Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain
    Dear member yeah pata nahi chalta hai ki a trader baar baar stop loss or take profit ko modified kyun karte hain jab ek baar message karke take profit or stop loss laga Diya tu usko modified karne ki jarurat nahi hai jo bhi hit hota hai hit hoye agar profit arsalan hoga to bata warna lost to hoga magar is modified baar baar Na Kare Jo kabhi Claus ka banta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

    ji haan thoda aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye Hamen Pakistan Forex Mein stop loss aur take profit ka istemal Jarur karna chahie Agar Hum stop loss istemal Karte Hains istemal karte hain tu Hamein Pakistan Forex mein bahut bada nuksan bilkul bhi nahin ho sakta isiliye Hamein stop-loss Jarur istemal karna chahiye aur ISI Tarah take profit bhi thanks
    • #3 Collapse

      Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

      Bhai jan ap asal ma stop los and tp ko banda lalach and dar ke waja sy modify karta hy and forex trading ma fail hony ke basic waja b yahe hy agar ham apny andar sy dar and lalach nikal den to achy trader ban sakty hen
      • #4 Collapse

        Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

        Dear forex trading mein take profit aur stop loss boht achy tools hein inko traders pehly bhi set kr sakty hein aur baad mein trade ki conditions dekh k bhi set kr sakty hein bad mein modified krny se yeh faida hota hai profit ho jata hai jb keh loss se aap bach jaty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

          Bhai jan humko is mein apna take profit aik hi dafa laghana chahye aur humko is mein take profit ihtiyt se kam karna chahe aur forex mein ihtiyt se kam karna chahye phere ja kar hum is mein earning kar skate hain pher ja kar hu is mein earning nahi kar skate hain aur humko is menin apna stop loss bhi lagana chahye aur humko is mein zada mehnat se hi kam karna chahye aur humko is mein ihtiyt se take profit hi lagana chahyye jo k hit bhi ho jaye
          • #6 Collapse

            Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

            Dear member Pakistan Forex trade Lagane se pahle Jo Bhi Apne tradeco modified karta hai vah sirf laalach par hi karta hai Kyunki wah Chahta Hai Ki use accha profit Malish liye bahut jyada Se Jyada petco stop loss or profit rules ko modify Karta rehta hai aur job loss hota Hai To waghera Jaate Hain aur trade ko close kar dete Hain
            • #7 Collapse

              Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

              Dear apki bat thek hai is mein log stop loss and take profit q use kar te hain is mein stop loss is liy use kar te hain q k wo is mein aun ko loss ho raha hota hain to aun ka trade close ho jata hain aur un ka account wash hone se bach jata hain aur take profit is liy use kar te hain q k aun ko profit ho raha hot haib to aun ka trade close ho jata hain aur profit plus ho jata hain.
              • #8 Collapse

                Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

                take profit or stop loss ko modify karny sy hum kamyab ho jaty hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

                  forex mai hamy stop loss ko use kar ky mahnet sy kam karna cahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

                    forex mai stop loss hamary account ke saftey hain hamy inhy kabe be avoid nahi karna chahey hamy inhy use kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

                      forex mai hamy kamyabe ka tool ko use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Samjh nahi ATA K Trader stop loss aur take profit ko modified kyun kerty hain

                        yes dear apny sai sawal kiya ha k log stop loss or take profit is liya istamal karty hain k unhain nukssan na ho jb hmm stoploss use karty hain tu is sy hmmy nuksan nahi hota or takeprofit sy hamari trade profit ki side py jati ha is liya stop loss use karna bhtr ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X