Forex mein Motivation kese milti ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein Motivation kese milti ha?
    Dear members , forex mein kaam ke duraan ham aksar , loss ki waja se ya koi achi trade na milne ki waja se dilbardashta ho jate hain , aur hamain lagta ha ke ham forex mein kbi kamyaab nahi ho sakte, lakin aisa bilkul nahi ha, bas hamain ye sochna chahye ke ham ne forex ko join kis maqsad ke liye kia tha aur wo maqsad abi pura nahi hua , ham is soch ke sath ke dobara motivate ho kar phir ik new jazbe se kaam kar sakte hain, aap logo ka kya khyal ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

    g han forex trading business kafi complicated hai or es ma bht bar hm disheart ho jaty hain esy chorny ka soach lety hain but esy ma agr hm ye soachien k hr koi birth se to expert nahe hota hai jo hnary seniors hain unho ne bhi ye maqam bnaya hai starting ma unho ne bhi loss ko face kr k us loss ko apna sucess ka first step bnaya hai or apna maqam bnaya hai
    So hm bhi agr apni mistakes ko improve kr k loss ko apna step bnaien to hm bhi bht achy trader ban sakty hain bs hmy apni will power strong rkhni chahiye hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

      Forex mein motivate rehny k liye zruri ha k ap ka mind positive cheezain sochty jaisa k agr ALLAH na Kre loss ho jata ha tu ap k zehn mein ye bat honi chaye k agr es trade se loss howa ha tu next kafi trades mery pass hn ge jin se mein profit kama k es loss ko recover bhi kr loon ga aur profit bhi kama loon ga. Es trha ki soch ap ko bht motivate rakhti ha.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

        forex trading business mein hum ko kabhi bhi dishart nhi hona cahaiye aur agr loss bhi hota hy tu is loss ko bardasht karna sekhna cahaiye aur forex trading business ki aur ziada mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

          G han sir bilkul thek kaha ap ny humain iss main loss k soraat main akbi be asa nahi karna chiaye jab hum asa karta hain tab hum iss main wasa fidaa hasil nahi karta humain iss main apni soch ko positive rak kar chalna chaiey jab hum asa karta hain tab hum iss main kamiyaab ho sagta hain humain iss main zada sy zada mehnaat kah sochna chaiye thk hum kamiyaab ho phaiye
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

            forex aik online business hain hum is main full time kam karty hain or hum is main part time be kam karty hain hamy is main frash mind ho ky kam karna chehay ager hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi kasur nahe hota hamy forex main mehant sy kam karna ho ga per he hum kamyab ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

              forex aik online business hain hum is main part time kam karty hain or hum is main full time kam karty hain forex main hamy experience or knowledge hasil kar ky kam karna chehay hamy is main mehant sy kam karna chehay per he hum kamyab trader ban sakty hain yai hamy learning ky earning be dyta hain yai aik king business hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

                hamy kamyabe hasial karny ky liye kud ko motivate karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik bohat bara business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

                  forex ke karobar mein jab apny senior ko zeada mehnat kerty dekhty hein to humen zada se zeada mehnat kerny ke koshesh kerty hein forex aik legal karoabr he jis mein hum confidence ke sath he kamyab ho saktyhein foex aik kabi be na band hony wala karobar he jis ke waja se hum hum short trade laga k e experience ko gain kerty hein forex mein new traders ke ley guideline moojud hoti he
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

                    hum motivation kar ky he agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is market ka balm nahi hota forex aik acha business hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

                      hamy kud ko motivate kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik unique busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

                        forex trading me bhai jan motivation ke lye apne se seniors ko dekhna chahiye unho ne jitni mehnat ki hui hoti hai is market ko learn karne me or jitne losses bardasht kiye hoty hain un se ham ko sabaq hasil karna chahiye or koshish karni chahiye ke wesi mistakes se ham bach saken or jald is ko pori imandari ke sath learn kar ke kamyabi ki taraf barh saken .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein Motivation kese milti ha?

                          Jo traders Loss may bhi hope nahi chOty or apne goal ko pura karne ki full koshish karty hain or apne seniors ko dikhty hoe khud ko motivate karty hain apne goal ko achieved karne ki of ziyda sy ziyda leaning karty hain.. Kamyab trader huMsha apne seniors say KuCh na KuCh zaror sikhty hain of unki guidelines ko follow karty hoe acha profit earn karty hain is liye hir trader ko chahye Kay Wo khud ko motivate kare apna goal achieved karne Kay liye...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X