Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ki input hi us ki output ko define karta hay
    Traders mehnat kar key learning karty hey to us ki ye input us key success aur zeyda profit ko define karta hay agar traders ki taraf se kesi kisam ki koi input na ki jaye aur mehnat na ki jaye to ye possible hi nahi key us ko success ya profit mil jaye, traders ko success hasil karny key ley hardworking ki input karni chaye esi me traders ki kamyabi hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

    Dear friend ap ny bohat achi bat ke hy kisi b business ma hamari input ka bara amal dalhal hy isi trah forex trading b aik business hy and hamen is ma kafi sari input karni pary ge in the shape of hard working. Kiun k forex trading itna asan kam nai hy jirna ham samaj lety hen and phir loss karety hen
    • #3 Collapse

      Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

      G han dear friend ap ki bat thik hai forex trading men mehnat key begair kuch nhi kiya ja sakta hai .agar ham forex trading men success hasil karna chahty hain to hame apna time mehnat ur investment lga kar hi sekh sakty hain.
      Last edited by ; 07-06-2019, 01:07 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apna trade pa lot of hard work karna hoga q ka ager hum apna trade pa lot of hard work kartaa ha to per humko achi earning hoge laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko achi earning nhi hoge..............
        • #5 Collapse

          Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

          G hsn bilkul ap nay bahout achi bat ki hai forex main agar hm mehnat say kam karty hain to woh mehnat hmari input hai agar hm input achi dain gay to hi hmaien acha output milly ga, agar hm mehnat say kam karain gay learning ko continue rakhain gay to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay mehnat say kam karain ta ky zyada say zyada output profitki surat main mil saky
          • #6 Collapse

            Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

            No doUbt Dear Aaap Ne biLkul Sahii Baat Kahii Hai FoReX Main HuM Jitni Zyaada meHnat Kartay Hain Ussi HiSaab Se Hii HuMsn ProFit Bhi HoTahai q k jiTni zyaada pOStIng hum Karen Gy Utna Hiii HuMen Bonus bii Milay Gaa Or jiTni achi AmoYnt Main boNus MiLaY gaa UtNaaa hii ProFit k chanCes Zyaada hoon Gy oR Loss k ChanCes Kam HooN Gy.
            • #7 Collapse

              Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

              agar hum forex mai mahnet sy kam kary gy to he hamy acha bonus mily ga forex aik bohat bara business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik world wide or legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

                forex mai hum jasa kam kary gy hamy wasa he bonus mily ga forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain is mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Traders mehnat kar key learning karty hey to us ki ye input us key success aur zeyda profit ko define karta hay agar traders ki taraf se kesi kisam ki koi input na ki jaye aur mehnat na ki jaye to ye possible hi nahi key us ko success ya profit mil jaye, traders ko success hasil karny key ley hardworking ki input karni chaye esi me traders ki kamyabi hay.
                  Forex trading made trailers bikini Dada mehnat Karke kaam karte hain suit nahi unko profit hota hai jo traders mehnat Karke Kam Nahin Karte unko Forex trading se profit bhi nahin Hota
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

                    Dosto forex per acha kam he zaheer karta hai ya best hai k nahi forex per trader ki input he define karty hai output ko forex per us ka sabber knowledge skill he zaheer karta hai k us may kitna talent hai jitna talent hoga utne kameyabi hasil hogi so hardworking musalsal jare rakhain aur apne input ko bahter bannahain.......
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ki input hi us ki output ko define karta hay

                      forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X