Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ap Is Main Achy Trader Hqin
    Kia Ap Is main achi tarding kar rahy hain aur apni trading sy kuch faaida utha rahy hain agar han to is ka apny dosto ko bhi bataye agar nahi kar rahy to apny dosto sy is k baary main poochy ta k ap is main avhi tarding k baary main jaan saky
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

    Dear brother forex trading men sirf woh hi acha trader hota hey jo mehnat aur lagan se kam karta hey apna qeemti time zaiya nhi karta iss liay achi learning aur experience hasil kar k mehnat karen aur lalach nah karen tu hum sub achay traders hen
    • #3 Collapse

      Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

      Dear ham achy traders hey ya nahi es ka andaza es bat se lagaya ja sakta hay key ham loss ki recovery kar sakty hey ya nahi, aur trading me ham risk management kes tarha se kar sakty hey es se traders key experience aur knowledge ka pata chalta hay, zeyda profit earn karny se hamy ye nahi samjna chaye key ham achy traders ban gaye hey.
      • #4 Collapse

        Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

        Dear friend app bikal theak kha raha hain forex kha bissniss bhot acha bissniss ha iss lia huma Cahia ka apna dosto ko bhi iss bissniss ka bhary main bhaty tha un ko bhi forex ka bissniss sa fadha ho sakhy orr kud bhi tawjo forex min tb app forex main kamyab ho sakthy hain
        • #5 Collapse

          Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

          Hi JEE main acchi trading kar rahi hoon aur is business a profit Hasil kar rahi hoon Agar Hum indicators ko follow Kare To Ham profit Hasil kar sakte hain aasani se indicators ko Palan karna bahut hi Siri hai is wajah se hamein chahiye ki hum indicators ko follow Karen aur indicators ko read Karke FIR uske baad rate lagayein Taki Hamein profit ho aur loss Na Ho
          • #6 Collapse

            Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

            Dear member Hum Kamyab ho sakte hain Jab Hamare Paas knowledge or experience Hoga Kyonki Ek online business aur uski movement ko samajhna bahut Hai Mushkil kaam hota hai agar Hame iski movement ko samajh raha hai Tu Hamare Jyada Se Jyada Pakistan Forex form ko time Dena hoga
            • #7 Collapse

              Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

              Hi G Kisi had Tak Main isme achi trader Hoon isme profit Haasil hota hai aisa nahi hai ki yeh business fraud hai aur isme Hamein profit aise nahi hota is Mein Hamein profit Haasil hota hai agar Ham is main mehnat Kare To Ham is main accha Sa profit Hasil kar sakte hain aur acchi income Hasil Karke apni life ko change kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

                اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                Kia Ap Is main achi tarding kar rahy hain aur apni trading sy kuch faaida utha rahy hain agar han to is ka apny dosto ko bhi bataye agar nahi kar rahy to apny dosto sy is k baary main poochy ta k ap is main avhi tarding k baary main jaan saky
                Assalamualaikum Forex trading Mein Ek accha trade banne ke liye aap ko bahut jyada mehnat karne ki jarurat hoti hai Kyon Ke Agar Hame acche trader Banaye Jate Hain To Hamein bahut jyada mehnat karne ki jarurat hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                  Kia Ap Is main achi tarding kar rahy hain aur apni trading sy kuch faaida utha rahy hain agar han to is ka apny dosto ko bhi bataye agar nahi kar rahy to apny dosto sy is k baary main poochy ta k ap is main avhi tarding k baary main jaan saky
                  Main Forex trading Mein Achha To Nahin lekin abhi kyu traders Hoon Aur meri Sabse Badi mistake Ye Hai Ki Main Jab Bhi trading karta hoon to stop loss use nahi karta isliye ke pet Mein Sara balance lost kar deta hoon
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

                    DEAR as main bohat se ache trader hain likn un sab ne as main bohat hi ziada mihnat ki hai aor as main kabi bi himat na hari hai as liy ham ko chahiy hai kee ham as main ace se kam kare aor ham ko as main ache se bi trading karna chahiy hai q k ham as main aesa kare gee tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko as main dil laga kar bi kam karna chahiy hai tu hama smain yani as forex trading main kamyab ho sake gee yani as main earning karne main kamyab ho sake geee
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

                      Friend, ka forex ek online businessr hai,is website ka ba shamar faidy ha.agar trader knowledge rakhata ha to wo apnay ghar ma bath kar trading kar saktay ha.yaha ek acha moka ha students or ghareb logow ka lya.agar student farag waqt ma forex seekhay to wo apny pocket money banna sakh jay ga or apnee family ko support kar saky ga ,thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

                        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan production Mein kaam karte hain tu hamesha hi kiya Main Ek accha trader Banna Hoga lekin sorry ye sochte hain ki hum acche trader hain lekin acchi trader Hote Hain Jo Pakistan Forex Se Accha profit Haasil karte hain isiliye Hamesha hi kiya Main Agar Pakistan Forex Se Accha profit attend karna hai to Hame bahut hi Kamyab trading Karni Hogi thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

                          Dost, koi bhi trader aik dum se strategy nhi bna skta newbie k liye ye bohat hi mushkil hai. aur stratgey bnana koi easy work nhi hai ye just wohi trader kr sktey hai jin ko forex ka acha experience ho . kiyun k stratgey bnana aur us k breakouts ko smjhna kafi mushkil hai ,good luck
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

                            Dear Fellow,trading Main traders are successful Trading kay liay main market thek tarah says planning because hogy aor Market main traders morning star candles smjy aor Traders stop losses you use karor Forex Traders Trading main markets will show the trend follow the trade style, say Trading for profit get kia karay ,Stay happy
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia ap Is Main Achy Trader Hqin

                              Dear, agar apne ye sb smjhna hai to apko Forex Technical analysis achi trhan sikhna ho ga. Yani k apko Charts or candlesticks pr b grip honi cahye or market k trends ko smjh k Hourly time frame me trading ki try krni ho gi. Is trhan ap apne analysis setups tyar kr seken gy or apko entry and exiting points b smjh aa jaen gy ,take care
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X