Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay
    Full time trading agar na ki jaye to trading slow and study planing key sath ki jaye to zeyda tar traders jo key trading me greed ki waja se kamyab nahi hoty esy traders be slow and study trading ki waja se kamyab ho sakty hey, full time trading bahot zeyda mushkil be hay aur risky be, market ko understand karny me traders ko time lena chaye, baghir sochy samjy koi be decision risk se khali nahi hota hay aur esi trading me traders greed be karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

    Dear brother yeh aik hakeekat hey k slowly and steadily wins iss liay forex trading men kabi bhi jald bazi se kam nah len aur lalach se perhez karen aur ziyada profit ka lalach nah karen aur thora thora kar k apnay profit ko increase karen aur choti choti trade laga kar profit ko increase karen
    • #3 Collapse

      Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

      G han forex mn jaldbazi se kam lene wala jaldi he apne account balance se hath dho bethta ha .hamesha jab market ap ko opportunity de tab trade krain na k ap ne target bnaya hua ho k mn ne daily itni trades krni he krni han
      • #4 Collapse

        Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

        Ji han solo ads study trading karnewale member gridco control kar sakte hain kyunki wo sabar ke sath aur wait kar ke trade karte hain jaldbazi nahin karte jaldbazi karne wala trader lossy karta hai jab ke wait karne wala trader ya pending order ke sath karne wala trader kabhi loss nahin karta aur hamesha tradeco pending order ke sath lagata Hai aur stop loss aur take profit bhi nahi aata Hai kyunki wo jaanta hai ki market mein kabhi bhi kuchbhi ho sakta hai isiliye chahi ke slow and steady trading kije taake kamyabi mil sake.
        • #5 Collapse

          Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

          G bhot acha answer daye ap ny humain iss main trading usy soraat main karni chaiye jis waqat hum iss main acha sy knowledge or experience bana laa humain iss main zada sy zada time knowledge k teraf dana chaiye or laalach or dar ko dil sy nikal lana chaiye tab he hum iss main kamiyaab hain
          • #6 Collapse

            Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

            Greed aur emotions kabhi bhi forex trading sy khatam nehi ho sakty lekin ham kisi had tak inko minimize ker sakty hain ky agar ham apni her open trade main stop loss aur take profit laga ker market close ker dain aur kafi time ky bahd trade ko check kerain ky jab stop loss ya take profit hit ho chuka ho tou aesy main hi ham apni greed aur emotions ko control main rakh sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

              yes dear main bhi app ki bat say agree karta hun ager ham slow slow aur thora thora profit lay kar kam karain gay tu aik tu ham hamesha profit main rahin gay tu dosra ham main lalch kam ayga jiss say ap ko loss k chanse kam hoty jain ju forex main ziada risk laity hain loss bhi unko he ziada hota ha iss leay ham ko ziada jaldi rich hony k chaker say door he rehna cahheay balky thory par guzara karna chaheay phir he ap lalch say bach sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

                G bilkul thek kaha ap ny or main ap k iss bat sy iteefq karti hu humain iss main knoledge or experince ko hasil karna chaiye thk hum iss main acha sy trading akr sakiyee hum jab knowledge hasil karta hain toh humera udr sy greed emotion khatam ho jatye hain jis sy hum achi earning kar sagta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

                  forex aik online business hain hamy is main greed or apny emotion ko qaboo main rakh kar is main trading karni chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

                    Running karne ke liye mai yaha par maximum learning bhi karna hoti hai aap theek Baat kahi hai meri bhi Nazar Mein Forex trader Ek acche wala aur hero hota hai jo Apne country Mein Aata Hai kaam karta hai aur logo ke liye bhi yahan par karne ke sources Paida Karta Hai Jara investment Jab Kisi country Mein Aati Hai Tu Japan Arjun karne ke chances logo ke bahut jyada develop Hote Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

                      forex mai hamy ahesta kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik amm business ke nisbat bohat acha business hain forex aik bohat bara business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Slow and study trading traders key greed emotion ko khatam kar sakta hay

                        hamy ahesta ahesta kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy is mai emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be or full time be kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X