dear friends ap nay forex markeet ki movement daikhi he ho ge aik monht say ziada ho gea hai market sell hony lagti hai tu buy ki tarf chali jati hai aur buy hony lagti tu sell ki tarf chali jati hai market main koi bhi aik tre nahi chal raha hai jiss say ham trade kar sakain main nay iss month main bhi accoount wash kia hai issi wajah say mujy samjh he nahi arhi thy k sell karain ya buy iss lea ap ko bhi advice deta hun jab tak ap ko samjh na ay market ki tu order aga kar apna nuksan mat karain aur market k thk hony ka wait karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим