Good advice for beginners in Forex.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    gh an ap ny bohut achi bat ki hy i smein hum ko goolge sy bhi ye sab maloom ho sakta hy aur is pe amal kar k hum ismein kamyab bhi ho sakty hen aur forex trading mein loss sy bacha ja skata hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      My advise for the new trader that they have the good thinking that join the Forex market. I am say that they are first to complete learning and experience of the Forex market. Then they are earn it.
      • #78 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexchamp پيغام ديکھيے
        Forex market is money making market. If you are decided to be professional trader you must need hard work, serious and talented. At first you follow world economic report, visit forex website, follow PAK Forum for forex knowledge.
        Ji bilkul ap ki baat sahi hai forex aik tough aur technical market hai aur iss main earning k liye hamain fundmentals aur technical analysis ko seekhna parta hai aur fundamental news per khabar rakhni parti hai.
        • #79 Collapse

          well my dear friend, aap nay theek kaha hai, ager humein Forex trading kay through earning karni hai tou humein kafi hard work karnay ki zarurat hoti hai jiss kay through hum easily Forex trading kay environment mein adjust ho saktay hain aur easily iss mein working kar saktay hain...
          • #80 Collapse

            good advice aap ny share ki hain aur lalach bahot nuksan dah hota hay yeh aik acha business hay aap forex say bahot acha profit make kar saktay hay yeh aik lifetime business hay aap ko chayei kay forex ko ziyada say ziyada learn karn kartkaray takay aap ka knowledge increase ho .
            • #81 Collapse

              me begnres ko yh kahna chahaon ga ke online kaam boht hen lakin forex jesa koi kaam nahi he is lie hamko chahie ke ham isme kaam kar rahe hen toh soch samaj kar karen or forum ak boht hi acha way he or is se hamko ak moqa milta he ke ham stand le saken is lie mahnat karen
              • #82 Collapse

                meri to new forex traders ko yeh hi advice hy k wo khoob hard work k sath demo account pay pehly practice kerain aur phr us k badh real account pay aain
                • #83 Collapse

                  There is good advice for any beginner that is about greed, because of reasons of greed and loss is the most common reasons, followed by the wrong management of capital
                  • #84 Collapse

                    forex trading mein meri to advice ye hai new traders ko ke wo is busienss ko sahi se seekhen aur iski khoob practice karen aur apne andar trading ke skills develop karen taake wo kamiyab hosaken.
                    • #85 Collapse

                      gee haan bhai ap ny thek kaha he keh trading mein kam krein to knowledge acha krein aur trading mein experience ko acha krein trade ko learn krne ke lei din rat mhnt krein demo account per trading krein is trah jb experience ho ga to phir real account mein faida boht ho ga
                       
                      • #86 Collapse

                        gee bhai forex trading mein new traders ko yeh advice don ge keh apne trading mein acha knowewldge haisl krein trading mein experince brahein aur apne trading mein skills ko use krein aur jaisy mumkin ho ske apne trade mein bhtre la kar order lagaya krein to profit acha ho ga
                         
                        • #87 Collapse

                          Asalam O Alikum dear friends how are yoy all? Hope going well and having a safe trading. Guys jo new trading karne ke lia a rahe hain on ke lia ye hi advice hai k wo jitna invest karna chahte hai or os pe jitne levrege pe kam karna chahte hain same value ke or saame amount ke demo pe wo prectice karen
                          • #88 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha hmen is busines me soch smjh k kam karna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm is business me success ho sakty hain is iliye hmen chahe k hm is business me hmeshah soch smjh k kam krna chahe
                            • #89 Collapse

                              jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain.. beginners k liye yei sabsay achii advice hae k wo sab zada se zada hard work akren or zada se zada demo account pe practice karen kynk yehi chezen unhain iss business main kamyab bnatii hain..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                jo new trader hain un ko bahut ziyada mehnt ki zarort ho gi aur un ko kafi help ki zarort ho gi phir wo is mein kamyaab ho sakty hain ye aik ala kaam hai lkin kafi senior bn k is ko krna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X