Is greed killing your accounts.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    greed hamare account ko kahin se kahin pohcnha deta he or sath me hamko loss be boht deta he so aesa trading jo ham bgair lmits mean ke full risk me or bari lot se or woh be bgair stop loss ke toh aese me loss hone ka risk rahta he so hamko chahie ke ham sabar se work karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      jee han bilkul ager ap forex trading mai greed krain gy to forex trading mai ap galt faisla bhi ly skty or ap loss ko bhi face kr skty hain is liy ap ko chahiye k ap greed sy bach kr trade karain.
      • #78 Collapse

        g bahi jaan bilkul sahi kahaa hy aap ny, forex main greed kbi trader ko kmyaab trader nahi bn.ny deti hy aur wo apni greed k chakar main aakr apna account tak wash ker skta hy
        • #79 Collapse

          Greed is very harmful in Forex trading mostly trader specially newbies should loss there capital because they become greedy when they are in profit.we need patience in all situation For better results.
          • #80 Collapse

            greed is enemy in forex market. last month i lose 250$ in forex trading. every time when i greed in forex market i will face lose for it. so do not greed in forex market.
            • #81 Collapse

              aslam o alaikum der g nhe hum greed nhe kartay or han jo log gred kartay han un k accounts waqai mein kill ho rhy hon gay iss lia kahty han k lalach nhe karna chye kbhi b
              • #82 Collapse

                Lalch insaan ko bar bad kar deta ha lalch learning ke leye ho to acha ha agar jalde ameer hony ke leye to phir insaan gglte kar jata ha es I tarha trading main greed aap ko Los he de ge
                • #83 Collapse

                  yes my dear ap ki baat sahi mere sath b aisa ho chuka hai kai baar mer sab se barri mistake yeh hoi k jb mene trade open ki to mene just technical analysis chart pattern ki madad se dekhein us k baad big lot size k sath trae open ki jiski waja se muje big loss hoa
                  • #84 Collapse

                    G han hmen is busines me kabhi bhi greed se kam nahi karna chahye kyun k greed se kam karny se hmen is business me kafi loss hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me apni greed ko hmeshah khtm kar k hi is business me trading kareen
                    • #85 Collapse

                      G han ager trader greed kernay lag jaye tu forex mein uss loss bhot ziyada hota hai or trader profit nahi bana sakta trader ko chahiye k woh greed say bachy ta k profit sahi bana saky
                      • #86 Collapse

                        bhai jan mne a ki bat samjh gay hon ap ye pooch rahy hen ky kia forex men greed ahamry accounts ko kill kr deti hy g han bhai jan greed buri bala hy ye hamri sub sy bari dushmn hy is sy avoid kiy bagher forex me win krna possible nahi hy
                        • #87 Collapse

                          yes you are right agar hum apne knowledge aur experience se ziada hi is main greedy bantey hein to phir hum is main kabhi bhi kamiyab nahin ho saktey hain aur hum is main totally fail hi hotey hain.
                          • #88 Collapse

                            greed killing your account and aap forex mein success ho saktay hay just aap ko chayie hoga kay forex ko demo account par practice karay takay aapf forex ko understand kar sakay yeh aik bahot acha business hay aap is say achi earning kar saktay hay aur unlimited kar saktay hay .
                            • #89 Collapse

                              greed killing your account and ager ap ko low profit hota hay tu ap ko chayie kay accept kar lena chayie kiyon kay loss honay say acha hay aur yeh business bhi aik risky hay isi liye tu logo ka is mein bahot loss hota hay aur bahot saray traders is ko leave kar detay hay aur ab shukar hay kay mein achi earning kar leta hon .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum is me koi shak nahi hey key ap is forex trading key business me jab be laluch me aen gey aur apney risk ko increase karen gey tab he ap ko is me loss hoga is liye is me kabhi laluch na karna.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X