Why should you trade multiple pairs?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    Bhai g mja pata hy k forex per bohat sary pair kam kerty hy ubi unki bare mai information le rha hun kun ke mai new hun koch din phla is ko join kiya hy paire ke bare mai search ker rha hun
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      Ye to aap pe depend karta hay k multiple pairs me trase kartay ho ya single me mera ik friend sirf oil pe trade lagata hay aur buht achi earning karta hay it depends on individual
      • #1488 Collapse

        ye koi lamzi nai hai kay ap starting me hi is business me atay hi multiple pairs pe trade ko start kar de balkay start pe apko aik hi pair pe trade ko karna chaiy ta kay lose ki average kum reh sakay
        • #1489 Collapse

          ziada pairs par trade karnay ka maqsad yahe hota hay keh humay jis pair par bhi achi trade milay us par trade kar leni chahiey tabhi hum usmain kamyab ho sakty hay bs humay lalach nahi karna chahiye
          • #1490 Collapse

            agar hum aik say ziada pairs par trade karna chahty hay to ye sab say best hay kyun keh har time humay aik he pair par trade nahi milti so humay sab ko daikhna chahiey tabi hum kisi na kisi main trade dhoond lain gay
            • #1491 Collapse

              agar hum mutlipul pairs par trading karna chahty hay to kar sakty hay kyun keh es trha he hum differnt pairs par trade kay different chances ko avail kar kay market main profit earn kar sakty hay
              • #1492 Collapse

                mere khiyal se to sirf 1 ya 2 pairs ko hi kaafi samajhna chaye us pe complete focus karna chaye is tarah analyze karna asaan ho ga aor ham successful trading kar sakte hain is liye ziada pairs k bajae sirf 1 ya 2 pairs main hi kaam karna behter hai
                • #1493 Collapse

                  ji bilkul mutli piars use krny se humein pata chal jata hy k humarey liye kon sa pir best rahey ga lehaza humein kam se kam 1 dafa zaroor pair ko try karna chayein aur idher zaida se zaida mehnat kr ky kamiyabi ko hasil karna chayein aur ek axha trader ban na chayein
                  • #1494 Collapse

                    Bhai multi trade ya multi pair wo log krty hen jo experince hasil kr chuky hoty hen new lolog aik ye pair py trade krty hen keun ky market ka analysis trade management ana bht zarori hai yaha apko planning ky sath target set krna prty hen
                    • #1495 Collapse

                      i think start m apko ek ya do pair p trading krni chahye jab apko market ka idea honaye aur analysiz krna ajYe to us k bad hi multiple pairz m trade krni chahye
                      • #1496 Collapse

                        multiple pairs ko trade karny ka maqsad yeh hota ha aap ko din men ziada entries mil jati hanq k agar aik he pair ko aap observe kar rahay han to ho sakta ha us men aap ko pora din koi entry he na mily.
                        • #1497 Collapse

                          zeada pairs ko tread krne ki zarort isly hoti hy qun k kuch pairs mn voltalty bht zeada hoti han aur wahn tread asani se mil skti hy jb k kuch pairs mn voltalty kam hoti hy isly wahn tread krne k kam mowaqy hoty han.eur/usd ek major pair hy is mn bi voltalty zeada hopti hy
                          • #1498 Collapse

                            Hamaibn is main trade karni hai to hamaibn WO pair ko learn karna karna ho ga jib say him achivtrde kar k earn kar sakty hsin aur is tarhan um market mainyrde kar k profit hasil kar sakty hain
                            • #1499 Collapse

                              traders is liay bohat his ay pairs pe trade kaartay hai kay agar aik ya 2 pairs ki trade lost me chali bi gai hai tu dosray pairs ki trade profit de jati hai is liay traders zayadah tar multi trading kartaay haiu aur earing kartay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                multiple pairs ko trade is liay kiya jata ha k market aik he pair par daily ki entry ap ko nhe deti some tmes aisa bi hota ha aik pair 2 din tak bi aap koi entry nhe deta ha is liay multiple pairs ko agar trade kiya jay to at a time koi na koi pair entry dy deta ha .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X