Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai
    Ham forex trading ko kisi expert trader sy training hasil ker ky ya forum main posts read ker ky learning ko theoraticaly ker lety hain lekin practically learn kerny ky liay zaruri hai ky ham real forex market main trade kerain demo account sy ya real sy lekin kuch aersa trade kerny ky bahd hi real trading experience hasil hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

    Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey forex trading men hum forum se ya seniors se basic learning tu hasil kar letey hen lekin practical aur sahee learning regular trading start karnay k bahd hi milti hey aur waqt guzarnay k sath sath learning aur experience men khud ba khud izafa hota rahta hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex ko apna future business banaana ha to per hum ko lot of knowledge lana hoga or hum ko lot of hard work karna hoga or sub sa barri baat ka hum ko apna lot of time demo account pa spend karna hoga to per hum ko achi earning hoge or hum ak expert trader ban sakta ha.................
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

        Boss agar ham ko as mien learning kerna h tu ham ko practice kerna hota aur ham ko as mien Mehnat wo cheez h jo hamain her mor per kamyabi dy sakti h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kaam kern hota h agar ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko behter kaam kerna hota h aur ham tu ham as mien khud ko aik acha tajir sabit ker sakte hien as lyee mehnat kerna hota h aur ham ko khoob mehnat kerna hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

          g han ap ki bat thek hai ham reading tu kar laity hain har forex k knowlegde ki but uss par practice kar k uss main bar bar loss karwa k ham phir he expereince milta hai aur jab tak ap ko aik he chez par 10..10 dafa loss na ho tu ap ko uss chez ki samjh he nahi ati hai iss leay kehty hain k ju pesa ap nay investment main lgana hai wo he pesa pehly ap ko apni lerning par khrach karna chaheay aur demo par achi tra say practice karni chahehay phir he real account main kam karna cahheay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

            trading ki tarah har kam main sikhnay k liay boht time lagta hai shuru main boht zaida sikhna hota hai jo hum ek dum nai sikh sakte lekin time boht lagta hai yeh sikhnay walay par hi depend karta hai us main sikhnay ki kitny salakhiat hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

              Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai Pakistan Forex Main Agar practical learning karna hota hai to uske liye Hamein Jyada time lag jata hai aur hamein chahiye ki Hum Agar best practical learning karna chahte hain toh Hamein Demat account par Jyada Se Jyada practice karne chahiye aur Agar Hamare Paas knowledge Bhi Nahin Hai To Hame chahiye ki hum Pakistan Forex form ko Jyada Se Jyada time day
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

                forex aik online business hain ham is main aik hi raat main ameer nahi ho sakty hamy is main achi learning hasil kar ky is main kam karna chahey hamy daily demo account pay practice karni chahey is par 3 month ki practice ky bad ham is main kafi achi learning hasil kar lety hain or aik achy trader be ban sakty hain yai aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

                  Dear forex friends,Ham forex trading ko kisi expert trader sy training hasil ker ky ya forum main posts read ker ky learning ko theoraticaly ker lety hain lekin practically learn kerny ky liay zaruri hai ky ham real forex market main trade kerain demo account sy ya real sy lekin kuch aersa trade kerny ky bahd hi real trading experience hasil hota hai aur ham axhi earnings be kar saqta han..
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

                    forex mai hamy ache practice karny ky bad ral account mai kam karna chahey hamy aik sal mai forex mai kam karny ka best experience mil sakta hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

                      hamy aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai agar ache earning hasial karna chatey hain to hamy learning ko best bana chahey forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

                        Dear vasy to demo account aur real account same hoty han lakin demo account ke madad say ham sirf practice kar sakty han aur apny experience may izafa kar k apni skill ko improve kar sakty han lakin real account may kisi bhe mistake say loss ka samna karna parta hay lakin agr demo account may koi mistake karty han to us say ham ko koi fark nahe parta.....
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

                          ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai kya Forex ki practical project ke liye bahut time lagta hai isliye Hamesha hi kya maze mein Dhyan se kam Karen aur ismein expert ban ke kaam Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ki practical learning ky liay kafi time lagta hai

                            Yes kafi practice ke baad he experience milta hai agr yaad rkhen to aur ache experience ke liye achi practice krna lazmi hai aur practice chlti he rehti hai sath sath aur experience hota rehta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X