dear haamray bahut saray traders ko ziada say ziada lose ka samna hay wo is liye k wo khud markeet main kaam mukablay say krtay hain agar wo markeet ko sab say pehlay samjh lain jaan lain k asal main iski asliat kia hay aur is main kaam kaisay krna hay to ham is main say kabhi bhi ziada say ziada lose na karain q markeet apnay hisaab say sahi kaam krty hay laikin hamaray samjhnay k tareekay ghalt hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим