Forex a business of luck or skills.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Skills and luck mien sey kuch log kehtey hain key aya luck per he depended hai hamari trading to hum mehnat karien he kiyoun?
    To unko mien yeh kahoungi key yeh dounoun zaroori hain to luck beshak houn skills bhi to sath zaroori hain na.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Forex trading mein luck bhi kaam karti hy likn hum ko forex trading mein ziada luck par depend nhi karna cahaiye aur forex trading mein ziada skills hasil karni cahaiye aur forex trading mein knowledge aur experience hasil karna cahaiye agr luck par depend karen gay tu kabhi bhi kaamzab trader nhi ban sakty aur agr skills hasil karen gay tu forex trading mein ka trading kar k profit earn kar sakty han
      • #183 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexchamp پيغام ديکھيے
        Luck is secondary in forex as a matter of fact one should not do trading thinking that luck will favor, rather his attitude should be like a pro trader depending on skill.
        trading is really a skilled based business, even every busniess required skills, no one can do any business witjout having skills. if you belive on luck it is not hundered percent but also it involve in any business. you know many peoples loss and many get profit in a same market and in same trading
        • #184 Collapse

          dear forex luck ka business nahi hay es me app k pass agar trading skills hon gi to mery khayal me ye bahot hi acha hay or app es business me kamyab b ho sakty hey.
          • #185 Collapse

            mairy khayal sy to forex aik aisa business hai jis mai aap ki skills zayada matter karti hai. kyu k ham ham seekh k forex trading ko karty hain to ye ham ko bohat huge earning daiti hai. is liye ham ko apni luck py b bharosa karna chahiye aur sath sath apni forex trading ki skills ko b improve karna chahiye.
            • #186 Collapse

              Forex is a business of skills. Luck aik additional benefit hota hy. Luck aap ka sath kab dey gi yeh aap ka nahi maloom, is leye luck pr depend na karain aur skills ko improve krney ki koshish krain aur trading ko seekhain. Demo account main ziada sey ziada practice krain aur dua karain keh luck aap ka sath dey to aap large benefit hasil kar saktey hain.
              • #187 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: forexchamp پيغام ديکھيے
                Luck is secondary in forex as a matter of fact one should not do trading thinking that luck will favor, rather his attitude should be like a pro trader depending on skill.
                jee mere bhai ham har waqt forex k business mein apne luck ki base par trading nahi kar sakty hein kiun k luck har bar sath nahi deta hai is tarah ham apne acount ko bhi wash kar deingy aur hamara sara capital bhi khatam ho jayega is liye hamien apni skills ki base par trading karni ho gi
                • #188 Collapse

                  jee bilkul janab ap bilkul theek ekh rahay hain hamen iss business main kabhi bhi yeh soch k kaam nahin karna chahyie k hum lucky hain tou acha business kar lenge.. is business main kamyaab honay k liye luck se zada talent chahyie hotaa hae.
                  • #189 Collapse

                    Assalam O Alaikum, Forex trading main log luck ko hi sab kuchh mantay hain jo keh sahi nahi hai. Jin logon ko iss ka knowledge hai keh forex trading main experience aur knowledge ki preffernce hai wo luck ko apnay experience se hasil kertay hain. Luck aap ko ek ya do bar profit de sakti hai magar experience for ever hota hai.
                    • #190 Collapse

                      dear is buiness ko kahin bhi kiajskta hai ye aik skill sy bhi kiajta hai aur luck bhi hai is ko kahin bhi kiajksta hai ye aik online karobaar hai is ko kisi wat bhi kiajksta hai ye aik acha buiness hai
                       
                      • #191 Collapse

                        I think 90% ap ka skills kam karty hain aur sirf 10 percent luck Es lea luck ko boul jaen aur skills develop karo
                        • #192 Collapse

                          Forex business main luck bhi zarori ha lakin luck ka sath sath is business main ap ka pass skills bhi honi chaye kun ke jab tak ap ka pass ak achi skills nhi hun gi ap is business main kamyabhi hasil nhi kar sakty tu sab sa phly apni skills ko improve karin phr ap ka liye sab is business main asan hi ho ga
                          • #193 Collapse

                            forex may kaam karna very difficult hakyu is may wo he loog kamayab ho skty han jin logn nay isk lyemahanat ki hoti ha or is k lye stratigy bani hotiha agar wo auchi stratigy banye gay tu aucha kaam karsyen gay or run karyen gay
                             
                            • #194 Collapse

                              yeh business ap ki skills per depend kerta hai kisi luck per nahi kiyun ke skills se ap forex trading main ahcha profit generate ker sakte hai or forex trading ko akfi behter andaz main handle ker sakte haikiyun ke forex ki market kafi danger hai jis ko leaning kiye bagair ap kuch nahi ker sakte hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                han dear forex aik real ka hai is meinbhi bahut ziyada mehnt ki jtai hai lkin is buiness mein luck bhi hai is ko kahin bhi kjaksta hai lekin kafi samhj k kiajta hai phir os mein success ho sakti hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X