dear friends aksar main nay senior trader say yeh bat suni hai k market hamesha fundamental ki wajah say movement karti hai ager news na ayy tu market ziada movement he na kary main ny bhi iss bat ko note kia hai pechly dino main kia yeh bat thek hai app ko iss k bary main kitna knowlegde hai apna apna knowlgde zror share karain iss sab logon ko iss bat ka pata chal saky ga k market kesy move karti hai ziada..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим