Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha
    Dear friend main app sa khana cahta hoo ka kuch log asaa hota hain jo din raat forex ka kam main lga rahta hain huma Cahia ka hum maaat Karin lakin araam bhi bhot zaroore ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

    Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey forex trading men jo log ziyada profit ka lalach kartay hen aur din rat kam kartay hen jiss ki waja se unn ki health kharab ho jati hey iss liay tamam friends ko chahiay k woh time ko adjust karen ta k achi trading bhi ho jay aur sath sath rest aur neend bhi poori ho jay
    • #3 Collapse

      Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

      G bilkul dear aap nay sahi mashwara dia hai.Jaan hai tou jahan hai.Forex trading business mai bhi rest bohat zarori hai kiyu kay rest say hum fresh ho jatey hain or fresh mind mai ziada achay ideas atey rehtay hain.Her waqt trading kerna zaroori nahi hai.Forex mai isi liye saturday sunday ki chutti hai takay rest mil jaey or new plans banaey jaa sakey.Iss liye forex ko time acha dey or rest bhi zaroor kia karey
      • #4 Collapse

        Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

        Dear friends har waqt forex ma kaam nai karna chaia kuxh log bonous ki lalach ma har waqt forex ma laga retha han jis sa un ki sethat ma bahot sari kharabi waqia ho saqti ha aur wo apni health ma bahot sari problems ho saqti han forex ma is lea saturday sunday ko chuti hoti ha ta ka rest mil saqa aur new plans banaaa ja saqaaa
        • #5 Collapse

          Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna lot of time demo account pa spend karni start kardaa takaa hum ko lot of experience hasil ho laken hum ko rest be karna chaheya q ka per hum fresh mind ka sath trading nhi kar payaa ga...........
          • #6 Collapse

            Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

            G hsn bilkul theyk kaha ap nay hmaien forex main mehnat say kam karna cahiyay aur hmaien forex ko zyada say zyada time daina cahiyay lekin is tarah karty howy kbhi bhi din rat forex main kam nah karain balky kuch time rest bhi karain kyun ky agar hmara mind thsk jata hai to hm tawajo say kam nahi kar paty is liyay kam ky sath sath rest bhi bahout zaroori hai
            • #7 Collapse

              Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

              Rest bhi behad zaroori hota hay eskay liye must hay aap care karain aap maximum time den kaam ko hard working zaroor karain but rest ka bhi proper khyal karain jab fresh hongay relax hongay aap ki working bohat he best hogi aap achi trading lazman kar pao gay eslye aap ko acha rest bhi karna chahiye working kay saath.
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

                Jiha member forex ko bhi time Dena chahiye aur rest bhi karna chahi kyunki har waqt kaam karne se mind tension mein jata hai aur boring ho jata hai isiliye kuch der rest kar ke jab aap freshman ke sath read karenge ya posting karenge to trade bhi achi hogi gi aur posting bhi quality wali hogi is tarah aap ko bonus bhi accha aayega kyunki hum jab bhi trade karte Hain yeah poster tu kabhi hamara mindfresh nahin hota to loss ho jata hai aur aur post ki quality bhi acchi nahi rahti isliye hamein har waqt former kidding par nahi rahana chahi kuch aur kaam Karen waqt se waqt se fresh hokar tab bhi accha kaam ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

                  aaj kal main apnay trade ko week tk b nai daikhta forex ko aisay logo ko time daina acha hai jis k pass achi invest hoty hai or acha knowledge b hota hai un k liay thik hai lekin un ko sahat k b khyal rakhna chayie kuch aisay log b hote hai jin k pass invest hote nai or trade open or close karna b kabi kabi hoty hai wo jab tk zinda hai market chart ki tarf daikh kar apny tabiat hi kharab kar rahay hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

                    agar ap is mein kamyb hiona chahte hain to apko is mein mehnat karna chaiye is mein apko mehnat k baghir paise wasool naho hon gee apko is mein mehnat karna chaiye
                    apko mehnat par zor dena chaiye is mein jald bazi nahi karna chaiye is mein skoon se kam karna chaiey aur is mein mehnat arna chaiye
                    is mein kambi mehnat k baghir nahi milta hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

                      Ji haan dear friend aapne bilkul theek kaha hai rest bhi zaroori hai Forex Koi time limit nahi hai job Marzi kaam kar sakte hain best yahi hai ki time limit honi chahiye ke apni time table Bana Lena chahiye aur uske mutabik Fox ko bhi time de na chahi aur dost bhi Karni chahiye...
                      • #12 Collapse

                        Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

                        Dear friend rest bhi zaroori hai Forex Mein Koi time limit Nahi Hai Marzi kaam kar sakte best yahi hai ke time limit honi chahiye ke apni time table Bana Lena chahiye aur uske mutabik Forex ko bhi time Dena chahie aur rest bhi Karni chahiye time table Bana Kar Chale Ayenge Tu sabse best hai Forex main kaam bhi easily kar Sakenge aur rest bhi..
                        • #13 Collapse

                          Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

                          Jesus aapne bilkul right Kaha Mein Pakistan Forex ko time dene De De aur rest bhi Kare Kyunki Agar Hum lagatar Pakistan Forex main kaam karte rahenge to usse Hame Yaad bahut jyada confusion Ho Jayega aur Hamara man bilkul bhi best strategy nahi bana Paya aur Hame sirf loss hi milega
                          • #14 Collapse

                            Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

                            g main aaapki baaat say agreee karti ho agar forex ko time de tu apni sehat ko b acha rakhain pak froum b yaha hain and forex trading b yaha hain dear forex trading k liye bhot he acha kaaam karna chahiye din raat agar mehnat karte hain tu forex trading main apni sehaat ka khayal b lami rakna chahiye dear or rest k sath sath forex man mehnat b lazmi hain jo k mehnat k bagir kuch nhe milta hain forex main mehant lazmi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dear friend forex ko time dho lakin rest bhi zaroore ha

                              Hi ji aapne bilkul sahi kaha hai ki is business ko time do par rest bhi zaroori hai rest to bahut jaruri hai ya Hamari sehat ke liye jaruri hai Kyunki Agar sehat Hogi Tu Bhi Hum Kuch Kar Payenge tab Bhi Hum kaam kar Payenge kam karne ke liye bhi sehat Ka Hona zaroori hai isliye Kaam ke Waqt kaam Karen aur aaram ke Waqt Aaram Kare Har ek kaam ka ek Waqt Hota Hai Isko madhe nazar Rakhien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X