You have to keep patience.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    G bhai ap n sahi kaha h k sabar s AGR ap kam lain gy to ap KO loss but mam percentage p hony k chances hn.r ap AGR jaldbazi m kam lain gy to is m ap ka e nuqsan h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Aap ki bat Thik he ke trading ke Doran hamin saber se Kam Lena chahiay takay Kisi bhi trade ke Doran hum Los me ja rahay hon tu intizar tu lazmi karna paray ga.
      • #78 Collapse

        yes patience hobat aham factor hai trading main. aor learning k bager trading main enter nahee hona cahye agar aap aik expert trader banna chahte hain
        • #79 Collapse

          dear is main hamain patience se kaam lana chaye is main hamain koi bhe kissi beh kisam ke jald bazi nai karni chaye kyu k is main jald bazi se hamain loss he hota hai kyu k is ke market kabhe kabhe bohat slow and trader ko pareshan kar dati hai..
          • #80 Collapse

            dear all
            I am a very patience person so I think Forex is going to be easy to learn for me. I learned that patience is needed in Forex because we have to wait for the right time to enter our trades.
            • #81 Collapse

              asalam-o- alikum yes patience is very necessary in every trading. without patience discipline and experience in forex we face the hurdle .to aviod from loss we must follow the rules and be patience. because forex trading is risky business and it demands alot of time.
              • #82 Collapse

                gi bro forex ap kabi b aur kahin b kar skte ho jab ap es mai lot laga dete hain tu ap ko wait karna hota hy ta k ap es mai acha kam karo aur es mai achii earning karo ha bhai training k bad kamkarn or foirex par ap ko best plannning k sath he kaam karn qp ko chaye k ap forex par apna target set rk k kam karn ye he best ha bhai
                • #83 Collapse

                  forex trading aik aisa business hay jissko ker kay aap rich kan saktay hain magar chand dinnon main nahe balkay aapko time lagay ga apnay point tak pohanchnay main..
                  • #84 Collapse

                    patience tu trader ne rkhna hota he kion keh jb trader patience se kam krta he aur trading mein apne bhtr income haisl krne ke leie right trading krta he tu trading se us ku income ache hote he aur trader apne trading mein boht fiada aur earning hasil krta he
                    • #85 Collapse

                      yes ap saber say kam layna chaye kun k loss to hot ahi ereht ahe aor faide hota he ap ki jitni plinning thek ho gi binifit or loss propotionl hun gy
                      • #86 Collapse

                        Yes brother u are absolutely right..
                        patience se hum achi earning kar sakte hain aesa nai hona chahiye k 1 raat me ameer banne ka socha jaaye.
                        • #87 Collapse

                          yupp dosto jab hum aik trade lag dyte hain tu hum ko saber se kam lyna chaiye jald baz nahi karnni chaiye ager aisa nahi kary gye tu hum ko loss hone chances zayida hoty hain or acha profit nhi milta hai hum ko
                          • #88 Collapse

                            forex ma patience ki boht ahmiyat ha, is ma sabr se chalna prta ha, agr patience na ho toh sucessful hona boht mushkil ha.
                            • #89 Collapse

                              Asalam alaikum brother patience sa kam lana bohat bare bat ha suna hoga ap na sabar ka phal meetha hota ha mana bhe aksar sabar sa kam lia ha or mughay bohat fida mila ja Alhamdullah.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Dear friend agar humein forex trading mein profitable trading kerni hai aur ziyada loss nahin kerna tou phir humein patience kay saath trading kerni chahiye kiyunke aisa karney say humein loss kum hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X