Risk Management Kiya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Management Kiya hai
    Risk management ki madad se a trader samajh sakte hain ki kaun si lot capital ke mutabik behtar rahegi jis se nuksan bhi nahi hoga aur aurleverage ka bhi pata chalega ki leverage kaun sa best hai aur kaun sa use karna hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk Management Kiya hai

    Dear Forex Friends Risk management ki madad se ap trader samajh sakte hain ki kaun si lot capital ke mutabik behtar rahegi jis se nuksan bhi nahi hoga aur aurleverage ka bhi pata chalega ki leverage kaun sa best hai aur kaun sa use karna hai.aur axhi trading be kar saqta haaur axhi earning be kar saqta ha
    • #3 Collapse

      Re: Risk Management Kiya hai

      Risk management ki agar bat ki jaye to market me bahot zeyda risk involve hota hay jes ko traders apni strategy aur planing key sath ya market ki analyzing key sath kam zaror kar sakty hey, trades agar kam lot size ki be open ki jaye aur es ka exit point be define kia jaye to es ko be ham risk management keh sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Risk Management Kiya hai

        Forex trading main risk management yeh hai ky hamain yahan sy profit zyada aur loss kam ho ky ham apni trade ki planning is terha kerain ky small loss main apni trade ko close ker sakain aur profit jitna zyada increase ho saky kerty rehna chahiay aur sath hi agar small loss main trade close hoti hai tou loss ko bahot jald recover bhi ker lena risk management hai
        • #5 Collapse

          Re: Risk Management Kiya hai

          forex mai risk managment karny waly he kamyab hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain
          • #6 Collapse

            Re: Risk Management Kiya hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
            Risk management ki madad se a trader samajh sakte hain ki kaun si lot capital ke mutabik behtar rahegi jis se nuksan bhi nahi hoga aur aurleverage ka bhi pata chalega ki leverage kaun sa best hai aur kaun sa use karna hai.
            Risk management usko kehte hain Ke Humne apni Ek trade Mein Kitna risk lena hai aur Hamein chahi Ke Jab Bhi trading Karle Tu money management ke sath sath risk management 20 rule Karen
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Risk Management Kiya hai

              hamy risk managament karne ho ge or hamy market mai enter ho ky high risk lena chahey he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex aik international business hain
              • #8 Collapse

                Re: Risk Management Kiya hai

                Risk management ki agar bat ki jaye to market me bahot zeyda risk involve hota hay jes ko traders apni strategy aur planing key sath ya market ki analyzing key sath kam zaror kar sakty hey, trades agar kam lot size ki be open ki jaye aur es ka exit point be define kia jaye to es ko be ham risk management keh sakty hey
                • #9 Collapse

                  Re: Risk Management Kiya hai

                  forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy is mai risk management kar ky market mai amount invest karne ho ge pher he hum market mai run kar skay gy or hum munafa kama skay gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk Management Kiya hai

                    hamy high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hamy kamyab hony ky liye risk management karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk Management Kiya hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                      Risk management ki madad se a trader samajh sakte hain ki kaun si lot capital ke mutabik behtar rahegi jis se nuksan bhi nahi hoga aur aurleverage ka bhi pata chalega ki leverage kaun sa best hai aur kaun sa use karna hai.
                      Risk management usko Kahate Hain Ki Humne apni trade Mein Kitna risk lena hai trading Mein risk management bhi bahut jyada important tha aapko money management ke sath sath risk-management karna bhi Aana chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X