Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Trading Karni Chahiyee... Aisa karnay Say Agar Ap Ko ek pair Main nuksaan hota hai Tou yakenaan Dosray pair main Faida ho jata hai... Faida nuksaan is buisness k hisaay hain... main Samajhtaa hon K aap Ko Pehlay Demo Account par experience Gain karnaa Chahiye Wahan Aap ko Sahi idea ho Gaecently joined..well i think we ue multiple pairs because there is very less chances of loss if we trade in multiple pairs..because if we lose in one pair then we can earn profit in other.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Dear Friends and Brothers salam to all .,,.,.,..,., bhai jaan yeh zarori nahi hain kay aap multi pair pay tarde karty har trade ki apni value hoti hain aur bhi bohat sari best trade hain jis py trade karna best rhy ga,.,..,.,.,
      • #663 Collapse

        koi zaroorat hai multiple trading karnay ki hum ek pair pe achi earning kar saktay hain ek waqt mein aur main ziada tar short time trading
        • #664 Collapse

          forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay or jis jis main experience hoo trade kerni chahyea..
          • #665 Collapse

            Yes ham ek pair se bhi forex me achha profit earn karsakte he.Hame itna jyada pair pe trade nehni karna chahie.
             
            • #666 Collapse

              Assalam-O-Alaikum ye bat jan ap ney bohat he acha information wala thread bnaya hey jo key mujh ko bohat he acha laga hey aur is say doserey users ko be bohat faeda hoga aur ye bat sehi hey key hum ko kabhi be multiple pairs me trading nahi karni chahye bal key aik he pair me trading karni chahye aur usi pair key analysis karney chahye.
              • #667 Collapse

                mere bhi hume ek sy zayda pare par trade is liye krte han q k hume forex par trading kr k ek pare par loss hota ha to dosre pare par to hume proift ho is k liye hume chaye k hum hard wokr karn
                • #668 Collapse

                  we should trade in multiple pairs the reason of this is that in forex marekt we should open a trade only when there is a perfact signal of entering a trade in real trading account so we should analyze more then one trading chart for this purpose
                  • #669 Collapse

                    mene aaj tak multiple pairs per kam nhi kara hai mujh ko aik week ho gaya hai forex learn karte hue lekin mene ab tak just eur/usd ke siwa kisi bhi pair pe kaam nahi kara hai kiun ke us pair ke siwa mujh ko kisi bhi pair per kam nahi karna ata .
                    • #670 Collapse

                      Agar ap day traders hein means ap logn time trade pe jaty hein to phir multi pairs mein trading karin kiu kay rozana or her time ap aik hi pair mein long trades nai kar sakty, or agar ap scalping kar rahau hein to phir kisi aik hi pair ko select karin or short time use kar kar k ap scalping kar sakty hein.
                      • #671 Collapse

                        hello assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? Agar hum new hay forex trading main tab humay aik he pair par trading seekhni chahiey jab hum esko theak say seekh lain tab humay multiuple pairs par trading karni chahiey jis pair par achi trade milay us pair par trade kar leni chahiey esi main humari bhlai hoti hay.
                           
                        • #672 Collapse

                          g han iss baat main koi shak nahi ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen aur iss ke saath saath aap ko iss baat ka bhi khyaal rakhna ho ga ke iss kaam main log zyada se zyada trading multiple pairs main krtey hen uss ki waja ye ha ke los iss kaam main zyada se zyada profit haasil karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha
                          • #673 Collapse

                            Different pairs main kam karna buri bat nhi hy lekan us key leye aap ko careful ho kar trading karna hoti aur aap ka balance bhi zaida hona chaheye, warna market main tezi ki waja sey aap ka sara balance zaya ho sakta hy. Jo new traders hain unhain chaheye keh woh aik hi pair main kam karain aur jo expert hain ya professional hain woh aik sey ziada pairs use kartey hain.
                            • #674 Collapse

                              brother it is best for the old trader. but if you are knew then you should trade in one currency pair. because if you want to trade many pair then you have to analysis may things.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                hello assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? this is not compulsory asa zaroori nahe hay ap ki wish hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei Forex trading sab se best business hay dear chaho ap single pair mei bhi trade kar saktay ho.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X