Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    "

    bhai ye zaroori nahi hai ke aap multiple pairs par trading karo balke zaroori ye hai ke aap ko sirf usi pair par kaam karna chaiye jis par aap ka mind or knowledge zeyda ho... jis par aap achi trad kar ke acha profit eran kar saktay ho... muje to gold par trade karne main maza ata hai is liye main gold par trade karta hon....

    "
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      "

      Assalam-o-alaikum janab mein new member hoon forex par mene abhi tak trading karna shuru nahi kiya because mein aur ache se is ke bare main jaan na chahta hoon aur apki post ki waja see mujhe bohat kuch sikhne ko mila hai Thank you so much...

      "
         
      • #1323 Collapse

        "

        .. Well you are right.. We should try alternative pairs for the trade, taakay humara experience barhe or ye idea hojaye k kin trades may zyada profit earn kya ja sakta hy,. Trade in Alternative pairs can increase our knowledge..

        "
           
        • #1324 Collapse

          "

          bhai ye zaroori nahi hai ke aap multiple pairs par trading karo balke zaroori ye hai ke aap ko sirf usi pair par kaam karna chaiye jis par aap ka mind or knowledge zeyda ho... jis par aap achi trad kar ke acha profit eran kar saktay ho... muje to gold par trade karne main maza ata hai is liye main gold par trade karta hon....

          "
           
          • #1325 Collapse

            assalam o alikum bhai ap ne acha sawal pocha Why should you trade multiple pairs?
            Almost every trader Trading in many Parah.EURUSD, GBPUSD, USDJPY, EURJPY, CADUSD oris propfit ho ga
             
            • #1326 Collapse

              assalam o alikum bhai ap ne acha sawal pocha ak What you have chance make good Profit from this couple.You do not need much to make the analysis of many Parah.Some Larger volume will bring you good sum or forex say profit ho gay
               
              • #1327 Collapse

                My dear friend mere khayal sa hamko sirf ekk he curency ka uper trade nahi kerni chahiya balka multiple pairs pa trader kerni chahiya.....................
                • #1328 Collapse

                  we can not risk with intuition and without. Even if 10 times intuition will help to break the bank, then sooner or later, even she will blunders and then it will sink. As a result, trade in the month and by all means go to the empty))
                   
                  • #1329 Collapse

                    har tarha kie trade ka ak time hota ha aur us ka drust time py he trade karna hamry faidy maaain hota ha theek time talash karin aur us main trade karin ta ky profit ho theek thak profit ho
                    • #1330 Collapse

                      mere khyal se bnday ko aik hi catagory mai rehna chhaya hai, iska matlb ye nh9i hai k aik hi pair mai rhay, usko chaya hai k diffrent jgon mai trade kry lekin aik jaisay paitrs poay takay usko analysis mai assaaani ho agay ja k aisay hi aik chez k sth na jura rhy
                      • #1331 Collapse

                        adalmu alikum jnanb Mae deyar all mber forex trefing min eur usd ye jo pirs hy ye bujatvui best piur hy hum ko is biznresin se apma k start karnr mkm humri madad karta jy
                        • #1332 Collapse

                          multiple pairs per kabhi bhi trading nahi karye kiun ke mind distract ho jata hai us se is lye agar aap newbie hain to kabhi bhi aik se zyada pairs per kaam na karen kiun ke us se risk factor me bhi izafa hota hai or problem pesh aney lagti hai .
                          • #1333 Collapse

                            dear very good kafi achi bat ke ha ap na but issue yehi ha ka market ka ander sa aksar log yeh chez sumjhna nhn chata mn jo policy use krta hn woh yehi ha ka ek air ko pkrta hn and us ka ander e kam krta rehta hn na ka at a time ek sa zyada pairs pr kam krn maximum 3 pairs ko study krta hn un mn sa ek ko pkra kr kam kta hn dear
                            • #1334 Collapse

                              hum multi pairs main kion trade kertay hain es ka jawab bohet he simple ha kay es tarah hum kisi bhee big loss say safe rehatay hain spouse agar aik pair main loss ho raha ho to dosray pair main profit ho raha hota ha es tarah humain trade manage kernay main bohat easy hota ha.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                meri suggestion ye hai k koi b trader sirf aik trad open na karay . har trader ko hamesha 2 ya 3 trades open karni cheye. market ko analyze kar k different pair main trading karin ta k loss ko zayada say zayada kam keya ja sakay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X