POSTS delete q ho jati hain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    POSTS delete q ho jati hain??
    ASLAMOALIKUM dear friends umeed hai kay ap sab khariyat se honge mera apny senior friends say yeh sawal hai kay posts delete q ho jati hain kya in ki koi waja hai ju kay ham nai janty kindly share friends?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: POSTS delete q ho jati hain??

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey ab posts daily base pe delete ho jati hen kiun k ab daily review hota hey low quality ki copy posts ya limit se ziyada posts delete ho jati hen iss liay koshish karen k limit ko cross nah karen copy nah karen achi aur informative posting karen ta k kam se kam posts delete hon
    • #3 Collapse

      Re: POSTS delete q ho jati hain??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: qarisab پيغام ديکھيے
      ASLAMOALIKUM dear friends umeed hai kay ap sab khariyat se honge mera apny senior friends say yeh sawal hai kay posts delete q ho jati hain kya in ki koi waja hai ju kay ham nai janty kindly share friends?
      Jihad yaar aise hi ho raha hai ki hum Jab Se Karte Hain Tu Main To Aksar Yahi Dekha Hai Kyunki Main post kar Leti Hun Tu baad mein job karti hoon Tumhara post karne ke liye Tu Meri 405 Hamesha Roj Delhi ki Delhi delete ho rahi hai pata nahin ki Allah Ke Meri knowledge mein bhi aisa hota hai aur main jo bhi mere paas knowledge Milta hai usko main post me Jarur share Karti Hoon aur post Bhi Meri achi Hoti Hai Fir Bhi Meri post bahut delete ho rahi hai pata nahi Kyun
      • #4 Collapse

        Re: POSTS delete q ho jati hain??

        yes dear post tab delet hoti hain jaaab hum asi koi post karte hain jo k kisi b member k liye thanks full nhe hoti hain and asi post b delete ho jati hain jis main ziyda mistake hoti hain agar ziyda mistake haar p[ost main hoti tu pher post lazmi delete ho skti hain is liye post asi karni chahiye k sab apni post ko dekh k post say learn kare and reall thanks de
        • #5 Collapse

          Re: POSTS delete q ho jati hain??

          dear friend aj kl forum ki trf sa bahot ziada posten delete ho rhi hn pehlay to repeated threads delete ki jati then aur un pa reply posten bhi remove kr de jati then aur phir 4 threads sa ziada ki janay wali threads k sath reply posten remove ki jati hn
          • #6 Collapse

            Re: POSTS delete q ho jati hain??

            Forex main daily ki 50 posts aur 4 threads karna allow hota hai jo log forex main os say zyada threads karty hain un ko extra threads del ho jati hain aur jin logoun ky un ki threads ko answer kiya hota hai un ki posts bhi delete ho jati hain is liyay hmaisha rules ky mutabiq 4 hi threads karain ta ky apna aur dosroun ka time waste nah ho
            • #7 Collapse

              Re: POSTS delete q ho jati hain??

              agar 50 post karte hain and post thek hoti hain tu kabi b pak froum say post delete nhe hoti hain agar thread 5 say ziyda opan karte hain tu pher thread b delete ho jai hain tu iska khayal rkna chahaiye
              • #8 Collapse

                Re: POSTS delete q ho jati hain??

                forex mai hum live posting karty hain posts hamare mistakes ke waja sy delete ho jate hain forex mai hamy posting ky bad trading karne chahey forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: POSTS delete q ho jati hain??

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai mistakes wali posts ko delete kar diya jata hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: POSTS delete q ho jati hain??

                    forex aik bohat bara business hain hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: POSTS delete q ho jati hain??

                      Posts delete is waja sy ho jati hai agar ap ki post theek na ho yani us ki wording smjh na aa rahi ho ya phir ap ny same post ki ho jesy k pehly ki hui ho is liye wo delete ho jati hai ap ko chahiye k ap achi posts kary ta k wo delete na ho.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: POSTS delete q ho jati hain??

                        Ji haan sharab mein bilkul sahi kaha hai ki agar Hum ismein galat kaam karte hain tu isse bhi Hamare post delete ho Jate Hain Hamein chahiye kya Hum Apne galtiyo Ko acche tarike se kam Kare Kyunki Agar Ham Galti Nahin Karenge to hamare postdate Nahin Hogi Kyuki Ham galtiyan kar Jate Hain isliye Hamare post delete Kiye Jate Hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X