Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?
    Dear brothers forex trading men jiss k pass account balance kam ho uss ko risk nhi lena chahiay kiun k loss ki waja se account wash bhi ho sakta hey iss liay agar account balance 500 dollars se ziyada hey tu phir risk zaroor lena chahiay kiun k iss pe achi lot laga saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

    Apny account balance aur market ki movement ko calculate ker ky trade open kerni chahiay ky lot size is hisab sy lagani chahiay ky market apni maximum support ya resistance tak bhi move ker jaey tou account wash hony sy bach saky risk sirf isi terha lena chahiay warna bara risk kabhi bhi account wash kerwa sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

      Account balance chahy jitna bi ho, try krain k risk free trading krain. Q k yahi risk 500$ above waly ko bi 100 tk ly ata h. Agr 2-4 trade wrong ho jain to yahi risk ka thora thora loss total mn kafi ho jata h. Ye bat zarur h k zayada balance sy lot size increase kr skty hn lakin achy analyses k baad. Werna zayada capital bi kisi kaam ka ni h.
      Just view ???, Like kon kry ga???
      • #4 Collapse

        Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

        Forex main hmaien apny account balance ko dekh kar aur market ko smajh kar is main trading karni cahiyay agar hm forex main trading karty hoey market ki movement ka khayal nahi rahain gay to loss ho sakta hai agar hmary pas forex ki achi knowledge aur experience hai to hmaien risk ly laina cahiyay lekin pher trade lga kar us ko dekhty rahain eysa nah ho ky account wash ho jayay
        • #5 Collapse

          Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamara account balance bahut hi jyada hai to hum Pakistan Forex mein bahut bada trade open kar sakte hain aur Pakistan Forex se bahut hi accha profit diya kar sakte hain lekin Hamesha Aisa bilkul bhi nahin karna chahie Hamare Paas Chahe Jitna Bhi Jyada balance Ho Hamein Soch Samajh Kar trade open karna hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

            Forex trading main risk liey baghair to prifit kamana bhut ki mushkil hy aor skow bhi. Keon keh perfect entry milty milty time leg jata hy. Risk zaror lain per calculate ker ky. Aisa na ho keh account hi wash ho jaey. Econonmic calculator use kerain aor stop loss bhi. Risk ko mamoli samjh ker nazerandaz na kerain. Account ki management ko madenazer rekhty hoey risk lain.
            • #7 Collapse

              Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa ache earning hasil karni ha to per hum ko apna account balance zeyadaa raknaa hoga laken ager hamara pass pasia kaam ha to per hum ko lot of knowledge or experience ke zarorat ha es leya hum ko chaheya ka hum lot of knowledge or experience lanaa chaheya to best raha ga.............
              • #8 Collapse

                Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

                G haan bhai Jaan bilkuL agar capital Acha Ho To hUm tradIng main EiSk lay Saktay Hain Lekin iS K liYe bhoT Zyaada ZarooRi Yeh Baat hai k lott Size itNi Bhi Bari Na Ho K Market Agar Zara C oppoSite moVe Karay to Account wash Ho Jaaey isLiye in Tamaam BaatoN ko Madenazar rakh kar Agar koi Trade lsgaai jaaey to agar RiSk Lay bhi liya Jaaey to AccoUnt Wash nahi hoGa.
                • #9 Collapse

                  Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

                  G han dear billl thek laha hy ap ny...agr ammount zoya ho to phir ap lot size jitni mrzi lga lin koe frq ni orta q k market ki movement chahy oppsite b ho account wash hony ka dr ni hota islye koshosh krin ziyada sy ziyada bonuss earn krin
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

                    Hi ji Mere Yaar Se To Nahi aisa nahi karna chahiye Hamen risk nahi Lena chahiye Kyunki raised to risk hi hota hai haan Agar Hamare Paas balance rehta hai tu agar aapne risk lena hai to aap Thoda Sa Risk Lele ho sakta hai ki aap ko profit Ho Jaaye Par is Surat mein aap take profit ka istemal Jarur Kare Ya Na Ho ke aap ka sara ka sara balance finish ho jaaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

                      aisa nahi karna chahiye Hamen risk nahi Lena chahiye Kyunki risk to risk hi hota hai haan Agar Hamare Paas balance jyada hai tu agar aapne risk lena hai to aap Thoda Sa Risk Lele ho sakta hai ki aapko profit Ho Jaaye Par is Surat mein aap take profit ka istemal Jarur Kare Ya Na Ho ke aap ka sara ka sara balance finish ho jaaye is baat ka khas dehan Rakhe
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

                        Dear forex friends Assalam u alaikum agar hamra account balance zyda hai to risk leny men kui harj nhi hai ham bari lot kaha skate hain es men zyda risk ur zyda profit milega.
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

                          Ji haan sir Yeh Baat theek hai Kyunki bahut Sare log aaj kal Sare State Bank ko achi tarike se small kar chuke hain Forex trading topic Pakistan ka unke Liye Hai Jo log berojgar hai unke liye sabse accha aur sabse best business hai Forex trading of Pakistan
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar account balance ziyada ho tu phir risk zaroor lena chahiay?

                            Bhai jan humko is mein mehnat se hi is mein kam karna chahye aur is mein account ka balance zada hain to humko is mein zada risk lena chahye agar humaaccount balance 1000$ hain to humko is mein risk zroor lena chhaye pher ja kar hum is mein success ho skate hain aur is mein profit hasil kar skate hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X