Lot size select karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size select karna
    Assalam alaikum dear members mere Khaiyal se forex trading lot size buhut hi aham hai agar lot size lagany ma miss management ho jati ha to ye ghalti humain bare loss ki taraf leker ja sakti ha es leye ahtiyat se lot size select karna chye agar ham lot size zyda rakhen gy to los ur Profit dono zyda huga ta key loss sa bacha ja saky .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size select karna

    Lot size ki selection me bahot zeyda ehteyat karna chaye, lot size ki selection hi profit ya loss ka fesla karti hay agar ghalti se be big lot size esy point par laga dia jaye jo key bilkul be ghir zarori ho to traders ko loss bahot zeyda ho sakta hay, es ley koshish karni chaye key lot size ki selection me ehtyat se kam leya jaye.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size select karna

      je ap ne thek kaha k best trading strategy ma lot size ko select karnay ki bohat ziadah ehmiat ha jis ma hamain soch samjh kar k lot size ko select karna chay, is lye apnay account balance k hisab se hamain lot size ko select karna chaye q k agar ham lalach ma lot size ziadah select kartay hain to is se hamain loss ho ga aur risk ziadah ho jata ha aur trades ko control karna mushkil ho jata ha is lye lot size ko select karain jaisay
      a. lot size account capital k mutabiq hona chaye
      b. kam se kam lot size rakhain jis se risk kam ho jata ha aur account wash honay se bach jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Lot size select karna

        G dear bilkl.thek kaha hy hy ap ny lot size ki boht ziyada ahmiat hy hamari trading min hmin lot size chota rkhna chahye na k ziyada lalach min bra rkhna chahye q k account wash ho jay ga q k baz oqat trade opposite chli jati hy
        • #5 Collapse

          Re: Lot size select karna

          Forex trading main lot size select karty hpwy hmaien bahout dhayan say market ki movement ko smajh laina cahiyay aur pher hi lot size select karain ta ky lot size zyada ho ya km us main hmaien loss nah ho aur hm acha profit earn kar ky forex ky kamyab member ban sakien
          • #6 Collapse

            Re: Lot size select karna

            Forex Mein kaam karne ke liye sabse pahle aap ko apni capital ke hisab se Yahan Par lot size ko select kar lena chahiye jo bhi aap ko working karne mein bahut jyada satisfaction provide karti hai aur aap Log Yahan Par bahut accha kaam kar sakte hain agar aap ka lock system Achcha Nahin Hai To Aap Yahan Par Kabhi Bhi Apne tractors ko maintain Nahin Rakh sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Lot size select karna

              g haan bhai jaan ham as main jab bhi lot size chone tu ham ko as main hamesha lot size km hi rkhna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sajke gey aor ham ko as main dil se bhi kam karna chahiy hai aor ham ko as main mihnat bhi karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab hio sake ge agar ham as main lot seize zyada rakhe gey tu ham as main kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko as main lot size km hi rkhna chahiy hai lo ko km karne ki waja se
              • #8 Collapse

                Re: Lot size select karna

                Dear AP ki bat see agree hon forex trading men lots size ki selection boht ahmiyat rakhti hai lots size hamesha ahtiyat see select karna chye warna account wash bhi hu sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size select karna

                  Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein Hamein lot size select karna bahut Zaruri Hai Agar Hum kam lot ki tried Lagani chahiye Hamein bahut Itihas se kam karna chahi Is Tarah Agar kam profit hoga loss ke chances kam Honge isliye kamyabi Hasil karne ke liye Hamein kam Lot tried Lagani chahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size select karna

                    Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex m lot size select krana ap n boot acha swal kia h Mary k mutabiq forex m lot size ko bary care se select krna chyee ta k hmy loss na ho or hm acha profit hasil kr skay or beathr future bna sktay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size select karna

                      forex mai hum capital invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hamy investment karty howe lot lagane chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex mai lot ke bohat ahmeyat gain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey agar lot pance jy to hamy isy remove kar dena chahey or is ke jaga py new lot lagane chahey
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X