trading ky liye target kasa banny

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ky liye target kasa banny
    forex mai agar hum trading karna chatey hain to hamy weekly target set karna chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hai forerx aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading ky liye target kasa banny

    Dear sir mere khayal mein two trading ke target banane ke liye mere khayal mein technical analysis bahut jaroori Hai kyonki technical analysis job find ho jate Hain toh main market ka Dada ho jata hai ki market ki poet mehmood karegi aur fitting karne k. Mil sakte hain Jahan se Ham trading kar sakte hain kyunki market ke pivot point support or resistance ko Dekhkar aur demarksneeche dinosaur support resistance dekh Kar Ham trade kar sakte hainaur achi trading mil jati Hai magar jab bhi Koi news yahan Koi fundamental hota Hai toffee technical analysis kaam nahi karte isliye take profit or stop loss ke sath sharing Karen.
    • #3 Collapse

      Re: trading ky liye target kasa banny

      g han hume koi na koi target zaror set karna ho ga jub tak hum koi target set nahi karte hum us waqat tak waha ponch nahi sakte hume b chahiye ke hum forex trading me apna target set kare or phr trading kare hum weekly target b set kar sakte hai or monthly b ab hum ko hud daikhna hai ke hum kon sa target set karte hai.
      • #4 Collapse

        Re: trading ky liye target kasa banny

        Dear member aapki knowledge or experience par depend karta hai ki aap kaun sa target set karte ho Agar aapke paas knowledge aur best experience hai to aap lambi train Laga kar bhi apna target set karte ho Jaise aapko accha profit bhi mil payega Darwaza aap little trade lagakar hi profit Hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: trading ky liye target kasa banny

          Forex trading ek esa business hay jis may aap nay laazime apnay liay ek target rakhna hotha hay our aap ko wo achieve karna hotha hay yane aap ko fourm par kaam k liay be ek target rakhna hay ke AAP nay daily kithne posts karne hay our trading k liay be thab he aap kamyaab ho sakhtay hay.
          • #6 Collapse

            Re: trading ky liye target kasa banny

            Ager trader leaning aur earning ko apnay apnay time kay liye mukhsoos ker dey to yeah trader kay liye kafi theak rahay ga. que kay trader ko shoro main seekhna chahye aur learning kerni chahey aur jab learning khatam ho jaye to us kay bad hi trader kay liye earning ka time shoro ho ga. aur ager learning achi ho gi to earning khud ba khud achi ho jaye gi
            • #7 Collapse

              Re: trading ky liye target kasa banny

              dear jab hum market main enter hote hein tu hume trading k liye sab se phaly apna target set krna hota ha is liye bonas k hisab se apna target set rein jise ap asani se pora kr saken agr kam bonas se hum big lots size ka use krein gey tu result lose ki sorat main hi aye ga
              • #8 Collapse

                Re: trading ky liye target kasa banny

                Target ka set krna thk bhi ha aur ni ha q k agr ap ko weak mein achi trades mil jati haen tu phr tu thk ha ap ka target achieve ho jaye ga ap satisfy bhi ho jaen ge but agr ap ko us weak achi trades ni milti tu ap k liye target ko achieve krna mushkil ho jaye ga. Aur agr ap ne zabardasti target achieve krny ki koshish ki tu ap ko nuqsan bhi ho sakta ha. Es liye target k peechy bhagny dangerous ho sakta ha. Ap apna aik mind banaen k Jitna bhi profit ho jaye wo kafi ha ziada ki lalach na krean. Bs profit hona chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: trading ky liye target kasa banny

                  G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex ek waqai bohat acha aur profitable business Hai is men Agar hum apna target set kr k kaam kren ge to humen bohat ache kamyabi mil sakti Hai kyun KY jab hmara ek target set ho GA to hmare andar laalach nahi a sake ge aur hmare liye Apna target achieve krna asaan ho Jae GA is liye humen chaheye k Har week apna ek target set kren usi k according time table bna kr working kren.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading ky liye target kasa banny

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan project Mein kaam karte hain aur hum bahut hi accha trading karna chahte hain aur Har Waqt profit Hasil karna chahte hain to Hame Har Din Ka Ek target Bana Hoga main target ke jariye Pakistan Forex Mein kaam karna hoga Agar Hum target share profit nikalenge To Har Waqt Hum accha raccha profit kar sakte hain thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: trading ky liye target kasa banny

                      Agar apka balance more than thousand hai tou apko daily earning ka target fifty dollars tak rakhna chahiay jo acheive ho jaey tou trade close ker deni chahiay ky agar ap zyada ka lalach kerain gy tou ho sakta hai apka hasil shuda profit bhi loss main khatam ho jaey ya apka account continue loss ki waja sy wash ho jaey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trading ky liye target kasa banny

                        DEAR FRIEND ham ko chahiy hai kee agar ham as main kam karte hain tu ham ko chahiy hai kee ham as main target bana kar kee hi ham ko as main kam karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko as main bohat i ache se karna chahiy hai dil lag kar bi ham ko kam karna chahiy hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X