10 posts ky bahd posting restriction

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    10 posts ky bahd posting restriction
    Aj main ny sirf four threads aur six posts ki hain tou forum ki taraf sy restriction aa gai hai ky you cannot leave more than fifty posts within 1440 minutes tou kia yeh system ki kharabi hai ya previous day ki posts bhi count ho rehi hain in main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 10 posts ky bahd posting restriction

    Dear friend app bikal theak kha raha hain lakin main app sa khana cahta hoo ka forex main ik din main 10 post bhot km hain huma Cahia ka hum km sa km ik din main 50 post Karen tha ka hum acha profit hasil kr sakhy orr wasaa bhi hum ik din main hum 50 post kr sakthy hain
    • #3 Collapse

      Re: 10 posts ky bahd posting restriction

      dear brother apki bat bilkul theak ha aj kl kuch poaten krnay pr bhi 50 post wali limit aa jati ha k 1440 mint tk ap post naen kr sktay phir yeh problem 2 days tk chalti rehti ha meray khial mn yeh limit poori naen hoti lekin yeh system ki he kharabi ho skti ha
      • #4 Collapse

        Re: 10 posts ky bahd posting restriction

        Posting karny ka tareeqa yahi hay key 1 post key bad jab ham 2nd post send karny lagy to darmeyan me 5 mint ka gap hona chaye aur 10 posts hi 1 time me karny chaye agar zeyda posting ki jaye to 1440 ka error ajata hay, ye error forum ne safety key ley banaya hay, agar tareeqy se posting ki jaye to koch time gap key sath next post send ki jaye to ye error nahi aye ga.
        • #5 Collapse

          Re: 10 posts ky bahd posting restriction

          G han kbhi kbhi esa hota hai us k 2 reasons hain ek to he k forum k 24 hours subha 10 se next morning 10 tk hoty hain to AGR ap n 40 posts kal ki hain or 10 aj to ap ki fifty ho gae hain tbhi forum error aa rha hai es k elawa ek reason he bhi hai k hm continuously 15 to 20 posts or dety hain so agr hm gape gape s kren tou ye issue nahe hoga
          • #6 Collapse

            Re: 10 posts ky bahd posting restriction

            Dear forex number mere khayal mein yeh aapki mistake ho sakti hai kyunki hum jab bhi post karte Hain to pahle hamein post karni chahiye aur bad method create karna chahie aap ne galti se pahle that create kiye Hain Jo ke aapko iska error mil raha hai yaar mujhe 5 post ke bad bhi mila tha isliye aap abhi do din wait karon ya error do din tak aayegakoshish Kiya Karen ke pahle post Kiya Karen aur friend kam se kam Karen kyunki 3rd jyada nahi karne chahiye ek ya do se upar Chad na Karen waise ja system ki kharabi bhi ho sakti hai ya Mera apna ek khayal hai kyunki mere saath bhi hua tha aisa aur mere sath do din tak chalta raha tha.
            • #7 Collapse

              Re: 10 posts ky bahd posting restriction

              Jii Haan Bilkul Bhai Jaan meray Account py bhi Yeh ErroR Aa Jaata Hai i Dnt knoW k YeH q Aata Hai Lekin NExt Day Say Aaap PoStiNg Start KaR Saktay Hain isLiYe HuMen KoShiSh kaRni ChaahiYe k Jo bhi Posts KaRen Un Main ThoRa saa TiMe Gap DeN Taakay Yeh MasLa na Aaye Lekin MoDeratoRs ko Bhi ChaahiYe k is Ka Koi Best soLutiOn Nikaalen Q k Logon Ka kaafi nuqsaan HoJaata hai.
              • #8 Collapse

                Re: 10 posts ky bahd posting restriction

                Nahi asa nahi hota k ap 10 ;post krey aur phr message ay. Ap jab 50 thread post krtey hotou message ata hai k ap ab 1440 key bad thread post kr skty ho. Ap koshish krey k ak din mai 50 thread post krey tou ap ko ya message nahi ay gy. Mess es waqat he ata hai jab ap forum par 50 thread post krtey ho.
                • #9 Collapse

                  Re: 10 posts ky bahd posting restriction

                  Dear brother aap ne is point ko theek pointout kia hai person meny 50 posts ki hein meny kal posting krni chahi tu yeh restriction mujhy bhi ai jiski waja se main kal posting nai kr saka mera pora chuti wala din zaye ho gaya jiska mujhy boht afsos hai agr yeh forum ki koi technical problem hai tu hamari forum se request hai isko theek krein.
                  • #10 Collapse

                    Re: 10 posts ky bahd posting restriction

                    forex mai hum aik din mai 50 posts kar sakty hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum 24 ganty mai 50 posts sy zada posts nahi kar sakty forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain yai pakistan mai legal business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: 10 posts ky bahd posting restriction

                      10 posts karny ky bad limit ka error nahi ata hum is mai aik din mai 50 posts karty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be ya full time kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: 10 posts ky bahd posting restriction

                        forex mai posting karny ke aik limit hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalaci ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik legal business hain or is mai hum apny boss kud hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X