Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.
    Dear All Yaqeen Karein Agar Apki Analyzing Achi Hy Tou Waqt Sab Kuch Badal Deta Hy Chaye Kitna Hy Loss Me Trade Q Na Ho Wait Karna Hota Hy Achi Umeed Ke Sath Hamari Trade Zaroor Zaroor Profit Me Ati Hain. Waqt Aik Sa Nai Rehta Sirf Hamari Azmaish Hoti Hy Hamey Wait Karna Hota Hy Aur Himat Nai Harni Hoti.:1f600:
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

    G han bilkul forex main agar hm mehnat say kam karain gay aur zyada say zyada time Forex ko dain gay to bahout jaldi hi hm forex ky kamyab member ban sakien gay aur achi earning kar sakien gay is liyay agar kbhi loss hota hai to himmat mat harain balky mehnat say kam karain to bahout jald acha waqt aayay ga
    • #3 Collapse

      Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

      Aapki baat bilkul sahi hai lekin kuch log jaldbazi mein Apna nuksan kar Jaate Hain aur fir market Jab stable hoti hai unko Andaz hota hai k unhone Itni badi galti ki hai aur agar aisa na Kiya Jata to situation kuch aur hoti
      • #4 Collapse

        Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem0708 پيغام ديکھيے
        G han bilkul forex main agar hm mehnat say kam karain gay aur zyada say zyada time Forex ko dain gay to bahout jaldi hi hm forex ky kamyab member ban sakien gay aur achi earning kar sakien gay is liyay agar kbhi loss hota hai to himmat mat harain balky mehnat say kam karain to bahout jald acha waqt aayay ga
        G ha ap ny Tk bt ki ha ky is my hm SB both he zada time sy gy to hm zada jaldi kmyb hoty ha or is my zada mahnt be kraty ha to both jaldi knowledge be hasil kr Katy ha our business ko achy sy Krna stat kr Katy ha or jasy jasy is my hm knowledge again krty rahy gy out a he Jaldi is ky success hasil krty ha or loss be ni hoya
        • #5 Collapse

          Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

          G han bilkul waqt sab kuch badal deta hai is liye hamein kabhi bhi himmat nahi harni chahiye hamein mehnat karni chahiye jis se ap ko acha result mile ga to agar hum kisi business main kamyab nahi ho pate hamein pareshan nahi hona chahiye balke mazeed time dena chahiye aur is tarah waqt k sath ap ka experince bhi barh jata ha jis se ap achi earning kar sakte han
          • #6 Collapse

            Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

            Asslam-o-allikum dear wellcome to forex pakistan !! g ha dasto agr hum forex forum par zayda time dayta ha or posting zayda sa zayda karta ha or experince or knowledge hasial karta ha or zayda work or menat karta ha to hum bout zayda earning hasial kar sagta ha or agr loss ho jay to pershan na ho wakat ka badlta pata ni lagta ap zaror aik acha trader bano ga
            • #7 Collapse

              Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

              agar hum forex mai new hain to hamy suro mai loss ho ga lakin hum time ky sat kamyabe hasial kar ly gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum forex business ko apna life time career be bana sakty hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

                Ager ap forex main kamyabi chatay hain to khud ka liya eik crite area banayain or is k mitabik kaam karay phir he kamiyab ho saktay hain jasay k her trade ko profit main he khatam kerna chaya is k liya ap ko kitna he intezar kerna paray forrx main her kisi na apnay liya eik formula banaya hoya hay or is k he mutabik kaam kerta hay or kamiyab b hota hay
                • #9 Collapse

                  Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

                  Yes boss jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien ahesta ahesta kamaee ker sakte hien as lyee ham ko preshan nahi hona hota h aur ham ko as mien mehnat karna hota h aur ham ko as mien trade karna hota h as lyee ahtayt karna lazmi h aur kamaee kerna b lazmi h mehnat wo cheez h jo hamain her mor per kamyabi dy sakti h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kaam kern hota h agar ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko behter kaam kerna hota h aur ham tu ham as mien khud ko aik acha tajir sabit ker sakte hien as lyee mehnat kerna hota h aur ham ko khoob mehnat kerna hota h as lyee soch ker kaam karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

                    forex aik legal business hain hamy aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kae sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik unique or international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

                      Jee janab forex mein analysis boht zaroori hy, 🤔es mein apne agr loss b face Kiya hy toh insaan ko bus Saber se kaam lein or wait krtay hain or mehnat say trade krtay hain or kuch din pareshan be rehtay hain mager aap key yeh bath bhee theek hay lay kin mehnat krtay rahein ap ka acha waqt zaroor I ga inshallah ap ek successful trader hon gay 😀
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Waqt Sab Kuch Badal Deyta Hy.

                        agr hum aj nakam hain to hum wakt badalny sy sat sat aik na aik din kamyab ho jy gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar kam kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss hio jy ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X