q ham har lose k baad lose ko dawat daitay hain kia aisa ham khud krtay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    q ham har lose k baad lose ko dawat daitay hain kia aisa ham khud krtay hain?
    dear main aap sab say is baat k baray main discuss krna chahta hoon k q aisa har baar hota hay k ham lose k baad lose ko he dawat daitay hain jub ham yeh nai chahtay hain k hamko lose ho phir hamko yeh janna chaye k lose jo huva hay next us say hamko bachna chaye usay note krna chaye laikin same mistakes ham baar baar q krtaya hain kia iski wajha hamaray mined ka lalach hay ya aur kuch?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: q ham har lose k baad lose ko dawat daitay hain kia aisa ham khud krtay hain?

    G han bilkul agar hmaien loss hota hai to hmaien sab say pehly us loss ki wajha ko dekhna cahiyay ky kis mistake ki wajha say hmaien loss howa hai kyun ky jab tak hm loss ki wajha jan kar us ko theyk nahi karain gay tab tak hm kbhi bhi kamyab nahi ho sakty is liyay mehnat say kam karain aur mistakes ko find out kar ky repeat hony say bachaien
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: q ham har lose k baad lose ko dawat daitay hain kia aisa ham khud krtay hain?

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum hard work karni start kardaa or ager hum ko loss hotaa ha to per hum ko apna emotion ko control ma raknaa hoga laken ager hum apna emotion ko control nhi kar saktaa ha to per hum ko our be loss ho sakta ha............

      اب آن لائن

      Working...
      X