Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    Multiple pairs ki bjay hmian khas pair jo app k liye profit ka Zarya hai is k sath trading krna best hai jo hmen lose se bchay osu pair ko chose krna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      multiple pairs pe trade karna is liay theak hota hai kay ap is say agar 10 pairs pe trade kar rahay hai agar 6 pairs ki trade bi apkay favour me a jaiy tu ap profit me hai likin agar apko 6 trde lost de tu ap ko is ko nai karna chaiy
      • #1593 Collapse

        ap forex market mai multiple pairs par trade kr sakty ho. es kay lye ap money management kay rules ko follow kray kyu k money management kay rules ko follow krnay say ap ak say zadapairs par trade kr sakty ho.
        • #1594 Collapse

          humain pairs ko use kar kay kam karty hain to trade main achi earning hasi ho sakti hay magr humain low sika main kam karna ho ga jis say market main achi eraning hasil nai ho sakti hay sur usd main trade karna sai rhta hay
          • #1595 Collapse

            bahi sub he pairs bohat achy hain mager yah market par depend hota hai k wo kis pairs ko prefeer kar rahi haui zeyda tar pair euro or usd hain es main 80 percent chances profit k he hoty hain
            • #1596 Collapse

              jis bi pair main trade karni hoti hai is main learning karni ho gi aur phar hi hum achi trade kar k market main run karen gay aur currency ko learn kar k hi hum market main profit hasil kar skaty hain it is best
              • #1597 Collapse

                jis bi pair main trade karni hoti hai is ki currency ko learn kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main asani ho saky aur demo main pahly trade karny k bary main practice karni ho gi ta k loss kam oh
                • #1598 Collapse

                  trade karny k liye jis pair main bi trade karni ho gi us k bary main sab say pahly learning karni ho gi aur is ki currency ko bi learn karna ho ga ta k market main acha earn kar k run karein aur loss kam ho saky
                  • #1599 Collapse

                    G han bilkul ziada pair pe trade krni chaeay q k uski wajha ye hae k basically bndy k pass stretigy honi chaeay jiski bunniaad pe bnda trade lagaey chaey jo pair ho aur uss pe wo stretigy fitt aa rhi hoto trade krni chaeay.
                     
                    • #1600 Collapse

                      pair sary he achay bas hum ko knowlged nhe hoteha kay kon see pair kab move karte ha our many abe trading start nhe ki ha our ma abe is ko seek rah ho our is ki knowlged hasil kar rah ho
                      • #1601 Collapse

                        janab agr aap ko is ki knowlged ha to aap kis be pair par trad kar sakty ha our zada log to 2 pairs par he trading karty hajin kay pass zaad experinec ha ow he zada pair ko ues karty ya kio asan kaam nhe ha
                        • #1602 Collapse

                          Multiple pair mn trade krna faida mand sabit hota ha kyn k is se one sided rujhan ni rhta aur different currencies se nuqsan ka margin bht km rhta ha agr ap mukhtalif pairs mn trading krn ge tu is mn bht hi zayada faida hasil jota ha
                          • #1603 Collapse

                            forex main kbhi bhi aik se zeyda pair par trading nahi karni chahye jub hum aik k satrh or pair bhi open kar lety hain tu es main loss ho jta hai es liye hmasiha aik he pair main trade lgani chahye ta k apka focus aik he jgah par ho
                            • #1604 Collapse

                              Multiple pairs mein trading is liey zroori hy k hr waqt aik hi pair mein trading krny sy aik mindset ban jata hy ka main sirf issi pair mein trading kr skta hon jb k ye koi zroori nhi .Multiple pairs mein trading a achi cheez hy aur tamaam traders ko krni chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                Firex mn multiple ya ziada pair py trading achi hai q k koi tubal ko loos sy bacha dy he ya ap ka Sara loos recover or dy ge as liay ziada pair py trading ki Kati hai as sy loos kam hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X