apna khauf khatam karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apna khauf khatam karein
    Forex main kamana hai tu apko yeh bhi pata hona chahiye is main risk bhi bohat hai aor apko risk factor ko nazar main rakhtay huway he work karna hota hai is main ap sl use nahi kartay hein to phir ap log loss main ja saktay hein is liye apko chahiye kay ap log risk ko mind main rakhein,thanks
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apna khauf khatam karein

    No doubt Jab Tak Khauf Hamray dill Main Rahay k yaar kya hoGa HoSakta Hai k meRi Trade Loss Main Chali Jaaey Ya PhiR kya mAin Sahi trade lagaa raha hoon Ya Ghalat To yeH aysay sawal Hain Jo Aap ko Kabhi Bhi Aamyaab Nahi HoNay DeTay iSLiye HuMeN Chaahiye k Apnay OopEr Trust Ho taakay TradiNg Main CoNfiDeNce level Bhi Acha Ho.
    • #3 Collapse

      Re: apna khauf khatam karein

      Gee dear aap ki baat droost hay ky forex main kaam kerny ky liay aapna khauf kaatam kerna ho ga Jo member aapna khauf kaatam kerna main kaam yab ho Jay ga woo forex main achi earning kerty reahy ga
      • #4 Collapse

        Re: apna khauf khatam karein

        G sahi keh rahy ho ap hmy apna dr khatm krna hoga jesy bhi kr k is liye hm ko thora bhot risk lena prhy ga tb hi ja kr hm kamyab hon gy agr risk lyn bhi tu esy hi apka loss km ho or profit zada ho is liye khayal sy trading krni Hogi hmy agr kmyab hona tu
        • #5 Collapse

          Re: apna khauf khatam karein

          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye ki Hamein Pakistan Forex mein Kabhi Bhi Pareshan Ho Kar trading Nahin Karni chahi Agar Hum Pareshan hokar trading Karenge to Hamein bahut bada nuksan ho sakta hai isiliye main aap se Yahi Kehna Chahta Hoon ki agar Hame profit cancel karna hai to Kabhi Bhi confuse ho kar trading nahin karna hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: apna khauf khatam karein

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna khof ko khatam karna start kardaa q ka ager hum trading ma khof kartaa ha to per hum ko loss ho saktaa ha laken hum ko profit nhi hoge esleya i think ka hum ko khof khatam karna hoga to per hum ko achi earning hoge warna nhi ...............
            • #7 Collapse

              Re: apna khauf khatam karein

              wesy forex main traer lene k bad haar trader ko khooook lazmi hota hain haar trader khooof ka shekaar hota hain dear forex risky kaaam hain is liye risk lena parta hain or forex main agar risk nhe le gy forex main earn ksy kare gy dear is liye forex main khooof hota hain k agar reall bouns ho ya bouns ho loss ho tu khooof lazmi hota hain soach samjh kar trade ki jy tu loss k chances b kaam hain dear
              • #8 Collapse

                Re: apna khauf khatam karein

                Forex Main Apni fairness ko Khatam Karne Ka behtreen Tarika demo counter practice karna hai Kyunki demo Kaun Par Hum wo Tamam practice kar sakte hain Jo Humne real account profit De aur Agar Hamare Paas demo account paper experience ho jaaye aur hamdam account par profit main ja rahe ho to real account ko easily use kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: apna khauf khatam karein

                  dear forex me fearless honay ka best tarika yeh ha kay ap trading money management rules ko follow kartay huey karay ap ko zada tention or fear feel nehi ho ga ap ki trading discipline kay sath ho gi
                  dear momey management me stop loss or trailing stop bohat aham kardar ada kartay hain jin ka ap ko apni trading me use karna chahiey takay ap fear ki bajaey confidence kay sath trading kar sakay
                  • #10 Collapse

                    Re: apna khauf khatam karein

                    hello friends kasie ho sb?? Forex ek mind game hai or is men koi b dara hua insan kam nahi kr sakta agar hum men dar hai to hum apna damag puri tarah use nahi kr sakty or loss k chances zayada hoty hen itna he trade karen jitna ap comfortably kr sakty hen
                    • #11 Collapse

                      Re: apna khauf khatam karein

                      Forex main trading kernay kay liye hosla chahye aur wo hosla tab ata hay jab trader ko pata ho kay forex mai kia hota hay aur kaisay hota hay aur yeah sab kuch knowledge say trader ko pata chalta hay. is liye knowledge say hi trader kay ander confidence ata hay aur trading ka khauf khatam hota hay. is liye knowledge boht zarori hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: apna khauf khatam karein

                        Dear apki bat thek ahi k ham ko forex ein se pan khof khatam karna chaiye ham ko is mein riks nahilen achaiye ye iak mbahtren business hai ham ko is mein mehnat karna chaiye gar ap is mein mehnat kar te haion to ap is mein kamyb ho sakte haion is ein ham ko chaiye k ham is mein apne indar se khof khatm kar de is ein dil khol k trade kare hosakta hain k apka tarde
                        • #13 Collapse

                          Re: apna khauf khatam karein

                          dear friends aap bilkul theek kah Rahe Hain ki apna khauff khatam Kare tabhi rail trading mein kamyab honge agar hum dar ke trading karenge aur conference loose karke trading karenge to kabhi kamyab nahin ho sakte kyunki jab bhi trade karni hai anil save karke strong mind ke sath dar ko dur Kar ke trade Karen aur khof na kha ek baar baar dekho open karke na dekhe stop loss or take profit laga de agar trend mein aap hi to achi earning hogi baar baar dekhne se bhi might change hota Hai loss ko dekh kar kabhi Na ghabraye kyunki yah trading ka hissa hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: apna khauf khatam karein

                            Ji haan doston Forex trading Mein kaam karte hue Hamein chahi ke Dillagi Ke Saath kaam Karen aur hamein chahiye Ke Apna hop Khatam Karen aur risk Lena seeken confidence ke sath Apna Kaam Karen Chahat Se Jyada Se Jyada Humko profit Hustle ho sake Aur Hum Kisi bhi nuksan se boys ke hain Forex trading main behkhof ho kar apna trade Karen ISI se Hamein fayda Hazir Ho sakega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: apna khauf khatam karein

                              je haan ap nay theak kaha hay kh ap ko apna khouf ko khatam karna ho ga kah agr hum trade latay hain to hum ko khasara aya ga main to ap sy kakahta hoon kah apko karna ho ga kh kam ko ap athautat sy agar kartay hain to ap ko is sy bara faida mlata hay ap ko chahaya kah apko is main sy dakhana ho ga kah ap ko is main sy karnay ko mlata hay kah ap ko apnay kam sy khayal rakhanna ho ga kah ap agar ap nay kam main khayal rakhaty hain to ap ko ap ka kam faida data hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X