greed, overtradings, indiscipline,emotions.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    greed aik aisi cheez hai k jis ko karnay say aap ko is main kisi qism ka faida nai ho ga or aap is main loss hi karo gay is lye is main greed bilkul nai karni chahiye or achay say trade karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Greed and overtrading indiscipline can ruin our investment and our goal forex trading mein hamay khaas to par greed se bohat zayada bachna chahiye kio kay is se ham apna profit jo earn kia hota hai wo bhi loss kar sakte hai or apna aim bhi jo ham hasil karna chahte hai is liye hame chahiye kay bohat dehan se trading karni chahiye or discipline emotions ko bhi control me rakhna chahiye
      • #48 Collapse

        je bilkul hamai iss mai lalach nahe kerni chahy bus ager tora faida bi mil raha ho to wo hamary ly kafi hain kion k aksar log zyada faidy ki wajha sy maar kha jathy hain to hamai lalach kerny ki bajaye tore earning per be motmain hona chahy.
        • #49 Collapse

          Forex trading krte wkt aksar ye galti bahot se log krte hien k wo apne margin se ziada trade lgate hien orr bari lot ka order lgane ki wja se wo loss krte hien . issi lea chaye k discipiline ka khial raka jae orr lalach na krein orr achi trading krein.
          • #50 Collapse

            Dear you are right these are very dangerous for trading because they can damage our learning experience and also our inner-voice. that is why we can avoid these.
            • #51 Collapse

              dear iss business main overtrading greed indescipline or emotion se ai hi cheez milti hay wo hay loss kyun k yahi waja hay lss hone ki hamen hamesha trade karte hue relax fresh mind confidence emotional k bagahir or lalach na karn to kamyabi milegi.
              • #52 Collapse

                trading field main agr ap care na karian to with in minute ap ko big loss ho jata hay and specially discipline and planing and strategy aisi use karna chaye jis main koi weak point na ho and ap ko achi tarah is ki practice hona chaye
                • #53 Collapse

                  Ap na yahan jin cheezo ke baata ke wo cheza har jagha aur har enterprise mother hti ha ais liya mother ap sa ya kahu ga ka ap ko enterprise mother with chezo ka samna krna phar rha ha toa ap waqti tor page rank with ka samna kr lae ku ka har enterprise ka commence mother mushqilat ka samna toa krna phrta ha..
                  • #54 Collapse

                    Forex mai ap jatna kaam kro gai otna kama lo gai. Then ap kamyab trader ban jao gai. Q k ap ki mehnat nbhout hai. Es lyai ap byuot kamyab guzar sktai ho
                    • #55 Collapse

                      forex main kaam karty howe humain apni greed or maybe emtions ko control main rakhna chahye kisi bhi firm main greed ka koi kaam nahene hota hay is usually main apko loss bhi ho sakta hay iski waja say consequently humain professional trader banny k lye humain greed say bachna chahye
                      • #56 Collapse

                        most of these factors are generally very dangerous for the time connected with trading considering that the if You\'ll do trading in these factors next anyone can not make good dollars coming from forex market.Do trading inside fresh mind AND ALSO think added information about creating profits throughout forex market.
                        • #57 Collapse

                          greed aur over trading do barey masley hian traders key aur ye amoman new traders main paey jatey hain jin ko khatam karna chahiey;.
                           
                          • #58 Collapse

                            ye charon aisi cheezyn hn jin ki waja sy hmen forex me loss hota hy.hmen forex me koi lalaach nahi karna chahiye.or agr hmen loss bi ho jata hy to apny emotions py control rakhna chahiye.overtrading bi hmary liye harmful hy or hmen trading me discipline rakhna chahiye
                            • #59 Collapse

                              ye jitni bhi cheezain aap ne mentioned ki hain ye sab cheezain business main nahi chalti. bohat he zyada sabr o istiqamat se kaam lena parta hai. agar ik trade main apko loss ho jaye to iska ye matlab nahi hai k aap us k opposite laga dain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g haan g apki baat bilkul teekh hai myn khud ye kehna chahon ge k ye sab cheezein har business myn hoti hein ooor har kisis k sath he hoti hai oor hmyn inn sab chezoon ka samna karna parta hai oor yehe chezen hmarey liye nuqsaanda hoti hein loss ki vajaa bhe...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X