jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..
    dear agar ham aik proffesional trader hain ya aik learner hain to hamko is baat ka khaas khayal rakhna lazmi hay k jub tak hamko yeh nai pata chalta hay k markeet kahan say exit honewali hay aur hamara knowledge is baat ki clarify krta hay to hamko markeet main kisi kisam ka koi order nai laina chaye q k is k ilawa ham tukkay say kaam karaingay aur ham yeh khoob jantay han k markeet main tukkay aur lalch say hamaisha lose he hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

    dear bilkul jub hum market me analysis kartay hain to confused nehi hona chahiey humainy apnay analysis kay sath zabardasti nehi karni chahiey ku kay agr hum trade lenay ki niyat se analysis karay gay rules ko ignore kartay huey to humainy kuch na kuch fake entry kay liey mil jaey ga is liey jub tak mind or rules clear na ho entry mehi leni chahiey
    • #3 Collapse

      Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

      G han bilkul trades ka exit point find karny ki koshish karni chaye profit jetna be zeyda kinu na howa ho trades ka exit point ya to technical points key base par karna chaye aur ya fundamental analyzing key base par, traders ko kabi be andazy se trades ki closing nahi karni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

        Dear ap ki bat thek hy ....lekin jo new traders hn agr wo tuky na lgain to kesy seekhin gy mtlb k wo tuuky lgainn gy wo ghlt sabit hngy trade lgain gy loss min jay gi tb he to wo smjh pai.gy k konsa point thek hy kis point py kia krna hy is trah to kbhi b experience gain ni higa jb tk hm loss ni krin gy
        • #5 Collapse

          Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

          hamy jab maket ke movement ke ache tarha samj lag jy to hamy order place karny chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisnat acha buisness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik unique busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

            hamy market ke movement ko dahk kar is mai trade open karny ka risk lena chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

              forex aik online business hain is ki movement up or down hoti rehti hain hamy is main best experience hasil kar ky market ky up hony par is main trade ka ordar palce karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear agar ham aik proffesional trader hain ya aik learner hain to hamko is baat ka khaas khayal rakhna lazmi hay k jub tak hamko yeh nai pata chalta hay k markeet kahan say exit honewali hay aur hamara knowledge is baat ki clarify krta hay to hamko markeet main kisi kisam ka koi order nai laina chaye q k is k ilawa ham tukkay say kaam karaingay aur ham yeh khoob jantay han k markeet main tukkay aur lalch say hamaisha lose he hota hay.
                Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Apne bilkul theek Kaha Hai Jab tak Hamein market Mein Ek accha entry point Na Mile tab tak Hamein apni tradeco open nahin karna chahie wait karna chahi aur jaldbazi se kam nahi karna chahiye Kyunki jaldbazi ki vajah Se Hi Hamein loss hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

                  g ha dear aaapki baaat bilkult hek hain humhain chahaiye k hum sab say phly merket ko achi tra analysis kare jitna ziyda hum mermet ko analysis kare gy itna he ziyda hum forex merket ko achi tara smajh skte hain forex trading main work karte hain tu humhain analiysis say pata chal jata hain k hum ne kaha py exit hona hain and kaha py merket main entry karna hain or kaha py stop loss and take profit ye sab trade ka hissa hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

                    hamy market ky up down ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kma saky gy forex ak wsaee busienss hain hum is mai live trading karty hain hum is mai paisa be invest kar sakty hain hum is mai agar market ke movement ko achy samj ly to hum 100% success gain kar ley gy forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

                      market move karti hain agr ham is main trade ky ordar palce karna chahty hain to hamy is ki movement ko achy sy learn karna chahey is ky up hony par hamy is main trade lagani chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain yai aik world wide business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

                        Ji bilkul trade Lene se pahle is k entry and exit point ka PTA hona chahaye tb hi to profit hoga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jub tak markeet ki exit ka pata nai chalta kabhi bhi orders na lain..

                          sahi keh rahe hain bhai jan aap market ka ham ko jab tak idea nahi ho ham ko kabhi bhi kaam nahi karna chahiye kiun ke sahi time per jab tak aap ne trading me entry nahi li hui hoti hai aap ko us ki sahi exit ke bare me bhi idea nahi ho pata hai is lye jitna zada aap ne entry per focus klya ho ga utna he easy aap ka exit point ap ko mil sake ga .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X