Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha
    Dear traders akser hm technical analysis mein sirf support and resistance aur indicators pe depend kr rahy hoty haen ya candlestick patterns ko daikh k trade laga rahy hoty haen ye bhi bht helpful haen but en k sath sath agr ap daikhaen tu chart patterns bhi bht achi trades provide krty haen. Jb market rang mein atti ha tu wo koi na koi chart pattern banti ha US ko judge kr k aik achi trade nikalna hm pe depend krta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

    Technical analysis meri nazar mei total chart ka pattern he depend karta hay ussi ki ehmiyat hoti hay hamaray paas proper candles ka knowledge hona bohat ehmiyat ka hamil hay har tarah kay trend ki prediction aap ko candles chart pattern sey milti hay market mei range position technical move sab chart pattern sey he possible hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

      G han dear ap ki bat thek hai..Technical analysis karty huwe humain analysis k liye jitny ziyada tools use karty hain hamara analysis utna ziyada stong hota hai..aur main ap ki bat sy agree karta hon keh humain technical analysis karty huwe support aur resistance k sath sath chart pattern ko bhi follow karna chahye takeh hamara analysis strong ho
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

        Jii Haaan Aaap Ne BiLkuL Sahii Baat Ki TeChnical AnalysiS Main Chart Patern Se Bhi kaafi heLp MiLti Hai Q k iS Se Bhi HuM bhoT Hii easiLy AnalysiS kar Saktay Hain LeKin Agar XandlestiCk Ka Use KiYa Haaey To Woh SaB se beSt ReHti Hai Q k CanDLestiCk Se Hum na siRf Analysis Aasani K Sath KaR Saktay hain baLke maeket Ki previoUs MoVes Ko Bhi Aasaani Se CheCk KaR Sakray Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

          forex aik online karobar he jis mein hum mehant kar ke earning or learning dodno karty hein forex mein hum technical analysis brokers or chart pattren bohat ehmiyat hasil he forex mein hum forex karobar mein best time mein trade lagana sekhta he forex aik esa karobar he jis mein hum apni zarorton ko pura karty hein forex aik legal karobar he
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

            forex mai analysis ke bohat iqsam hain hamy in ko read kar ky use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

              forex aik big business hain hum is mai agar success hasial karna chatey hain to hamy analysis ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munfa kama saky gy forex ak world wide business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

                Technical analysis main chart boht ahmiat rakhtay hain. que kay market jab bhi move kerti hay to wo kisi na kisi pattern ki sorat main hi move ker rahi hoti hay is liye jab trader ko forex kay chart main pattern samag anay lagtay hain to trader ko chart analysis kerna main bhi koe pareshani nahi hoti. is liye pattern bari ahmiat kay hamil hotay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

                  hamy tecnical analysis ko use karny ky liye charts ko be use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy or hum apne zarorto ko pira kar saky gy forex aik wasee business hain forex mai hum part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex pury pakistan mai legal ban cuka hain forex aik boaht bara business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

                    forex aik international business hain hamy is mai pattern use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee busienss hain hum is mai learning ky sat ache earnig be hasial kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi hi ga forex aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

                      hamy analysis ko use karna ho ga hamy mahnet sy or tawajo sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wase business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm busines ke nisbat acha business hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Technical analysis mein chart pattern bhi bht ahmiayat rakhta ha

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                        Dear traders akser hm technical analysis mein sirf support and resistance aur indicators pe depend kr rahy hoty haen ya candlestick patterns ko daikh k trade laga rahy hoty haen ye bhi bht helpful haen but en k sath sath agr ap daikhaen tu chart patterns bhi bht achi trades provide krty haen. Jb market rang mein atti ha tu wo koi na koi chart pattern banti ha US ko judge kr k aik achi trade nikalna hm pe depend krta ha.
                        Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham forex market ke technical analysis karte hain to usmein Forex chat ko delete karna bahut jyada important hota hai Kyunki usse hi Hamen market ki next moment ke bare mein chalta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X