Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye
    technical source se agar signals mil jaye ya fundamental analysis se trades ka koi idea mil jaye to kabi be immediately trades ko open karny ki ghalti nahi karni chaye, koch time wait karna chaye aur market ka behavior check karna chaye es se trader ko right direction me trades ki opening me help mil sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

    Pakistan forex number aap bilkul theek aa rahe hain ki hum jab bhi trade open Karen to immediately Na Ho yani k jaldbazi bilkul bhi nahi karni chahiye kyunki jaldbazi se loss hi hota hai agar Ham jaldbazi mein Koi bhi trade open karte Hain uske analysis nahin hote aur woh trade wrong side mein chali jati hai to hame loss hoga agar hum analysis karke planning ke saath koi bhi trade open karenge to hamein fayda hoga aur bhi hogi aur account bhi save rahega.
    • #3 Collapse

      Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

      Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex m hmy immediately trder open ni krni chyee q k is hmy loss hoskta h is ly hmy phly pori tiyari krni chyee phir trderbg lani chyee ta k hmy jis pair p trderbg lgi ho is k bury m pori trah pay ho
      • #4 Collapse

        Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

        Ap ki baat theak hai k forex market mai immediately trader open na krnet ki ghalti na krey.Kyu k forex ak risky business hai. Es business mai kam sey kam risk par trade open krna chahey. Jis sey hum apney loss ko bhe control kr sakty hai. Aur market mai zada earning hasil kr sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

          dear agr humainy koi trade aik aik signal ya fundamental analysis se koi signal mil jaey to humainy foran trade open karnay ki bajaey humainy apnay baki rules ko b analysis karna chahiey kaya wo b poora utar rehay hain hamarii trade par dear ap ko yeh b dekhna chahiey agr koi trend line mil rehi ha to kaya os trend line kay against koi support ya resistance to nehi ha is tarah complete analysis karnay kay baad entry leni chahiey or narket ki current behaviours ko b note karna chahiey kay wo kis direction me ha phr hi entry leni chahiey
          • #6 Collapse

            Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

            hamy apne har aik mistake ko avoid karna ho ga pher he hum loss sy bach saky gy forex aik aam busienss ke nisbat acha business hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum gar mai bth kar is mai kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

              forex aik bohat bara business hain hamy is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam mar sakty hain hum is mai agar dosro ke copy pasts kar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

                Dears friends jasa Kay ap ko pata hia Kay Kam chaye koi be ho us mn jldi di koi faisala nahe krna chaye is ka loss he hota hai is trha forex mn jaldi trading nahe krni chaye jb ap ko lagy kay market achi hai or earn kry ge to ap trade kry is say pehly kry gay to ap ko loss ho ga soo be careful to open trade
                • #9 Collapse

                  Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

                  hum trade palce kar ky acha bonus gain kar sakty hain forex aik wasee business hain hamy is mai experience ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mau out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

                    Trading dekh kar or soch smajh kar karni chahiye agar ap achanak trade open kar ly gy bgair anaylsis k to ap ko loss ho sakta hai q k ap ny trend ko to dekha hi nahi kya pata wahi sy trend change hona ho is liye dekh kr trading krni chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

                      Ji han Sar aapki baat bilkul sahi hai Hamen chahie ki Ham jaldbaji Mein Kabhi Bhi Koi trade open na Karen Kyunki jaldbaji se Ham wrong decision Le lete hain Jiski vajah se Hamara trade laws Mein Chala Jata Hai Aur Hamara account wash bhi ho sakta hai isase Behtar yahi hai ki Ham vate Karen aur best entry point ka wait kar ke FIR heat rate Lagaya To Hamen Achcha profit bhi mil Jaega aur ham loss se bhi Bach jaenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Immediately trades open karny ki ghalti nahi karni chaye

                        Exactly bahut say log yeh ghalti krtay hain k jb unko left rigjt say kahe koi prt sognal mil jata ha to wo jaldi jaldi trades ko open kr letay hain jb k aisa nai krna chajeay kuch dair market ka wait kr k market ko samjh lena chajeay ta us mn ziyada loss na ho . Marker ko settle honay ka koqa dena chajeay us k bad market mn entry marni chajeay ta k kam say kam loss ho. Meray khayal mn yeh ghalti ziyada tar new traders he krtay hain purnay to isay waqif hotay hain.
                        Kinza789 Trading Journal

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X