay video main say guide line dii ho ta ka new memers ko forex main kam karty hoay koi bhi masla na bany.
          • #6 Collapse

            Re: New trder ki doshwariya

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahun ga ke news channel ko bahut jyada mushkilat ka Samna karna padta hai Kyunki a new member hote hain to unko kuch bhi pata nahi hota posting cat reading ka isliye unko bahut Mushkil Ka Samna karna padta hai lekin usko chahi keva Apne Seene Se Banswara Karke FIR trading Karen aur posting Karen
            • #7 Collapse

              Re: New trder ki doshwariya

              har new trader ko shuru main boht sari dushwarian is liay hoty hai us ko shuru main boht zaida sikhna hota hai jo wo ek dum nai sikh sakta is k sath boht sari galtio ka b samna hota hai jaisay b wo ek dum hara nai sakte lekin time lagta hai phir agar wo apny koshash jari rakhe himat na hare phir jo jo waqat guzarta hai asani paida hoty rehty hai
              • #8 Collapse

                Re: New trder ki doshwariya

                New traders bohat hi difficult and sensitive stage py hota hai. Us ky pass lack of knowledge and experience hota hai aur us ky baad account bhi koi khaas bra nahi hota. Sb pehly to usay apna knowledge and skills level ko improve karna chahiya us ky baad workout kary apna account ko maximize karny k liya. Aur money management ky rules ko zaroor follow kary.
                • #9 Collapse

                  Re: New trder ki doshwariya

                  agar hum forex mai new hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain new traders ko suro mai loss hota hain forex aik online business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: New trder ki doshwariya

                    forex aik real business hain agar hum forex mai new hain to hamy acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy hamy lalch ko or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: New trder ki doshwariya

                      news traders ko suro mai trading karna muskil lagata hain lakin wakt ky sat sat un ka experience acha ho jata hain or wo kamyabe hasial kar lety hain hamy apny ander ky lalach or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New trder ki doshwariya

                        assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai ki new trader ko Shuru Mein Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai ki Tumhe itna bhi nahi pata Hota ki Hua Koi page open kar Saken isliye unko bahut jyada difficulties hoti hain dekhna hai Sasta Hua Sikh Jaate Hain
                        Visit My Profile

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X