Fibonacci Kya Hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci Kya Hay
    Asal main Fibonacci aik banda tha jiska name fibonacci tha aur esnay bohat sari research ki the keh nizam qudrat main kya tarteeb hay aur es bandy main us tarteeb ko aik mathematically formula bnaya jis say keh samjhna asan hota tha aur esi trha es formula ko bohat sari jago par apply kea yahan tak keh forex main bhi esko apply kea jis ko apply karnay kay baad bohat he achy ntaiye bramad huway aur pher esko aik khass indicators kay tor par humay trading platform main muhaya kar dea gya
    Click image for larger version

Name:	Fibo.jpg
Views:	1
Size:	75.5 کلوبائٹ
ID:	12462783
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci Kya Hay

    Gee han boht achi thread ki hai fibonacci ek banda tha jo research kar k kisi cheez ka hal dhondta tha yeh aisay samjhdar log jis ka hum aanay wali nasal ko b faida ho raha hai is jo fibonacci formula paish kya hai yeh bilkul ek math formula hai yeh thora mushkal hai lekin sikhna na mumkan nai is ka b market main kafi faida hai is liay isay b use karna chayie main ne b is formula ki kafi study ki hai ab use b kisi time karo ga
    • #3 Collapse

      Re: Fibonacci Kya Hay

      Fibonacci ik kamyb insan tha Jo research krta tha is ne research ke ke un cheezu ke hl dhondhe inhen hm ik sciencedan bhi kah skte hn qk inhu ne bht seccheezen introduce krwai Jo aaane wali nslu ke ley bht faidamand hn is ne ik math ka formula in itrduce krwaya Jo hmre ley bht ihm h jis hm follow KR ke achi kamybi hasil KR skte hn yah formula Thora sa difficult h lkn itna mushkil bhi Ni ke is sekha na ja ske
      • #4 Collapse

        Re: Fibonacci Kya Hay

        market main hamain kam karny say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga aur is main boht say log kam karty hain hamain is k bary main kam k bary main information achi ho gi ab hi hum run kar skaty hain aur hamain information achi ho gi tab hi hum ral main bi trade karein gay tab hi hum perform karein gay
        • #5 Collapse

          Re: Fibonacci Kya Hay

          is forum main kam karny k liye experience hsail kar k hi hum achi trade kar k hi hum suces ho sakty hain au rhamain is forum main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum achy say trade karin gay tab hi hum achi earning karein gay aur hamain practice kar k hi hum loss sayy bach sakty hain tab hi hum sucess ho sakty hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Fibonacci Kya Hay

            Dear boht achi info share ki ap ne mjhy bhi forex main itna time nahi hua to fibonacci name bhi 1st time suna hai k ye eik bandy ka name tha r isy searching ka shok tha isi k banay gay formoluly lo forex blmain bhi use kiya gaya jo mathematical way main hota hai aj kal isy indicator k tor per istimal kiya jata hai aesi informative threads se hamy boht kuch sikhny ko milta hai
            • #7 Collapse

              Re: Fibonacci Kya Hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
              Asal main Fibonacci aik banda tha jiska name fibonacci tha aur esnay bohat sari research ki the keh nizam qudrat main kya tarteeb hay aur es bandy main us tarteeb ko aik mathematically formula bnaya jis say keh samjhna asan hota tha aur esi trha es formula ko bohat sari jago par apply kea yahan tak keh forex main bhi esko apply kea jis ko apply karnay kay baad bohat he achy ntaiye bramad huway aur pher esko aik khass indicators kay tor par humay trading platform main muhaya kar dea gya
              [ATTACH]7708[/ATTACH]
              Fibonacci aapane bahut acchi Tarah Se bataya Hai Aise log jinko is bare mein information Nahin Thi unko is se fayda Hoga mujhe bhi Iske bare mein yah information to nahin Thi lekin aapke batane se mujhe fayda Hua Hai
              • #8 Collapse

                Re: Fibonacci Kya Hay

                fabonacci ne ik formula introduce kya tha k dunia k nizaam ko ik.formula m bnd kr dya tha mtlb us ko.mathimatical tor pe use kya gya tha jisay forex m b lgaya gya r us c bht acha khasa profit ata h fabonacci kmaal ka sciendaan tha
                • #9 Collapse

                  Re: Fibonacci Kya Hay

                  Ye kamal ka bnda tha kiya forex bhe esk dor m the ya ab bni ya eska bnaya hova formula m lago hova hy humain aisy azeem logo k formulas pr work krna chaye aur amal krna chaye tb he ja kr hum successful ho skty hain....
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Fibonacci Kya Hay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                    Asal main Fibonacci aik banda tha jiska name fibonacci tha aur esnay bohat sari research ki the keh nizam qudrat main kya tarteeb hay aur es bandy main us tarteeb ko aik mathematically formula bnaya jis say keh samjhna asan hota tha aur esi trha es formula ko bohat sari jago par apply kea yahan tak keh forex main bhi esko apply kea jis ko apply karnay kay baad bohat he achy ntaiye bramad huway aur pher esko aik khass indicators kay tor par humay trading platform main muhaya kar dea gya
                    [ATTACH]7708[/ATTACH]
                    Aap Ki Baat bilkul theek hai lekin bhai yah sab Kuchh to sahi hai lekin is Kasam ka kam so officer theek Nahin Hota is mein sirf aur sirf calculation Kesariya se Kuchh natije De Diye Jaate Hain Jo theek bhi ho sakte hain aur galat bhi isliye Hamen bahut hi Soch Samajh Kar kam karna chahie aur Agar indicator ko istemal Nahin karen to Jyada Achcha hai
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X