low profit ! do you accept it.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    mein tu low profit acept krta hon and forex aik risky business bhi hay isi liye is mein ap ki investment ko nuksan bhi ho sakta hay isi liye mein sab ko suggest karta hon kay woh pehly demo trading karay i think 6 month tak demo trading karo takay ap forex ko learn kar sako is tarha ap achi earning karnay mein kamiyab ho saktay hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      G han bilkul me is business me low profit bhi accept karta hn kyun k is business me hm thory thory profit se hi kafi acha profit bna laity hain or monthly aik salary jitni income hasil kar laity hain isi liye ye business aik best business ha har lihaz se
      • #93 Collapse

        yes me toh accept karoon ga kiu ke agar ham ziyada earning ka sochte hen toh phir hamko loss bhe ziyada se ziyada hota he is lie kam jab target hota he toh uske lie hamko ziyada tension bhe nahi hoti or ham easy se woh kaam kar lete hen is lie kam target par kaam karna fidamand hota he
        • #94 Collapse

          ji bilkul forex mai aghar ap ko koi cheaze accept hai wo low profit hai kun ke koi bi nahi chahe ga ke us ka forex mai loss ho is liye wo low profit ko accept kare ga forex mai aghar ap lalach nahi karo ge to ap easy le success ho jao ge .........
          • #95 Collapse

            g han bilkul bilkul mujhy low profil qabol hy loss sy to behtar hy mein greedy person nhi hn kisi ny theek kaha hy thora kha lo lekin ziada der tak lalach karo gy to us sy bhi jao gy
            • #96 Collapse

              han hummein jo bhi profit ho ussay accept karna chahye aur hummein lalach mein kabhi bhi nahi ana chahye jissay apk o trading mein nahi chahye q k esa karnay say sirf apko hi loss hoga
              • #97 Collapse

                I think Forex is a very risky business where you can earn profit when you make better plan and trade in Forex with your better strategy and money management, If you make your self capable and make better plan to make your every trade profitable, Then you could earn consistent profit form Forex in your life .
                 
                • #98 Collapse

                  assalamu aylakum dear friend Jee han hummein jo bhi profit ho ussay accept karna chahye aur hummein lalach mein kabhi bhi nahi ana chahye aur lalach se hame only loss he hota ha aur is ke eylawa kuch nhe milta
                  • #99 Collapse

                    je bhai je low profit acha hai na kay laluch ki jaye jo haath mein hai woh bhi jaye is mein saber se kaam layna parta hai
                    • #100 Collapse

                      han mujhe low profit bhi accept hai profit chahe jitna bhi ho accept kar lena chaye loss na ho agar ap ko loss ho ga to ap ka nuksan hai
                      • #101 Collapse

                        Yap i also accept low profit that make me confident in my trading make my decision strong and make me expert in my trading and i make my future bright in future and i make huge income with fx.
                        • #102 Collapse

                          dear brother.........forex trading ek bukhat hi briya business hai ..........aur jitna briya business hai aur otnahi riski business hai ..........so es lye humy zayada risk nai lena chahiye...
                          • #103 Collapse

                            brother mera khayal hay kay koi bhi trader low profit ko accept nh karay ga forex trading business main q kay forex trading business huge earning source hay to her trader yahi chahay ga kay wo is business say achi earning karay tab ham successfull trading kar sakain gay.
                            • #104 Collapse

                              low profit he best hai hamare liye es say hum ko loss ni hota or na he hamara account wash hota hai low profit best hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                ji han, low profit lose se 100% acha hai q k lose ho jay to insan ki himat bilkul toot jati hai or agar thora sa bhi profit ho jay to insan koshish mein laga rehta hai k us ko or profit ho chahy thora hi ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X