Trading mein risk ko aik step back rakhaen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein risk ko aik step back rakhaen
    Dear traders jb bhi ap trade lagaen apni lot size nikalaen andazy se lot size na lagaen proper calculations se 2% risk nikalaen aur us ko mazeed safe agr ap krna chahaen tu aik step back le laen matlb k agr ap ka 2% 0.05 nikal raha ha tu ap 0.04 rakh laen. Es se ap ko profit tu thora kem ho ga but ap ki trading more safe ho jaye ge. Ye mera aik apna idea ha agr ap es pe amal krna chahaen tu kr sakty haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

    Trading main ham risk ko completely remove bilkul bhi nehi ker sakty lekin minimize zarur ker sakty hain ky agar ham stop loss small lot size aur trend per trade lagaty hain tou hamari trade main risk ka level bahot had tak kam ho jata hai aur agar loss hota bhi hai tou woh limited hoga jo easily recover ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

      dear ap nay barray knowledge wali baat share ki hay hamko markeet main risk laina chaye magar har lamha risk laina bhi khatar naak hay q k har daffa ka risk hamko bahut barray lose say wasta daal sakta hay aur agar ham is say baaz nai rehtay hain to hamko lose say koi bhi nai bacha sakta hay dear jub sab traders yeh sochna band kardain k hamko ab konc trades main kaam krna chaye tab hamko usi risk ko laina chaye jo ham nay pending rakha hay phir ham daikhaingay k hamko kitna acha makreet say profit milta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

        dear friend agar hamen kameyabi chahye to hum resk free trading karen acount ki saving keleye hamesha kum lot size astamal karen aur apny imotion par control pana bhi sekhen
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

          aap Logon Ko Yahan Par step-by-step kaam kar ke yahan par earning Karni chahi Jab aap Log Yahan Par step-by-step kaam nahi karenge to Aap Yahan Par working generate karne mein bahut jyada problem scarface kar sakte hain jisse aap ki management aur learning bahut jyada kharab ho jayegi isliye aapko chahiye Jyada Se Jyada risk Le aur kaam Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

            forex aik bohat bara business hain hamy is mai ache learning ky bad ache amount deposit kar ky aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

              forex mai hamy risk ko aik step ko back rahkna chahey forex aik world wide business hain hum is mai kam karty hain to hamy ache earning milte hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

                G han dear ap ny boht achi bat share ki hy...is trah hmara lalach b kgtm hoga or accounnt b wash ni.hoga or is trah k i planing sy hmara account ahista ahista brhta hy or daily k 5 sy 10 $ tk b earn ho skta hy jo k boht achi earning hy..
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

                  Yes boss ham ko as mien risk nahi lena hota h aur ham ko as mien her bar jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lyee ham ko as mien ahtayt karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

                    g haan bhai jaan ham ko as main gree aor risk nahi lena chahiy hai aor hmae as main greed nahi karna chahiy greed karen gey tu ham ko as main loss ho sakta hai aor agar ham as main km greed kare gee tu ham ko as main loss ho gaa agar ham ko as main loss ho gaa tu ham as main agee ache se kam nahi kar sake gee q k bohat se aese bhi log hain jinoh ne as main kam karte hoe as main loss ki waja se as ko chor dya hai as kar koi janta hai kee greeed kabhi bhi fade mand nahi hai as liy greed se bbachna chahiy hai ham ko aor ham ko ache se bhi kam karne ki kushsh karni chahiy hai
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

                      g haan bhai jaan ap ne thek hi kahaa as main ham ko chahiy hai kee ham as main km se km rakhe aor as main trading karne se pahklle as main trend ko dekh kar aor ham ko market ko analysis kar kee as main bad main ham ko trade open karna chahiy hai aopr agar ham aesa nahi kare gey tu ham as main nakaam hon gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main ache s ekam kare aor as main har wo kam kare as main jo forex ko acha kllagta hon aor as main kamayabi ke tips ho as liy ham ko un sab ko istmal kaerna chahiy hai aor ham ko as main trading karte wakt sabar bhi karna chahiy hai tu hi ham as main kkamyab ho sake gey as main aor ham ko as main har zemandary ko nibhana chahiy hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

                        hamy trading mai aik step back up rahkna ho ga forex aik bohat bara buisnes hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein risk ko aik step back rakhaen

                          Sir bahut accha sawal hai trading mai risco 1 step back par hi rakhna chahiye kyunki risk lene se bahut jyada loss hota hai risk lene se behte rahenge hum ek step aage jaldbazi par control Karen 1 step aage sabar Karen aur wait kar ke trading karne ke step aage weight karne se bahut jyada profits ho sakta hai kyunki Pakistan forex form mein jitna Bhi wait karenge hua aap ke fayade mein hoga aur bahut accha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X